Sie sind auf Seite 1von 42

NAAT LYRICS

LEICESTER MAWLID PROCESSION 2013

Content
Naare (Chants) & Durood Qasida Burda Aankhon Ka Taara Aj Sik Mitran Di Allahuma SalleAla Sayiddena Muhammadin Aaqa Ka MiladAaya Aaya Kamli Wala Ae Sabz Gumbad Wale Ashaab e Muhammad As Salatu Was Salamu Alayka Chamak Tujh Se Paate Durood Sharif Falak Ke Nazaaro Har Waqt Tasawwur Jashne Amad e Rasool Kaliyan Zulfaa Wala Kamli Waale Muhammad Milad Manaaya Kar Nabi Ka Naam Kaafi Hai Naseeb Chamke Hai Farshion Ke Pukaaro Ya RasoolAllah Rab Farmaya Mehbooba Salat Al Badriyya Sarware Ziba De Maalo Sarkaar Jeya Sohna Subha Taiba Mein Tala Al Badru Alayna Tera Khaawan Meh Tere Geet Tu Shah e Khuban Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Ya Shafi Al Wara Ya Shahenshah Madina Ya Syedi Irhamlana Manqabat - Hazrat Abu Bakr Siddique Manqabat - Hazrat Ali Al Murtaza Manqabat - Qibla Alam Ya Nabi Salaam Alayka 2 3 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 38 39 40 42

Naare (Chants)
Nara e Takbeer - Allahu Akbar Nara e Risaalat - Ya RasoolAllah Jashne Eid e Milad Un Nabi - Zindabad Nara e Thakeek - Haq Chaar Yaar Nara e Haideri - Ya Ali Shaane Sayyidena Siddiq e Akbar Zindabad Faizan e Hazoor Khwaja e Khwajagan - Zindabad Darbaar e Aaliya Shadpur Sharif - Zindabad Aastana e Aaliya Salyaal Sharif - Zindabad Faizan e Madina - Salyal Sharif Jeeve Jeeve - Murshid Jeeve Jeeve Jeeve - Sohna Jeeve Hoo Allah Hoo Marhaba Sarkaar Ki Amad Marhaba Aaqa Ki Amad Marhaba Yasin Ki Amad Marhaba Taha Ki Amad Marhaba Jaddal Hussaini Marhaba Ya Noor Al Aini Marhaba Dildaar ki Amad Marhaba Huzoor Ki Amad Marhaba Pur Noor Ki Amad Marhaba Makki ki Amad Marhaba Madni Ki Amad Marhaba Sohneh Ki Amad Marhaba

Durood
Allahumma salli 'ala, Sayyidina Muhammadin an-Nabiyyi al-ummiyyi Wa 'ala alihi wa sahbihi wa sallim (Translation: O Allah, send your peace and blessings upon our Master Muhammad, the Unlettered Prophet, and upon his family and companions.) Sallallahu ala Muhammad Sallahu alayhi wasallam

Qasida Burda Sharif


Alhumdo Lillaahe Munshil Khalqe Min Adami Thum Mas Salaato Alal Mukhtaare Fil Qadami Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi Muhammadun sayyidul kawnayni wa'thaqalain wal'fariqayni min urbin wa min ajami Nabiyyunal amiru nahi fa la ahadun abarra fi qawli la minhu wa la na'ami Huwal Habibul-Lazi Turja Shafaa' atuhu Li Kulli Hawlim-Min al Ahwaali Muqtahimi Da'aa Ilallahi Fal Mustamsikuna Bihi Mustamsikuna Bi Hablin Ghayri Munfasimi Faaqan Nabiyyina Fi Khalqin Wa fi Khuluqin Wa Lam Yudanuhu Fi Ilmin Wa la Karami Wa kulluhum mir Rasoolillahi multamisun Gharfam min al bahri o'rashfam mi al diyami Ya Akram al Khalqi Ma li man aludhu Bihi Siwaka inda hululil hadeethil amami Ya Rabbi Bil Mustafa Balligh Maqasidana Waghfir Lana Ma Mada ya Wasi Al Karami Fa inna min judika duniya wa darrataha Wa min uloomika ilm al lawhi wal qalami Thummar rida An Abi Bakrin' wa An Umar'aa Wa An Ali'yin Wa An Uthman'aa dhil Karami Wal Aale Wa Sahbi thumma Tabi-ina Lahum Ahli tuka Wannuka Wal Hilmi Wal Karami Faghfir Lina Shidiha Waghfir Li Qa'ri-Iha Sa'Al Tu kal Khayra Ya-zhal Joodi Wal Karami

Look at the Heavens the earth, the shining sun and the moon When Allah made everything he made them all just for you O My Lord send peacea nd blessings upon your beloved The Best and Perfect Creation that you have created You are the Prophet of Allah, you are a shining light And lighting everyones path and guiding us all the way O Muhammad may there be peace and blessings upon you May Allah rant you as promised the maqam of Mahmood There is no one like you, there is no one who is the same So merciful is your nature and so high is your name The Lord has sworn by the beauty of the curls in your hair and by the place of your birth and by the cloack that you wear The Lord has sworn by the glory of the Noor on your face So beautiful Mustafa bless your servants with one gaze Look at Abu Bakr, Umar, Uthman and Mowla Ali We love them for they have spent their lives in your company So beautiful were your moments with Siddique in the cave He stood by you all his life and sleeps by you in the grave Ya RasoolAllah, how we yearn to meet you one day We wish to fall at your feet & breath our last in that state

Aankhon Ka Taara
Aankhon ka taara naam e Muhammad Dil ka ujaala naam e Muhammad Pooche ga Maula laaya hai kya kya Main ye kahoon ga naam e Muhammad Allahu Akbar rabb'ul ulaa ne Har sheh pe likha naam e Muhammad Dolat jo chaaho dohno jahan ki Karlo wazifa naam e Muhammad Shehda naa kyu ho is par musalmaan Rab ko hai pyaara naam e Muhammad

Aj Sik Mitran Di
subhanAllah subhanAllah subhanAllah subhanAllah Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga Aj sikh mitran di vaderi eh Kyu dil ri udaas ganeri eh Loonh Loonh vich shauk changeri eh Aj naina laiya kyu jariya Mukh chand badr shah shaani eh Mathe chamke di laat noorani eh Kaali zulf te akh mastani eh Makhmoor akhi hin madh bariya Doh abru kaus misaal dissan Jitho naukeh mizah de teer chutan Labha surk aaka ke laal e yemen Chiteh dandh mothi diyan hin larriyan Hujre ton Masjid aao dholan Noori jhaat dey kaaran saarey sikan do jag akhiyan rah da farsh karan sab ins o malak hooran parian Is soorat nu meh jaan aakhan Jaan aakhan ke jaan e jahan aakhan Sach aakhan te rab di shaan aakhan Jis shaan toh shaana sab baniyan SubhanAllah Maa Ajmalaka Ma Ahsanaka maa Akmalaka Kiteh mehr ali kiteh teri sanaa Gustaakh akhi kiteh jaan lariyan Eh soorat shaala peshe nazar Raheh waqt naza te rozeh hashr Vich qabr te pul thee jad hosi guzar Sab kautiya thee san tad khariya

Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin


Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Saani naa koi mere sohne Nabi lajpaal da Rab ne vadaaya shaan Amina de laal da Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Vaari vaari jaawan teriyan mitiyan adaava toh Jind waar dehvan aave Jehriyan toh raaha tu Rees kareh jehra teri Manmohni chaal da Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Chaar chufereh chaanan hoya tere pyaar da Aj hai milad sohne nabi dildaar da Jehra tere deevi baaleh rab ohde baal da Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Noori noori mukhra Te zulfan ne kaaliyan Allah de habib diyan Shaana ne niraaliyan Doveh jag mull tohra ik ohde waal da Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Allahuma Salle Ala Sayyidena Muhammadin Barr barr jholiyan deewane layi jaande ne Mastane layi jaande ne te eho kayi jaande ne Sadqa Nabi da mangoh Rab vi nayi taal da

Aaqa Ka Milad Aaya


Ya Rasulallah Ya Habiballah Sallam alaika Ya Rasulallah Wasallam alaika Ya Habiballah Ahlan wasahlan marhaba Ya Rasulallah Chaaro taraf noor chayaa Aqa ka milad aya Khushiyo ka pegham layaa Aqa ka milad aya Shamso qamar aur taare Kyu na ho khush aaj saare Unse hi to noor paaya Aqa ka milad aya Khushiya manaate hai wohi Dhoome machaate hai wohi Jin par huwa unka sayaa Aqa ka milad aya Ghar ko sajaate hai wohi Jandhe lehraate hai wohi Jin par huwa unka sayaa Aqa ka milad aya Hai shaad har ik musalmaa Karta hai ghar ghar charagha Galiyo ko bhi jag magayaa Aqa ka milad aya Naate nabi tum sunaawo Ishq e nabi ko barawo Humko Raza ne sikaya Aqa ka milad aya Ya Rasulallah Ya Habiballah Sallam alaika Ya Rasulallah Wasallam alaika Ya Habiballah Ahlan wasahlan marhaba Ya Rasulallah

Aaya Kamli Wala


Aaya kamli wala, aaya kamli wala Aaya kamli wala, aaya kamli wala Dukh mukgaye ne sab duniya de Khushiyaan de vehleh aaye ne Ban rehmat Rab di duniya te Aaqa tashreef liyaa-e ne Amad e Mustafa marhaba marhaba! Amad e Mustafa marhaba marhaba! Aaya kamli wala, aaya kamli wala Aaya kamli wala, aaya kamli wala Kithe kassam utaayi chehre di Yasin de noori sehre di Yuti ka fatarda keh keh ke Allah ne naaz utaaye ne Amad e Mustafa marhaba marhaba! Amad e Mustafa marhaba marhaba! Aaya kamli wala, aaya kamli wala Aaya kamli wala, aaya kamli wala Suraj nu mohreya sohne ne Chan thor ke johreya sohne ne Patharaan ne kalmay parh parh ke Sarkaar de geet sunaaye ne Amad e Mustafa marhaba marhaba! Amad e Mustafa marhaba marhaba! Aaya kamli wala, aaya kamli wala Aaya kamli wala, aaya kamli wala Kyu raukeh jashan manaawan toh jhandiyaan te bhatiyaan laawan toh Kaabe di chath te khud jhande Jibril toh Rab lagwaaye ne Amad e Mustafa marhaba marhaba! Amad e Mustafa marhaba marhaba! Aaya kamli wala, aaya kamli wala Aaya kamli wala, aaya kamli wala

10

Ae Sabz Gumbad Wale


Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna Jab waqt e nazah aye deedar aata karna Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha Imdaad meri karnay aajana meray aaqa Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna Rusva e zamana houn daman mein chupa lena Maqbool yeh aarz meri lillah zara kerna Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

11

As-Haab e Muhammad
As Haab e Muhammad haq ke wali Bubakr, umar, usman o ali Yaar-aane nabi me sab se jalli Bubakr, umar, usman o ali Woh sham-e-Haram ke parvaane Woh khatm-e-Rasul ke deewane Heh Jin se mehki deen ki kalli Bubakr, umar, usman o ali Yaar-aane nabi me sab se jalli Bubakr, umar, usman o ali Islam ne jinko izzat di Islam ko koowat jin se mili Imaan ki rewayat jin se challi Bubakr, umar, usman o ali Yaar-aane nabi me sab se jalli Bubakr, umar, usman o ali Is naat ki khushbu pehle gi Ye khushbu har soo pehle gi Goonje ga ye naghma galli galli Bubakr, umar, usman o ali Yaar-aane nabi me sab se jalli Bubakr, umar, usman o ali

12

As Salatu Was Salamu Alayka


As salatu was salamu alayka Ya RasoolAllah As salatu was salamu alayka Ya HabibAllah Kuch te hayaati da mayaar hona chaida Allah de habib naal pyar hona chaida As salatu was salamu alayka Ya RasoolAllah As salatu was salamu alayka Ya HabibAllah Sanu yaar e ghar ne eh daseya eh dosto Sab kuch huzoor toh nisaar hona chaida As salatu was salamu alayka Ya RasoolAllah As salatu was salamu alayka Ya HabibAllah Jere tere naam diya mehfilan sajaunde ne Ohna behliyan da behrapaar hona chaida As salatu was salamu alayka Ya RasoolAllah As salatu was salamu alayka Ya HabibAllah Hazrat e siddiq di eh dil di tamanna si Yaar de mazaar naal mazaar hona chaida As salatu was salamu alayka Ya RasoolAllah As salatu was salamu alayka Ya HabibAllah

13

Chamak Tujh Se Paate


Chamak tujh se paate he sub paane waale Mera dil bhi chamka de chamkaane waale Barasta nahin dekh kar abre Rehmat Badon par bhi barsa de barsaa ne waale Madine ki khitte Khuda tujh ko rakhe Gareebon Faqeeron ke tahraane waale Too zinda he Walllah too zinda he Walllah Mere chasme aalam se chup jaane waale Me mujrim hoo Aqaa mujhe saath le lo Ke raste me he jaa baja thaane waale Haram ki zami aur qadam rakh ke chalna Ar'e sar ka mouqa he au jaane waale Rahe ga yunaheen unka charcha rahega Pare khaak hojaye jaljane wale

14

Durood Sharif
Allah humma salle ala syedena wa maulana muhammadin Waala aalihi wasahbihi wabarak wasallam Saare parho darood aaj Sarkar aa gaye Duniya te do jahanaan de mukhtar aa gaye. Allah humma salle ala syedena wa maulana muhammadin Waala aalihi wasahbihi wabarak wasallam Ki ki naa kita yaar ne ik yaar vaaste Rab mehfilan sajayan ne Sarkaar vaaste Allah humma salle ala syedena wa maulana muhammadin Waala aalihi wasahbihi wabarak wasallam Dil yaad layi banaaya eh tareef layi zubaan Akhiyan banaiyan sohne de deedar vaaste Allah humma salle ala syedena wa maulana muhammadin Waala aalihi wasahbihi wabarak wasallam Kayyan nu roz hondeh ne deedaar aap de Kayi taras de rehnde ne deedaar vaaste Allah humma salle ala syedena wa maulana muhammadin Waala aalihi wasahbihi wabarak wasallam Sadqa Nabi di aal da, bakhshe Khuda shifa Mangoh duawan mere jayi beemar vaaste Allah humma salle ala syedena wa maulana muhammadin Waala aalihi wasahbihi wabarak wasallam Guzreh Niyazi zindagi sohne de ishq vich Naatan meh parhda rahwan mital mantaar vaaste Allah humma salle ala syedena wa maulana muhammadin Waala aalihi wasahbihi wabarak wasallam

15

Falak Ke Nazaaro
Falak ke nazaaro, zameen ki bahaaro Sub Eidein manao Huzoor agaye hain Uttho be-sahaaro chalo gham ke maaro khabar ye sunao Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Anokha niraala Woh zeeshaan ayaa Woh saare Rasoolo ka Sultan ayaa Aray kaj kula'ho aray baadshaho Nigahein jhukao Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Huwa chaar su Rahmato ka ba'sayra Ujaala ujaala sawera, sawera Halima (R.A) ko pohnchi khabar Aaminah (R.A) ki Mere ghar main aao, Huzoor agaye hain Sama hai sana e Habeeb e Khuda ka Ye Milad hai Sarwar-e Ambiya ka Nabi ke gadao sub ek doosre ko Khabar ye sunao, Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Kahan meh Zahoori kahan Unki batein Karam hi karam hai ye din aur raatein Jahan par bhi jaao dilon ko jagao Yahi kehte jaao, Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain

16

Har Waqt Tasawwur


Har waqt Tasaw'wur mein Madine ki gali ho Aur yaad Muhammed ki mere dil mein basi ho Do soz Bilaal Aqa mile dard Raza sa Sarkaar ata ishq Owais-e-Qarni ho Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafir Phir roti huwi Taibah ko baraat chali ho Ai kaash! Madine mein mujhe maut yoon aajae Qadmaun mein Tere sar ho meri rooh chali ho Jis waqt nakirein meri qabr mein aaein Us waqt mere lab pe saji Naat-e-Nabi ho Aqa ka gada hoon ai jahan'nam tu bhi sunle Woh kaise jalay jo ke ghulam-e-Madani ho

17

Jashne Amad e Rasool


Jashne Amad e Rasool, Allah hi Allah Bibi Amina ke phool, Allah hi Allah Jab ke Sarkaar tashreef laanay lageh Hoor o gilma bhi khushiyan manaanay lageh Har taraf noor ki roshni chahgayi Mustafa kiya milay zindagi milgayi Ay Halima teri gaudh main aagaye Dohno aalam ke Rasool, Allah hi Allah Jashne Amad e Rasool, Allah hi Allah Bibi Amina ke phool, Allah hi Allah Koi chehray ki tareef karnay laga Koi zulfon ki tareef karnay laga Amina dekh kar muskuraane lagi Hawa Maryam bhi khushiyan manaanay lagi Amina bibi sab se yeh kehnay lagi Dua hogayi qabool, Allah hi Allah Jashne Amad e Rasool, Allah hi Allah Bibi Amina ke phool, Allah hi Allah Shadiyaane kushi ke bajaaye gaye Shaad ke naghme sab ko sunaaye gaye Har taraf shor Sale Alla hogaya Aaj pehda Habib e Khuda hogaya Phir to Jibril ne bhi yeh elaan kiya Yeh Khuda ke hai Rasool, Allah hi Allah Jashne Amad e Rasool, Allah hi Allah Bibi Amina ke phool, Allah hi Allah

18

Kaliyan Zulfaa Wala


Kaliyaan zulfaa wala dukhi dillan daa sahaara Qassam khuda di menu sab naalo pyaara Dassan ki meh Mustafa di kidi sohni shaan hai Aap di tareef vich saara hi Quran hai Parh ke tu vekh jehra marzi sipaara Qassam Khuda di menu sab naalo pyara Eyda sohna Nabi koi duniya tay aaya nahin Yaar ey ho jeya koi Rab nay banaya naheen, Deed meray Nabi di hai Rab da nazaara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Dehnde ne gawahi zaray zaray koo-e tor de Vekhde naseeban waale jalwe Hazoor de Aamina da chan tay Halima da dhulara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Kar kay ishara sohna suraj nu morda Aapay chan torda te aapay chan jorda Bigri banaweh meray Nabi da ishaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Kehndi eh Halima mukh vekh lajpaal da Lab ke leyawaan kitho sohna tere naal da, Aamina da chan tay Halima da dhulara Chodween da chan te arshaa da tara Qasam Khuda di mainoon sub naloon pyara. Kaliyan zulfan wala dukhi dilaan da sahara. Kalian zulfan vala duky dilan daa sahara.

19

Kamli Waale Muhammad


Kamli waale Muhammad ton sadqay mein jaan Jineh aake ghareeban di baan par laee Meri bakshish waseela Muhammad da naa Jineh aake ghareeban di baan par laee Agaya sona kamli dee jhoom maar ke Jidian raawan baray vekhde reh gaye Godee chukiya haleema nain sarkar noon Naazan wale karey vekhde reh gaye Oday wajon koi dunya te pyara naheen Oday warga koi jag te sahara naheen Jeh naa honday Muhammad naa Honda jahan Jineh aake ghareeban di baan par laee Na o mukhra na mukhre da thil vekhde Allah wale jey vekhan te dil vekhde Taaj lau laakh da paake aaya nabi Taaja waale baray vekhde reh gaye Na o mukhra na mukhre da thil vekhde Allah wale jey vekhan te dil vekhde Kojian nu galleh laiya sarkar ne Husn waale karay vekhde reh gaye Naal unglee ishare te chan thoreya Geya sooraj aganwal pichan moreya Kalma soneh Muhammad da pareya bootha Jineh aake ghareeban di baan par laee Pyaar kitha sohneh nu te chamkan paye Umar, Siddique, Usman, Haider jaye Te kol paave abu jahl varge rahe Oh Naseeba sareh vekhde reh gaye

20

Milad Manaaya Kar


Milad manaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Rang lagjaawan ge, Rang lagjaawan ge Oh tenu rang lagjaawan ge Geet Aaqa de gaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Sarkaar de langar vich Rab rakhiya shifaawa ne x2 Raj Raj ke tu khaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Milad manaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Geet Aaqa de gaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Sohna naam Muhammad da Sadi akhiyan da chaanan eh x2 Chum akhiyan nu laaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Milad manaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Geet Aaqa de gaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Karbal de Qari ne Char nehze te daseya eh x2 Inj rab nu manaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Milad manaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Geet Aaqa de gaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Panjtan di nisbat vich Kayi raaz pusheeda ne x2 Naara Haideri laaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Milad manaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Geet Aaqa de gaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Sultan di gal manleh Dil ishq de vich rangleh x2 Mehfil vich aaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Milad manaaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2 Geet Aaqa de gaya kar Tenu rang lagjaawan ge x2

21

Nabi Ka Naam Kaafi Hai


Meri kismat jagaane ko nabi ka naam kaafi hai Hazaaro ghum mitaane ko nabi ka naam kaafi hai Ghumo ki dhoop ho ya phir hawaa'eh tayz chalti ho Mere is aashiyaaneh ko nabi ka naam kaafi hai Hazaaro ghum mitaane ko nabi ka naam kaafi hai Khushi ho ya koi ghum ho nabi ka naam lehta ho Ke har ik ghum bulaaneh ko nabi ka naam kaafi hai Hazaaro ghum mitaane ko nabi ka naam kaafi hai Nabi ka naam lehta hoon sukoon-e-qalb milta hai Nabi ke is deewane ko nabi ka naam kaafi hai Hazaaro ghum mitaane ko nabi ka naam kaafi hai Jo poocha kamli waale ne kaha Siddiq-e-Akbar ne Mere saare gharaane ko nabi ka naam kaafi hai Hazaaro ghum mitaane ko nabi ka naam kaafi hai Meri kismat jagaane ko nabi ka naam kaafi hai Hazaaro ghum mitaane ko nabi ka naam kaafi hai

22

Naseeb Chamke Hai Farshion Ke


Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Naseeb chamke hai farshion kay kay arsh kay chand aarahe hein Jhalak sey jin kee falak hey roshan wo shams tashreef laa rahe hein Nisaar teree chehel pehel pey hazaron eiden rabi-ul-awal Siwa-e-iblees kay jahan main sabhee to khushiyan mana rahe hein Shab-e-wiladat main sab musalman na kiyoon karain jaan-o-maal qurban Abu lahab jesey sakht kaafir khushi main jab faiz pa rahe hein Zamanain bhar main yeh qaaida hey kay jis ka kaana usee ka gaana To naymatain jin kee kaah rahe hein unhee kay ham geet gaah rahe hein Mein terey sadqay zameen-e-taiba fida na ho tuj pey kiyoon zamana Kay jin kee khatir banain zamanain wo tuj main araam paa rahe hein

23

Pukaaro Ya RasoolAllah
Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaao Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukaaro! Ya RasoolAllah, Ya HabibAllah Subho Tayba mey huwi bat-tha hai bara noor ka Sadqah leyneh Noor ka aya hai tara Noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukaaro! Ya RasoolAllah, Ya HabibAllah Baaghey Tayba mey suhana phool phoola Noor ka Mast bu hai bulbulay parthi hai kalma Noor ka Taaj waley deykh kar Teya imama Noor ka Sar jhukatey hai illahi bowl bala Noor ka Chaand jukh jata jidar ungli utathey mehd mey Kya hi chalta tha isharon par khilona Noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukaaro! Ya RasoolAllah, Ya HabibAllah Mey gada Tu baadshah bhar dey peyala Noor ka Noor din dona Teyra dey daal da sadqah Noor ka Teri nasley paak mey hai bacha bacha Noor ka Tu hai ainey Noor Teyra sab gharana Noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow

24

Rab Farmaya Mehbooba


Rab Farmaya mehbooba zamaanae saare tere ne O arshi vi o farshi vi deewane saare tere ne Meh khaaliq saari dunya da tu maalik saari dunya da Kissay mangte nu naa mauri khazaane saare tere ne Azan hoveh namaz hoveh durood hoveh salaam hoveh Jo goonjan har taraf sajna taraane saare tere ne Meh shah rag ton vi akrab haan tu jaana ton vi hai nehre Jo dil meh seeneya andar tikaane saare tere ne Tere kabzaich de chadiyan o taqdeeran o tadbeeran Sitaare chan te saiyaare nishaane saare tere ne Ameeran naal kar lenda mohobbat har koi Nasir Ghareeban naal mehbooba yaraane saare tere ne

25

Salat Al Badriyya
Salatullah salamullah ala Ta Ha Rasulillah Salatullah salamullah ala Ya Sin Habibillah (x2) Tawassulna bi-bismillah Wa bil Hdi Raslillah Wa kulli mujhidin lillah Bi-Ahl il-Badri ya Allah Chorus Ilhi sallim-il ummah Min al-fti wan-niqma Wa min hammin wa min ghammin Bi-Ahl il-Badri ya Allah Chorus Wa kam min rahmatin hasulat Wa kam min zillatin fasulat Wa kam min ni`matin wasulat Bi-Ahl il-Badri ya Allah Chorus Wa salli `al nabiyyil barr Bi-l `addin wa la hasrin Wa ali sdatin ghurrin Bi-Ahl il-Badri ya Allah Chorus

26

Sarware Ziba De Maalo


Sarware ziba de maalo Sar me pre qurbaan deh wah wah sumra khaistan nabi sultan deh x2 ke jaan o dil qurbaan eh, kyu aashiq di jaan eh marhaba kida sohna Nabi da sultan eh x2 mera ghar olaad o jaan, mehboob par qurbaan hai marhaba kitna haseen mera Nabi sultan hai x2 khulk ehsa jis da naa koi misl te misaal eh x2 zulfan mere aaqa diya aayata da jaal eh x2 ke sohneya da sohna madni, bol da Quran eh wah wah sumra khaistan Nabi sultan deh marhaba kida sohna Nabi da sultan eh ungliyan kaati jino ne husne Yusuf dekh kar x2 dekhle ti aankh se mere Nabi ko wo agar x2 pehrle ti dil peh churiya, ye mera iman hai wah wah sumra khaistan Nabi sultan deh marhaba kitna haseen mera Nabi sultan hai amma ayesha ke haath se jab thi soii kho gayi x2 muskuraye aap toh, har cheez roshan hogayi x2 chehra e mehboob heh, ya soorajo ki kaul hai wah wah sumra khaistan Nabi sultan deh marhaba kida sohna Nabi da sultan eh shaan ki dassa meh tenu Mustafa di aal da x2 zikr ehna sohneya da mushkilaan nu taal da x2 Fatima Hussnain Haider Mustafa di jaan eh wah wah sumra khaistan Nabi sultan deh x2 marhaba kida sohna Nabi da sultan eh x2

27

Sarkaar Jeya Sohna


Sarkaar jeya sohna Aaya eh naa ohna eh Na rab ne banaaya eh Na rab ne banauna eh Vekho ji har ik shey te peya noor barasta eh Lagda eh huney ehte sarkaar ne ohna eh Sarrda eh sarray koi, larrda ey larray koi Sunniya ne te gajjwajj ke milad manauna eh Ji karda eh mar jaava jis din da suneya eh Vich qabr de Aaqa ne deedaar karauna eh Ungli nu utaunde ne paye chand no hilaunde ne Soh Rab di eh chand falky Aaqa da khidona eh Ban jaani eh gal teri vich hashr dihaare de Jado sohne Aaqa ne tenu gal naal launa eh

28

Subha Taiba Mein


Subha Taiba mein hui batta hai bara noor ka Sadqa laynay noor ka aaya hai tara noor ka Jo gadha dekho liye jata hai tora noor ka Noor ki sarkar hai kiya is mein tora noor ka. Mein gada tu badshah bhar day piyala noor ka Noor din duna tera day daal sadqa noor ka. Teri naslay paak mein hai bacha bacha noor ka Tu hai aainay noor tera sab gharana noor ka. Taj walay dekh ker tera imama noor ka Sir jhukatay hain ilahi bol bala noor ka. Chand jhuk jata jidhar ungli uthatay mehad mein Kiya hee chalta tha isharoon per khiloona noor ka. Aie Raza achay raza sachay Raza meethay Raza Aie Raza murshad Raza piyaaray Raza meray Raza Aie raza yeh ahmade noori ka faize noor hai Ho gayi meri ghazal bhar ker qasida noor ka.

29

Tala Al Badru Alayna


Tala al badru alayna Min thaniya til Wada Wajaba Shukru alayna Ma daa lillahi da Ayyuhaal Mabuthu feena Jita bil amru muta Jita sharaftal Madina Marhaba ya khayra da (O the white moon rose over us From the valley of Wada And we owe it to show thankfulness Where the call is to Allah O you, who were raised amongst us Coming with the words to be obeyed You have ennobled this city Welcome O caller to Gods way)

30

Tera Khaawan Meh Tere Geet


Tera khaawan meh tere geet gaawan Ya Rasoolallah Tera Milad meh kyun naa manaawa Ya Rasoolallah Halima kulli nu vekhe kadi sarkaar nu vekhe Meh kehri sehj tere layi sajawaan Ya Rasoolallah Meh kuch vi nahi jo tere naal meri koi nisbat nahi Meh sab kuch haan je meh tera sadaawan Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah jaggao baagh mere vi Abu Ayyub de vaangu Muqaddar aus da kitho leyaanwaan Ya Rasoolallah Aaqa, mera dil vi eh chaunda eh tusi mere vi ghar aao Par meh kere maan thi tenu bulaawaan Ya Rasoolallah

31

Tu Shah e Khuban
Tu Shah e khuban, tu jaan e janaan, hai chehra umm ul kitab tera Na ban saki hai, na ban sake ga, misal teri, jawab tera Tu sab say awal, tu sab say akhir, mila hai husn e dawam tujko Hai umar lakhon baras ki teri, magar hai taza shabab tera Tu Shah e khuban, tu jaan e janaan, hai chehra umm ul kitab tera Khuda ki ghairat ne dal rakhay hain tuj pay satar hazaar parde Jahaan mein lakhon hi tur bantay jo eik bhi utha hijab tera Tu Shah e khuban, tu jaan e janaan, hai chehra umm ul kitab tera Ho mushq o ambar, ya boo e jannat, nazar main uski hai be-haqeeqat Mila hai jisko, mala hai jisnay paseena rashk e gulaab tera. Tu Shah e khuban, tu jaan e janaan, hai chehra umm ul kitab tera Mein teray husn o bayaan ke sadqay, mein teri meethi zubaan kay sadqay Ba rang e khushboo diloon pay utra hai kitna dilkash khitaab tera. Tu Shah e khuban, tu jaan e janaan, hai chehra umm ul kitab tera Hai tu bhi saem ajeeb insaan jo khouf e mehshar say hai harasaan Aray tu jinki hai naat parta wohi to lain gay hisaab tera.

32

Ya RasoolAllah Ya HabibAllah
Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Lajpaal Nabi mere sohne Nabi Lajpaal Nabi mere sohne Nabi Tere husan diyan kiya baatan ne jo miliya haseena jameela nu jo miliya haseena jameela nu tere husan diyan khairaatan ne Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Ya RasoolAllah Ya HabibAllah yasin da mathe sehra eh wal fajr da sohna mukhra eh wal fajr da sohna mukhra eh tere noor naal sohneya din charda tere noor naal sohneya din charda teri zulf na kaaliyan raatan ne Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Ya RasoolAllah Ya HabibAllah tu aap sakhi teri aal sakhi zahra hussnain te moula ali zahra hussnain te moula ali mere dholan madni mehbooba mere dholan madni mehbooba teri aal te lakh salawatan ne

33

Ya Shafi Al Wara
Ya Shafi' Al Wara, Salamun Alayk Ya Nabiya Al Huda, Salamun Alayk Khatimul Al Anbiya, Salamun Alayk Sayyidul Assfiyaa, Salamun Alayk Ahmadu Layssa Mithluka Aahadun Marhaban Marhaba, Salamun Alayk Wajibun Hubbuka Alal Makhlouq Ya Habib Al Ulaa, Salamun Alayk Ya Shafi' Al Wara, Salamun Alayk Ya Nabiya Al Huda, Salamun Alayk Khatimul Al Anbiya, Salamun Alayk Sayyidul Assfiyaa, Salamun Alayk Aazamul Khalqi, Ashrafu Ashurafa, Afdhalul Anbiyaa, Salamun Alayk Mahbatul Wahyi Manzalil Quran, Sahibal Ihtida, Salamun Alayk Ya Shafi' Al Wara, Salamun Alayk Ya Nabiya Al Huda, Salamun Alayk Khatimul Al Anbiya, Salamun Alayk Sayyidul Assfiyaa, Salamun Alayk Ishfaa Li Ya Habibi Yawmal Jazaa' Anta Shaafi'una, Salamun Alayk Kushifat Minka Zulmatul Zulamaa, Anta Badru Dujaa, Salamun Alayk Ya Shafi' Al Wara, Salamun Alayk Ya Nabiya Al Huda, Salamun Alayk Khatimul Al Anbiya, Salamun Alayk Sayyidul Assfiyaa, Salamun Alayk

34

Ya Shahenshah Madina
Ya shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam zeenat-e arsh-e mu'alla assalat-o-wassalam rabbi habli ummati kehte huway paida huay rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam sar jhuka kar ba adab ishq-e RasoolAllah meh keh raha hai har sitara assalat-o-wassalam mu'mino phar te raho tum apnay aqa par durood he farishto ka wazifa assalat-o-wassalam meh woh sunni hu jamil-e qadri marnay ke baad mera laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam jab farishte qabr mein jalwa dhikhaye aap ka ho zabaan par pyaare aqa assalat-o-wassalam Ya shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam zeenat-e arsh-e mu'alla assalat-o-wassalam

35

Ya Syedi Irhamlana
Allah Allah, Allah Allah Allah Allah, Allah Allah Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Innil Tiya ree Hassaba Youmun Ilaa Ardil Haram Balligh Salaami Roudatun Feehannabiyul Mohtaram Allah Allah, Allah Allah Allah Allah, Allah Allah Mun Wajhohu Shams-ud-Duha Mun Khaddohu Badr-ud-Duja Mun Zaatohu Noor-ul-Huda Mun Kaffohu Bahr-ul-Hemam Innil Tiya ree Hassaba Youmun Ilaa Ardil Haram Balligh Salaami Roudatun Feehannabiyul Mohtaram Allah Allah, Allah Allah Allah Allah, Allah Allah Quranohu Burhanona Faskhalle-Adyaanim Madat Iz Jaa Anaa Ahkaamohu Kullusohof Saar Al Adam Innil Tiya ree Hassaba Youmun Ilaa Ardil Haram Balligh Salaami Roudatun Feehannabiyul Mohtaram Allah Allah, Allah Allah Allah Allah, Allah Allah Akbaadona Majroohatum min Saifey Hijril Mustafa Tooba Le-Ahle Baladatin Fee-hun-Nabiyul Mohtasham Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana

36

Innil Tiya ree Hassaba Youmun Ilaa Ardil Haram Balligh Salaami Roudatun Feehannabiyul Mohtaram Allah Allah, Allah Allah Allah Allah, Allah Allah Ya Rehmatalil Aaalimeen Anta shafi ul muznibeen akrim lana yomul hazeen fadlo wajoodo wal karaam Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Syedi Irhamlana Ya Rahmatal lil aalameen Adrik li zainil aabideen Mahboosi aydiz zaalimeen fil mowkabee wal muzdahaam Innil Tiya ree Hassaba Youmun Ilaa Ardil Haram Balligh Salaami Roudatun Feehannabiyul Mohtaram Allah Allah, Allah Allah Allah Allah, Allah Allah

37

Manqabat - Hazrat Abu Bakr Siddique


Rab de yaar da yaar siddiq Sunni'ya da dildaar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq Sunni'ya da dildaar siddiq pyaar siddiq da rakh dil vich pyaar siddiq da rakh dil vich eh karsi behra paar siddiq eh karsi behra paar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq Ghaar'ch dang te dang khaande Ghaar'ch dang te dang khaande lutti mauj bahaar siddiq lutti mauj bahaar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq usman o umar da jaani eh usman o umar da jaani eh haider da dildaar siddiq haider da dildaar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq Sher e Khuda da oh nayi yaar Sher e Khuda da oh nayi yaar Jo hai tera ghadaar siddiq Jo hai tera ghadaar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq vaareya yaar de kadma toh vaareya yaar de kadma toh apna sab karbaar siddiq apna sab karbaar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq aur jis di hor naa misal koi aur jis di hor naa misal koi sohne da oh yaar siddiq sohne da oh yaar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq tu kyo karna eh gham Altaf tu kyo karna eh gham Altaf hai tera ghamkaar siddiq hai tera ghamkaar siddiq Rab de yaar da yaar siddiq

38

Manqabat - Hazrat Ali Al Murtaza


Ali de deewane Ali Ali ne pukaar de Ali de deewane Ali Ali ne pukaar de Assi haan malang maula Ali sarkaar de Ali de deewane, Maula Ali de deewane Ali diya mehfilan sajaavi mere dosta Galli galli naare ohde laavi mere dosta Darr naa malanga naara haideri tu maar de Darr naa malanga naara haideri tu maar de Assi haan malang maula Ali sarkaar de Ali de deewane Ali Ali ne pukaar de Ali de deewane Ali Ali ne pukaar de Assi haan malang maula Ali sarkaar de Ali de deewane, Maula Ali de deewane Deen mera Ali eh, Iman mera Ali eh Aashiqa da Kaaba, dil jaan Maula Ali eh Jehre ohnu mande nayi aar de naa paar de Jehre ohnu mande nayi aar de naa paar de Assi haan malang maula Ali sarkaar de Ali de deewane Ali Ali ne pukaar de Ali de deewane Ali Ali ne pukaar de Assi haan malang maula Ali sarkaar de Ali de deewane, Maula Ali de deewane

39

Hazrat Khwaja Sufi Mohammad Aslam (R.A) vekho faiz lutaanda eh sohna shadpur waala vekho faiz lutaanda eh sohna shadpur waala mandheya nu gal launda eh sohna shadpur waala mandheya nu gal launda eh sohna shadpur waala ho nahi sakda koi sawaali is mehfil cho jaave khaali ho nahi sakda koi sawaali is mehfil cho jaave khaali khair kharam da paunda eh sohna shadpur waala khair kharam da paunda eh sohna shadpur waala jad koi sanghee roh ke pukaare khwaja ohde bakht sawaare jad koi sanghee roh ke pukaare khwaja ohde bakht sawaare mushkil vich aah jaanda eh sohna shadpur waala mushkil vich aah jaanda eh sohna shadpur waala europe de handereya andar shama jalai ehs qalandar europe de handereya andar shama jalai ehs qalandar patharaa nu laal banaunda eh sohna shadpur waala patharaa nu laal banaunda eh sohna shadpur waala ishq'ch mooho ishq'ch mooho ho jaanda eh chala keh keh Allah Allah ho jaanda eh chala keh keh Allah Allah ishq di launda eh shadpur waala ishq di launda eh shadpur waala

Manqabat - Qibla Alam

jado agg sohna jado agg sohna

40

khwaja da gaundi payi khwaja da gaundi payi

faizan hai jaari eh khalkat saari faizan hai jaari eh khalkat saari

chora nu khutab banaunda eh sohna shadpur waala chora nu khutab banaunda eh sohna shadpur waala vehri vi apne ban jaawan, te dushman ohde naare laawan vehri vi apne ban jaawan, te dushman ohde naare laawan jado mitreh bol sunaunda eh Sohna shadpur waala jado mitreh bol sunaunda eh Sohna shadpur waala gham altaf har ikk pull jaave nasha ishq da charda jaave gham altaf har ikk pull jaave nasha ishq da charda jaave bas ehsa jaam pilaunda Sohna shadpur waala bas ehsa jaam pilaunda Sohna shadpur waala

41

Ya Nabi Salaam Alayka


Farishto ki salaami dehne waali fauj parthi thi Janab e Amina sunti thi, yeh aawaaz aati thi Ya Nabi Salaam alayka Ya Rasul Salaam alayka Ya Habib Salaam alayka Salawatullah alayka Anta noorul laahi fajran Ji'ta Ba'dal usry yusran Rabbuna aalaka kadran Ya imam al ambiya'i Anta shamsun anta badrun Anta noorun ala noor Anta misbah hus suraya Ya Habibi Ya Rasool Rehmaton ke taaj waale Doh jahaan ke raaj waale Arsh ki meraj waale Aasiyon ki laaj waale Ho mubarak ahle imaan Hogayi subh e baharaan Hogaya har ghar charaagha Salawatullah alayka Amina Bibi ka jaaya Bahrvi tareekh aaya Subhe saadiq ne sunaaya Salawatullah alayka Teri Aarzoo Main Jeena Teri Justjoo Main Marna Yehi Meri Zindagi Hai Yehi Meri Bandagi Hai Jaan Kani Ke Waqt Aana Kalima e Tayyab Parhaana Chehra e Anwar Dekhana Hum Ko Imaan Par Uthaana

42

Das könnte Ihnen auch gefallen