Sie sind auf Seite 1von 29

Nadeem Sarwar

Nauhas 2013 - 2014


1

Contents
1.Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Husain (A.s.) ..................................................... 3 2. Abbas (A.s.)Ammu Janam ..................................................................................................... 8 3.Alamdar (A.s.) Na Aaya.......................................................................................................... 11 4. Ali (A.s.) Asadullah ................................................................................................................. 15 5.Baba Baba Hussain (A.s.) ..................................................................................................... 19 6.Kiyaa Ham Bhi Tumhay ......................................................................................................... 23 7. Majboor Zainab (S.a.) ............................................................................................................ 28

1.Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Husain (A.s.)


Salam Bar Moharram, Salam Bar Karbala, Salam Bar Ashoora, Salam Bar Hussain (A.s.) Hussain (A.s.) Hussain (A.s.) 6

Asalam-O-Alal Hussain (A.s.), Wa Ali (A.s.)Ibnel Hussain (A.s.) Wa Aulaadil Hussain (A.s.), Wa Ashaabil Hussain (A.s.)

Asalamo Alal Sha'ibil Khazeeb Asalamo Alal Khadit Tareeb Asalamo Alal Badan-e-Saleeb Asalamo Alal Taghril Maqro-e-Bil Qazeeb Asalamo Alal Rasil Marfoo' Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)6

Aee Naiza Sawaron K Qayadat K Shenshah ..2 Zulfain Teri Wal Lail Han Was Shamas Ha Chehra Ankhon Sa Ayan Noor-E-Muhammad (S.a.w.w.) Ka Ujala Lab Tery Han Masroof Tilawat Bine Zehra (S.a.) Sajday Mae Jhuka Sir To Ibadat Ka Sharaf Tha Naizy Pa Utha Sir To Ya Sir Dur-E-Najaf Tha

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.) ..4


3

Thi Pusht-E-Muhammad (S.a.w.w.) To Isi Sir Ka Musalla Aur Chadar-E-Tether Ha Is Sir Ka Amama Mun Kunto Ka Khutba Ha Isi Sir Ka Khulasa Es Sir K Sabab Karbobala Ab Hai Mualla Ya Sir Na Jhuka Khanjar-O-Talwar K Aage Sir Zulam Ka Kham Hai Tere Inkar K Aage

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)..4

Rooh-E-Hussain (A.s.) Jabeen-E-Hussain (A.s.) Abrooh-E-Hussain (A.s.) Chasme Hussain (A.s.) S Rukhsar-E-Hussain (A.s.) Dehne E Hussain (A.s.) Lab-E-Hussain (A.s.) Dandan-E-Hussain (A.s.) Rukhsar-E-Hussain (A.s.) Zeesht-E-Hussain A.S Tooleya-E-Hussain A.S Zulf-E-Hussain (A.s.) Khusboo-E-Hussain (A.s.) Zehen-E-Hussain (A.s.) Fikar-E-Hussain (A.s.)
4

Guftar-E-Hussain (A.s.)

Han.. In Ankhon Ko Ha Ahmd-E-Mukhtar (S.a.w.w.)Ne Chuma Zehra (S.a.)-O-Ali (A.s.) Ne Lab-O-Rukhsar Ko Chuma Zulfon Ko Hassan (A.s.) Ne Hai Bade Piyar Sa Chuma Behano (S.a.) Gala Iska Kai Bar Hai Chuma Sardari-E-Abbas (A.s.) Isi Sir Sa Judi Hai Aur Zainab (S.a.) -O-Kulsoom (S.a.)Ko Ye Misl-E-Ali (A.s.)Hai

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain A.S ..4

Maujood Tha Es Sir Me Muhammad (S.a.w.w.) Ka Khazana Maqsad Tha Esi Sir Ka To Islam Bachana Zalim Ne Bohat Chaha Tha Es Sir Ko Jhukana Yeh Sir Na Jhuka Kat Gaya Zehra (S.a.) Ka Gharana Es Sir Ka Safar Sun Ke Jahan Rota Hai Ab Tak Ghaibat Mein Ju Hai Marsiya Khuwan Rota Ha Ab Tak

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)..4

Ashoor Ko Yeh Sir Pas-E-Gardan Sa Kata Tha Zarben Thi Lagi Tera (13) Bohat Khushk Gala Tha Zainab (S.a.) K Liya Waqt Qayamat Se Qada Tha Zulfon Ko Pakad Kar Jo Yeh Sir Shimar (L.a.) Chala Tha
5

Afsos Sir-E-Nook-E-Sina Jab Yeh Sir Aya Jalta Howa Ghar Sham-E-Ghareban Ka Tha Saya

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)..4

Es Sir K Masiab Ka Yeh Purdard Hai Qissa Khooni Ise Ghar Mein Jo Tandoor Mein Rakha Raat Aayi To Phir Zauja-E-Khooni Ne Yeh Dekha Tandoor Se Ik Noor Ka Dariya Hai Ubalta Ik Bibi Siyah Posh Ne Es Sir Ko Uthaya Ro Ro K Kaha Haye Ghareb-E-Dil-E-Zehra (S.a.)

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)..4

Rahib Ne Ya Sir Dekha Tha Jab Nok-E-Sina Pr Khooli (L.a.) Se Kaha Kaun Ha Yeh Kiska Hai Yeh Sir Bola Wo Bad'ad Atwar K Yeh Hai Bin-E-Haider A.S Rahib Ne Wo Sir Le Liya Khooli (L.a.)Ko Diya Zarr Sir Goud Mae Rakhe Howy Rota Raha Rahib Awaz-E-Foga Zehra (S.a.) Ki Sunta Raha Rahib

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.) ..4

Ye Sar Kabhi Sandooq Main Tandoor Main Rakha Iss Sar Ko Darakhto'n Pe La'eeno'n Ne Sajaaya
6

Naizey Pe Issey Shehar Ki Galiyo'n Main Phiraaya Ham Raah Aseero'n Ke Ye Sar Sham Jab Aaya Sajjad (A.s.) Ko Zainab (S.a.) Ko Rulaatey They Sitamgar Sar Baali Sakina s.a Ko Dekhaatey They Sitamgar Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)..4 Darbar-e-Yazeedi (L.a.) Main Bapa Jashan-e-Taraf Tha They Aik Taraf Ahl-e-Haram Muztar O Giryaa Aur Saamney Tha Takht Pe Marjaana (L.a.) Ka Beyta (L.a.) Uss Takht Taley Sar Tha Hussain-e-Bekhata (A.s.)Ka Badmast La'een Nashey Main Lalkaar Raha Tha Dandaan-e-Shah-e-Deen (A.s.) Pe Chharri Maar Raha Tha

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)..4 Jiss Waqt Ye Sar Shaam Ke Zindaan Main Aaya Sar Bhai (A.s.) Ka Zainab (S.a.) Ne Kalejey Se Lagaya Sajjad (A.s.) Ne Beyhosh Sakina (S.a.) Ko Jagaya Sar Baba (A.s.) Ka Pehlu Main Sakeena (S.a.) Ne Jo Paaya Aey Sarwar O Rehan Qayamat Ka Samaa Tha Shabbir a.s Ka Sar Rota Tha Aur Shor O Fughaan Tha

Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Min Rasil Hussain (A.s.)..4

2. Abbas (A.s.)Ammu Janam


Jane Wafa -E-Alam ..2) Abbas-E-Ammu (A.s) Janam..4 Darya Par Tum Jao Pani Le Kar Aao Pyasse Hai Hum Sab Pyassa Hai Asghar (A.s.)

Abbas-E-Ammu (A.s) Janam..4

Woh Darya Behta Hai Sab Ka Gala Sukha Hai Tum Bhi To Piyase Ho Baba (A.s.) Bhi Piyassa Hai Bhari Ho Lakho Per ..2

Abbas-E-Ammu (A..s) Janam..4

Lo Ye Alam Mashkiza Mere Pyaray Chacha Tum Ko Mili Saqai Qurba Tum Pay Sakina (S.a.) Aye Sani-E-Haider (A.s.)..2

Abbas-E-Ammu (A..s) Janam..4


8

Sukhe Hen Sab Koozey Samjhy Bache Kaise Sahil Per Pehra Hai Baadal Bhi Na Barse Kab Jayengay Hum Ghar ..2

Abbas-E-Ammu (A..s) Janam..4

Kya Fauj-E-Aada Hai Kya Iska Pehra Hai Tum Ho Sani-E-Haider (A.s.) Piyase Ho To Kya Hai Kya Roke Ga Lashkar ..2

Abbas-E-Ammu (A..s) Janam..4

Janey Lagy Jab Ghazi (A.s.) Gonji Ah-O-Zari Lab Pe Duaye Lay Kar Piche Chaley Shezadi (S.a.) Ahl-E-Haram (S.a)Noha Gar ..2

Abbas-E-Ammu (A..s) Janam..4

Ammu (A.s.) Laut Ke Aana Hum Ko Na Rulwana Rhakhe Khuda Hum Sub Ke Sar Pe Alam Ka Saya Aye Munis-O-Yawer .2

Abbas-E-Ammu (A..s) Janam..4

Bolay Ye Roky Ghazi (A.s.) Wada Karo Ye Bibi (S.a.) Jab Ye Alam Chup Jaye Aye Alam Jab Khali Naa Rona Ye Khe Kar..2

Abbas-E-Ammu (A..s) Janam..4

10

3.Alamdar (A.s.) Na Aaya


Aye Ahle Haram....(2) Aye Ahle Haram Meru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Aye Ahle Haram Meru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2)

Sakka-E-Hussain Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2)

Hussain(A.s.)....(1)

Maula Ki Qamar Tuti, Jis Dam Yeh Khabar Aayi Mara Gaya Darya Par Shabbir Ka Shaidayi, Khoon Bhar Gaya Aakho Me, Jaati Rahi Binaaii Maktal Se Sakina (A.s.)Ka Woh Ghamkhwar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain (A.s.) Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2)

Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Hussain(A.s.)....(1)
11

Jab Khoon Me Tar Aaya Abbas (A.s.)Ka Woh Parcham Tapti Hui Reti Par Atfal Ke Sab Be Dam Sarwar (A.s.) Ne Kiya Nauha, Zainab (S.a.) Ne Kiya Matam Chilaye Haram Gazi-O-Jarrar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain (A.s.)Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Hussain....(1)

Hussain(A.s.)....(1)

Hukm-E-Shah-E-Wala Par Darya Ko Utha Lata. Kya Karta Bhala Gazi Mehroom-E-Ijazat Tha. Koshish Toh Bohot Ki Par Lakhon Me Ghira Tanha. Jab Mashk Chidi Phir Woh Wafadar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain (A.s.) Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2)

Hussain(A.s.)....(1)

Zehra (S.a.)Ke Gharane Ka Woh Zamin-E-Chadar Tha. Maslat Me Thi Sakkai Kirdar Me Haider (A.s.)Tha.
12

Jis Waqt Kate Bazu Gazi Ke Bahe Aansu Lene Gaye Maula Woh Dilafgaar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2)

Hussain (A.s.)....(1)

Baccho Ki Sadae Thi Abbas (A.s.)Chacha Paani. Ek Mashk Lahoo Dekar Ek Mashk Bhara Paani. Us Mashk-E-Sakina (S.a.)Se Jis Waqt Baha Paani Woh Mar Gaya Darya Pe Hayadar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2)

Hussain (A.s.)....(1)

Woh Sher-E-Dilawar Tha Tanha Bhi Jo Lashkar Tha. Afsos Labe-E-Darya Ek Lasha-E-Besar Tha. Halmin Ki Sada Sunta Rota Tha Tadap Ta Tha. Shabbir Ka Sheda Woh Madadgaar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2)
13

Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2)

Hussain (A.s.)....(1)

Jalte Hue Khaimo Se Zainab (S.a.)Ki Sada Aayi. Aye Baba Ali (A.s) Dekho Beti Ki Yeh Tanhaai. Yeh Mashk-O-Alam Aaya, Aaya Na Mera Bhai. Baba Mere Kunbe Ka Tarafdaar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2)

Hussain (A.s.)....(1)

Rehan Se Sarwar Se Who Dard Bayan Kaise. Jis Sher Ki Dharas Par Aabad Rahe Khaime. Jalte Hue Khaimo Se Ghabrake Jo Zainab (S.a.)Ne Kitni Bhi Sadae Di Woh Ek Baar Na Aaya.... Sakka-E-Hussain Sayyed-O-Salar Na Aaya....(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya.... (2)

Hussain (A.s.)....(1)
14

4. Ali (A.s.) Asadullah


Ya Ali (A.s.)....(1) Haideryam Qalandaram Mastam Banda-E-Murtaza Ali (A.s.) Hastam Marami Kashad Ishq-E-Uhar Tara, Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah. Giraftam Manaz Naam-E-Haider Shara. Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah. Gidayam Gidaye Gidayameu. Asiram Asiree Amiree Najaf.(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)

Marami Kashad Ishq-E-Uhar Tara Giraftam Manaz Naam-E-Haider Shara. Gidayam Gidaye Gidayameu. Asiram Asiree Amiree Najaf. Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)

Waris-E-Tegho Alam Bab-E-Sharaf....(2) Tajhe Wehdat Ke Liye Durre Najaf....(2) Gauhar-E-Nehje Balagha Ka Sadaf. Jalwa-E-Fauje Khuda Waqt-E-Sahar....(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)


15

Saki-E-Kauno Maka Qibl-E-Jaan....(2) Kasim-E-Ilmo Adab Naaro Jinha....(2) Sahib-E-Lauho Kalam Rooh-E-Rawa Marshale Noor-E-Ruka Shams-O-Qamar....(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)

Hamil-E-Qudrat-E- Kummbe Izine....(2) Kulle Imaan Irado Ka Dhani.(2) Uske Jaisa Na Sakhi Aur Gani. Khake Nalain-E-Ali (A.s.) Durro Gauhar....(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)

Hasti-E-Haider-E-Karrar Khuda Ka Lashkar....(2) Pech Amma Meke Aflak-O-Zameen Ka Chakkar. Rasta Khuld Ka Hai Jaaye Namaz-E-Haider. Maskan-E-Haider-E-Karrar Hai Allah (S.w.t.) Ka Ghar.

Nashire Fustobe Rabbil Kaaba.(2) Yeh Zameen Jiska Nishane Sajda....(2) Jiska Saaya Nahi Uska Saaya.
16

Rabbahu Sihe Tajjal-E-Zahar(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)

Paaye Haider Se Jo Masrah Ka Patthar Hoga. Sang Woh Durre Najaf Surat-E-Gauhar Hoga. Aisa Gauher Jo Kabhi Meesam-O-Kambar Hoga. Aur Kabhi Surat-E-Salman-O-Abuzar Hoga.

Ishq-E-Haider Ba Khuda Lutfe Khuda....(2) Sahib-E-Zarf Ko Hota Hai Ata....(2) Ishq-E-Haider Me Ibadat Ka Maza. Jiske Maddah Sabhi Warg-O-Shajar....(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)

Khoob Haider Ne Diya Jaam-E-Kaza....(2) Apne Qatil Ko Jaga Kar Yeh Kaha....(2) Kaam Kar Dushman-E-Rabbe Kaaba. Allah (S.w.t.) Allah (S.w.t.) Ali (A.s.) (A.s) Ka Yeh Jigar....(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)


17

Alam-E-Qarb Hai Tanhaai Teri....(2) Karbala Khagayi Binaayi Teri....(2) Tere Baccho Me Thi Danayi Teri. Utra Maidan Me Yeh Kehkar Akbar(A.s.)....(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2)

Fikr-E-Rehan-O-Nadeem-E-Sarwar....(2) Hai Dua-E-Dil-E-Zehra (S.a.)Ka Asar....(2) Barsar-E-Farsh-E-Aza Yaa Haider. Leke Maujad Hai Tere Naukar....(2) Ha Ali (A.s.)-Un-Bashar-Ul-Kaifa Bashar....(2)

Ali (A.s.) Asadullah Ali (A.s.) Waliullah.(2).

18

5.Baba Baba Hussain (A.s.)


Hussaina (A.s) ..16

Sham-E-Ghareebaan Alamaan Pheylaa Hua Har Soo Dhuwaan Nouha Kunaa'n Syedaniyaan (S.a.) Ghash Main Para Ik Natawaan Piyaasi Sakina (S.a.) Nouha Khuwaan.. Baba Baba Hussain (A.s.) ..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

Jaltey Huey Khaimey Idhar Laashey Taraptey They Udhar Karbobala Ki Khaak Per Boli Sakina (S.a.) Rakh Ke Sar Baba Suno Meri Fughaan .. Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

Baagh-E-Nabbi (S.a.w.w.) Taaraaj Hai Sho'lo'n Ka Har Soo Raaj Hai Haaye Kafan Ke Waastey
19

Baba (A.s.) Mera Mohtaaj Hai Kitna Bara Hai Imtehaan Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

Shaam-E-Masaayeb Aa Gaai Aandhi Ghamo'n Ki Chhaa Gaai Main Jaanib-E-Darya Gaai Laash-E-Chacha (A.s.) Tharra Gaai Kaano'n Se Khoon Dekha Rawaan Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

Rukhsaar Neeley Ho Gaaye Itney Tamanchey Hain Lagey Baba (A.s.) Khuda Key Wastey Mujh Ko Laga Lo Seeney Se Dukhti Hain Meri Pasliyaan Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

20

Hussain (A.s.) ..6

Tapti Zameen Jalti Hawa Aey Maqtal-E-Karb O Bala Ik Dopehar Main Kia Hua Loota Gaya Kunba Mera Chaader Naa Sar Pe Saayebaan Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

Ik Reesmaan Baraah Galey Kuch Iss Tarha Baandhey Gaye Har Aati Jaati Saans Bhi Jaisey Koi Khanjer Chaley Nazuk Galey Main Reesmaan .. Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

Rassi Main Baba (A.s.) Bandh Gaye Taza Sitam Honey Ko Hai Zanjeer Laaye Ashqiyaa
21

Bimaar Abid (A.s.) Ke Liye Pehna Rahey Hain Beyriyaan Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

Kia Sarwar O Rehan Ham Batlaayen Roodaad-E-Sitam Nazuk Sey Dil Key Ranj O Gham Kehti Rahi Wo Dam Badam Ab Tum Kahan Aur Ham Kahan.. Baba Baba Hussain (A.s.)..3 Sakina (S.a.) Ki Aati Thi Sada..Baba Baba Hussain (A.s.)..3

Hussain (A.s.) ..6

22

6.Kiyaa Ham Bhi Tumhay


Haye Sughra (S.a.)..3 Bhayya Ali Akbar (A.s) ..4

Bhayya Ali Akbar (A.s) ..2

Sughra (S.a.) Ne Ye Khat Akber (A.s.) Ko Likha Kaisey Ho Merey Payaarey Bhayya Bichhrey Huey Arsaa Beet Gaya Kab Tak Ye Behan Dekhey Rasta Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Lo Qasid-e-Sughra (S.a.) Ghar Se Chala Likha Hai Bataao Aey Bhayya Ab Tak Na Khayaal Aaya Mera Kia Aisi Hui Hai Mujh Sey Khataa Kia Aisey Rooth Ke Jaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain
23

Sab Chor Gaye Ham Ko Tanha Kis Haal Main Hoon Kia Tum Ko Pata Bimaar Ko Dey Ab Koun Dawa Aa Jao Jo Tum Main Paaun Shifa Jab Chain Se Sab So Jaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Jab Baali Sakina (S.a.) Aur Asghar (A.s.) Miltey Hain Galey Tum Se Hanss Kar Aur Saath Main Hoon Maan Aur Padar Bus Itna Bata Bhayya Akbar (A.s.) Sab Ghar Main Hanstey Hansaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain.2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Jab Jab Bhi Mussalley Per Bhayya Kartey Ho Namaz-e-Fajar Adaa Bimaar Ke Haq Main Behar-e-Shifaa Kartey Hain Dua Merey Baba (A.s.)
24

Sab Apney Haath Uthhaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hai..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Qasim (A.s.) Jo Sakina (S.a) Ko Bhayya Deta Hai Koi Laa Kar Tohfa Dono Se Galey Mil Kar Baba (A.s) Detey Hain Dua Ley Kar Bosa Aur Payar Se Sar Sehlaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Jab Ghar Main Khushi Ka Ho Sama Sab Aik Jagaah Hoon Peer O Jawaan Khush Deykh Ke Sab Ko Hon Ammaa'n Aa Jaaye Koi Ghar Main Mehmaan Jab Dastar Khuwaan Bichhaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain
25

Hasrat Hai Tera Sehra Dekhoon Maan Jaaye Tera Maatha Choomu'n Baatain To Bohat Hain Kia Likhoo'n Nadaar Hoon Bhayya Kia Bhejoo'n Ehbaab Jo Tohfey Laatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain.2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Jab Zikr Kabhi Hota Ho Ga Maan Jaaye Tumhaari Shaadi Ka Khush Hon Gi Sakina s.a Aur Kubra s.a Baandhey Ga Ali Akbar a.s Sehra Khushiyo'n Ke Phool Khil Aatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Kia Aur Likhoo'n Kia Batlaau'n Dil Cheer Ke Kaisey Dikhlaau'n Khud Aao Ke Tum Ko Bulwaau'n

26

Bhayya Main Tujhey Kaisey Paau'n Bus Tanha Ashk Bahaatey Hain

Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain..2 Jab Ghar Ko Parindey Jaatey Hain Kiyaa Ham Bhi Tumhay Yaad Aatey Hain

Qasid Jo Khat-e-Sughra (S.a.) Laaya Ik Baap Kamar Thaamey Tha Khara Bhaai Ke Labo'n Per Tha Sughra (S.a.) Ro Ro Ke Shanawar Aur Raza Khat Ka Sughra (S.a.) Ka Dohraatey Hain

Bhayya Ali Akbar (A.s) ..4

27

7. Majboor Zainab (S.a.)


Ya Husain (A.s.)..5 Na Qasim (A.s.) Hai Na Akbar (A.s.)Hai Na Lashkar Na Abbas (A.s.)Bhiraa Majboor Zainab (S.a.) ..4 Majboor Zainab (S.a.) Lashey Bhiraa They .2 Hai Ja Na Sakdi O Dafna Na Sakdi ..2 Akbar(A.s.) They Qasim Reytach Rul Gae ..2 Hai Ja Na Sakdi O Gal La Na Sakdi Majboor .. Patera Dey Wich Ai Vira Da Lasha Jera Muhammed (S.a..w.w) Da Hai Nawasa .2 Ruwan Na Deydey Zalim Na U Ko ..2 Kurla Na Sakdi Ferha Na Sakdi Majboor.. Sargae Ney Khemey Abid (A.s.)Bimar-E Lutiya Ney Viraan Zalim Ridava ..2 Haath Juori Akey Kari Maaf Mai Ku ..2 Kafna Na Sakdi Chadja Na Sakdi Majboor.. Pooch Di Sakina (S.a.)Mai Ku Ai Ro Ro Teera Dey Vich Keu E Babey Da Sina ..2 Keu Kateya Zalim Sir Teyda Veeran ..2 Samjha Na Sakdi O Parcha Na Sakdi Majboor.. Lashey Parey Hai Khemey Jaley Hai Zanjeer Ik Hai Bara Galey Hai ..2 Gazi (A.s.) Raha Na Qasim (A.s.) Na Akbar (A.s.) ..2 Zainab (S.a.) Pey Hai Din Aai Kaisey
28

Majboor.. Chacha Kchavey Lasha Halavey Abbas (A.s.) Dana Valval Kchavey ..2 Jarey Kitey Zakhmi Kaan Kha Tamachey ..2 Dikhla Na Sakdi Kurla Na Sakdi Majboor Taak Taak Key Tukrey Ru Farwa Akey Jawan Mai Bachra Hun Kerey Pasey ..2 Teri Shaakal Qasim (A.s.) Mai Bana Na Sakdi ..2 Haath Terey Laab Key Mai Lea Na Sakdi Majboor Boli Sakina (S.a.) Ama Batau Dundu Kaha Mai Baba Ka Sina ..2 Siney Pey Har Su Pewast Peykhaa .. 2 Dhudu Gi Sina Ab Hai Kaisey Majboor Nokey Sina Pey Shabbir (A.s.) Rowey Bachri Dey Gal Vich Zanjeer Tak Key .. 2 Zanjir Ik Tey Bara Galey Wey ..2 Arha Na Sakdi O Leysa Na Sakdi Majboor.. Khurshid Sarwar Hub Dar Teyre Par Par Key Noha Ro Ro E Kehdey ..2 Wirseych Mili E Hub Teri Bibi ..2 Kadi Ja Sakdi Kadi Ja Na Sakdi

29

Das könnte Ihnen auch gefallen