Sie sind auf Seite 1von 2

Dost ruthe to rab ruthe, fir ruthe to jag chhute, agar fir ruthe dil tute, aur agar

fir ruthe? nikal danda maar sale ko jab tak danda na tute.

Har barish mein yahi dua hai hamari ki Barish ke jitne qatre zamin par gire, Utni baar aap slip ho ke gire, Khushiyo ke samundar mein. Na jaane kab koi taara toot jaaye, Na jaane kab koi aansu aankh se chut jaaye, Kuch pal hamare saath bhi has lo, Na jaane kab tumhare daant toot jaaye..!! Arz Hai Cham cham karti chandni, tim tim karte taare Cham cham karti chandni, tim tim karte taare Koi bhi sms nahi karte, Besharam ho gaye saare..!! Good Night Usne jo sher mara tow wah wah ho gayi.. Usne jo sher mara tow wah wah ho gayi.. Aur Maine jo sher mara toh.. toh toh Sherni widwa ho gayi..!!

Arz Kia Hai: Petrol dalo to gari chalti hai, Wah Wah Petrol dalo to gari chalti hai, Bhai Wah Wah Petrol dalo to gari chalti hai, Zara si tawajja plz Bhai petrol dalo to gari chalti hai, Kya irshaad farmaya hai, Petrol dalo to gari chalti hai Nahi dalo to nahi chalti hai. Ishq ne insaan ko kya se kya bana diya, kisi ko kavi kisiko katil bana diya, do phool ka bozh na utha sakti thi MUMTAZ, aur SHAHJAHAN ne uspe TAZ MAHAL bana diya.

Das könnte Ihnen auch gefallen