Sie sind auf Seite 1von 1

Literature Student Awkward moments. 1. Yaar koi acha sa English novel tou bta do...

(Novel hai ya lawn ka brand? hmmm how do I categorize "Acha"??) 2. Yeh aik application tou likh do, Angerayzi parh rahi ho? Aik darkhast nahi li kh sakti? (Yup. Literature mein applications likhnay k leay hi tou parh rahi hun...) 3. Tmharay pas tou dhaer novel hon gey, koi aik dae do meine English improve ker ni hai apni... (Okay! I am a literature student, I love my books! They are like my babies, I do n't want to give away my babies... and even if I do, I better not my baby hurt!! ) 4.___ ko English mein kia kehtay hen? ___ ka meaning bta do... Nahi pta??? Hawww !!! Aur parh tum English rahi ho?! Hawww (Ya'Allah who told this person about my Literature degree?) 5. Meine suna hai English novels aksar baray ganday b hotay hen... ? ( -_- ) 6.Yeh tm literature walay kia parhai kertay ho? Bas novels aur poetry parh k ana lysis aur paraphrasing... (Jee bilkul... Ham literature walay Punjab text board book ki matric ki English ki book parhtay hen bas...) 7. Literature ki student ho beta? Shakespeare aur Wordsworth... great people... blah blah... (Haan g Uncle... Ap ne tou mjhy Shakespeare aur Wordsworth k kisay suna k impres s hi ker dia...) 8.Yaar English ki student ho aur handwriting daekho apni... (Haan na! Mein Nalaek hun. I failed my Calligraphy course.) 9. Koi shaer tou sunao... acha Urdu mein nahi aata tou English mein suna do... (Let me see... English shaer...) 10. Medical parh k banda Doctor banta hai, Engineering parh k engineer... tm ne kon sa English parh k angeraayzz ban jana hai? (Wah bhae! Yeh tou bara Joke mara hai apne... funny pepulz spreading joy with th eir awesome sense of humour) 11. BS English? BS English kia degree hai? English mein kaesa BS hota hai? BA na hi hona chahiey? (Jee bilkul... Aur apko Education minister hona chahiey!!!)

Das könnte Ihnen auch gefallen