Sie sind auf Seite 1von 7

Shikwa Kyon Ziaan kaar banun, sood framosh rahoon?

Fikr-e-farda na karun, mahw-e-ghum-e-dosh rahoon, Naale bulbul ke sunoon, aur hama tan gosh rahoon, Hamnawa main bhi koi gul hoon ke khamosh rahoon? Jurrat aamoz meri taab-e-sukhan hai mujhko, mujhko Shikwa Allah se khakam badahan hai

Jawab-e-Shikwa Dil se jo baat nikalti hai, asar rakhti hai, Par nahin, taaqat-e-parwaaz magar rakhti hai Qudsi-ul-asal hai, rif'at pe nazar rakhti hai, Khaak se uthti hai, gardoon pe guzar rakhti hai Ishq tha fitna gar-o-sarkash-o-chalaak mera, Aasman cheer gaya nala-e-bebaak mera Peer-e-gardoon ne kaha sun ke, kahin hai koi! Bole sayyaare, sar-e-arsh-e-bareen hai koi!

Chaand kahta tha, nahin, ahl-e-zamin hai koi! Hai baja, Shewa-e-tasleem mein mashhoor hain Kahkashaan kahti thi, poshida yahin hai koi! hum Qissa-e-dard sunaate hain ke majboor hain hum Kuchh jo samjha mere shikwe ko to Rizwan samjha, saaz-e-Khamoosh hain, Faryaad se Ma'moor Mujhe jannat se nikala hua insaan samjha hain hum Naala aata hai agar lab pe to Ma'zuur hain hum Thi farishton ko bhi hairat, ke yeh aawaaz hai kya? Arsh waalon pe bhi khulta nahin yeh raaz hai kya? Ai Khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le, Taa sar-e-arsh bhi insaan ki tag-o-taaz hai kya? Khu gar-e-hamd se thora sa gila bhi sun Aa gai khak ki chutki ko bhi parwaaz hai kya? le Ghaafil aadaab se yeh sukkaan-e-zameen kaise Thi tau maujood azal se hi teri zaat-e-qadim, hain, Phool tha zeb-e-chaman, par na pareshan thi Shokh-o-gustaakh yeh pasti ke makin kaise shamim hain Shart insaaf hai, ai, sahib-e-altaf-e-ameem, Boo-e-gul phailti kis tarah jo hoti na naseem? Hum ko jamee'at-e-Khatir ye Pareshaani thi Warna ummat tere mahboob ki Deewaani thi. Hum se pahle tha ajab tere jahan ka manzar, Kahin masjood the patther, kahin ma'bood shajar, Khugar-e-paikar-e-mahsoos thi insaan ki nazar, Maanta phir koi un-dekhe Khuda ko kyonkar? Tujhko maalum hai leta tha koi naam tera? Quwwat-e-baazoo-e-Muslim ne kiya Kaam tera! Bas rahe the yahin saljuq bhi, toorani bhi, Ahl-e-cheen cheen mein, Iran mein sasaani bhi, Is qadar shookh ke Allah se bhi barham hai, Tha jo masjud-e-malaik yeh wohi Aadam hai? Aalam-e kaif hai, dana-e-rumuz-e-kam hai, Haan, magar ijaz ke asrar se namahram hai. Naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaanon ko, Baat karne ka saliqa nahin nadaanon ko! Aai aawaaz ghum-angez hai afsana tera, Ashk-e-betaab se labrez hai paimana tera. Aasman geer huva Na'ra-e-Mastana tera Kis qadar shook hai Dil-e-Deewana tera Shukr shikwe ko kiya husn-e-ada se tu ne, Hum-sukhan kar diya bandon ko khuda se tu

ne

Hum tau mayal-ba-karam hain, koi sayal hi nahin, Rah dikhlain kise? rahraw-e-manzil hi nahin

Isi ma'moore mein aabad the Yunaani bhi, Isi duniya mein Yahudi bhi the, Nasraani bhi, Par tere naam pe talwar uthai kis ne, Baat jo bigri huri thi who banaai kis

Tarbiat aam tau hai, jauhar-e-qabil hi nahin, Jis se taamir ho aadam ki yeh who gil hi nahin. Koi qabil ho tau hum shan-e-kai dete hain; Dhoondne waalon ko duniya bhi nai dete hain! Haath be-zor hain, ilhaad se dil khoo-gar hain, Ummati baais-e-ruswai-e-paighamber hain But-shikan uth gaye, baaqi jo rahe but-gar hain, Tha Brahim pidar, aur pisar Aazar hain naye, naye Who bhi din the ke yehi maya-e-ra'nai tha, Naazish-e-mausam-e-gul lala-e-sahraai tha! Jo Musalmaan tha Allah ka shaidai tha, Kabhi mehboob tumhara yahi harjaai tha kisi Ek-jaai se ab Ahd-e Ghulami karlo Millat-e-Ahmad-e Mursal ko Muqaami karlo Kis qadar tum pe giran subh ki bedaari hai Hum se kab pyar hai, haan neend tumhen pyari hai Taba'e aazad pe qaid-e-Ramazan bhari hai Tum hi kah do kya yahi aaen-e-vafa dari hai? nahin nahin Jin ko aata nahin Duniya me koi fun, tum ho Nahin jis qaum ko parwaay-e-Nasheman, tum ho Bijliyaan jis me ho aasuda, wo Khirman, tum ho Bech khaate hain jo aslaaf ke madfan, tum ho Ho niko naam jo Qabron ki tijarat karke Kya na bechoge jo miljaayen sanam patthar ke ? Safha-e-dahar se baatil ko mitaya kis ne? Nau-e-insaan ko ghulami se chhuDaya kis ne? Qaum Mazhab se hai, Mazhab jo nahi tum bhi Jazb-e-baaham jo nahi Mahfil-e-anjum bhi Bada aasham naye, baada naya, khum bhi Harm-e-Kaaba naya, But bhi naye, tum bhi

ne?

The hameen ek tere ma'rka aaraaon mein! Khushkion mein kabhi ladte, kabhi dariyaon mein, Di azaanen kabhi Europe ke kaleesaaon mein, Kabhi Africa ke tapte hue sahraaon mein. Shaan aankhon mein na jachti thi jahandaaron ki Kalma padhte the hum chaaon me talwaaron ki Hum jo jeete the to jangon ki museebat ke liye Aur marte the tere naam ki Azmat ke liye Thi na kuchh teg zani apni hakumat ke lieye, Sar ba-kaf phirte the kya dahar mein daulat ke lieye? Qaum apni jo zar-o-maal-e-jahan par marti, karti? Tal na sakte the agar jung me Ar jaate the Paaon Sheron ke bhi maidan se ukhad jaate the Tujh se sarkash hua koi to Bigad jaate the Teg kya cheez hai, hum top se lad jaate the hum ne, hum ne. Tu hi kah de ke ukhada dar-e-Khyber kis ne? Shaher qaiser ka jo tha us ko kiya sar kis ne? Tode makhluq khudawandon ke paikar kis ne? Kaat kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne? ko? ko? Kis ne thanda kiya Aathish kada-e-Iran Naqsh tauheed ka har dil pe bithaya Zer-e-khanjar bhi yeh paigham sunaya But faroshi ke iwaz but shikani kyon

kis ne phir Zinda kiya tazkara-eYazdaan Mere Ka'be ko jabeenon se basaya kis ne? Mere Quran ko seenon se lagaya kis ne? ho? Thhe to aaba who tumhaare hi, magar tum kya

Kaunsi qaum faqat teri talabgar huvi? Aur tere liye zahmate kash-e-paikar huvi

Haath par haath dhare muntazar-e-farda ho! Kis ki sahmsheer jahangeer jahandaar huvi? Kis ki takbeer se duniya teri Bedaar huvi? Kis ki haibat se sanam Sahame huve rahte the? Munh ke bal gir ke HuwAllahu Ahad kahte the. Aa gaya ain laraai mein agar waqt-e-namaz, Qibla roo ho ke zamin bos hui qaum-e-Hijaz, Ek hi saf mein khade ho gaye mahmud-o-Ayaz, No koi banda raha aur no koi banda nawaz. hue, hue. Mehfil-e-kaun-o-makaan mein sahar-o-shaam phire, Mai-e-tauheed ko lekar sift-e-jam phire. Koh me dasht me lekar tera paigham phire Aur malum hai tujh ko, kabhi nakaam phire? Dasht tau dasht hain, darya bhi na chhore hum ne, Bahr-e-zulmaat mein daura diye ghore hum ne. Safah-e-dahar se baatil ko mitaya hum ne, Nau'-e-insaan ko ghulami se chhuraya hum ne, Tere kaabe ko jabeenon se basaya hum ne, Tere Qur'an ko seenon se lagaya hum ne. nahin, Banda-o-sahib-o-muhtaaj-o-ghani ek Teri sarkar mein pahunche tau sabhi ek Kya kaha? "bahr-e-musalmaan hai faqt wa'de-e-hur," Shikwa beja bhi kare koi to laazim hai sha'ur! Adal hai faatir-e-hasti ka azal se dastur, Muslim aaeen hua kafir tau mile hur-o-qasur; Tum mein hooron ka koichahne wala hi nahin, Jalwa-e-tur tau maujood hai, Moosa hi nahin. Munfiat ek hai is qaum ki, nuqsaan bhi ek, Ek hi sab ka nabi, deen bhi, eemaan bhi ek, Haram-e-paak bhi, Allah bhi, Quran bhi ek, Kuchh baDi baat thi hote jo musalmaan bhi ek! Firqa bandi hai kahin, aur kahin zaaten hain. Kya zamane mein panpaneki yehi baaten hain? Kaun hai Taarik-e-Aain-e-Rasool-e-Mukhtaar? Maslihat Waqt ki hai kis ke Amal ka Ma'iyar? Kis ki aankhon me samaya hai Shi'aar-e-Aghyaar? Ho gayi kis ki nigah Tarz-e-Salaf se Bezaar? Qalb me Soz nahi, Rooh me Ehsaas nahin Kuch bhi Paigham-e-Muhammad(SAW) ka tumhen paas nahin Jaa ke hote hain masaajid mein saf-aara tau gharib, Zahmat-e-roza jo karte hain gawara tau gharib. Naam leta hai agar koi hamara, tau gharib, Pardah rakhta hao agar koi tumhara, tau gharib. Umra nasha-e-daulat mein hain ghafil hum se, Zinda hai millat-e-baiza ghurba ke dam se.

Phir bhi hum se yeh gila hai, ke wafadar Wa'ez-e-Qaum ki wo pukhta khayali na rahi Barq taba'i na rahi, sho'la maqali na rahi Hum wafadar nahin, tu bhi tau dildar nahin! rah gayi rasm-e-azan rooh-e-bilaali na rahi falsafa rah gaya, talqeen-e-gazali na rahi Ummatein aur bhi hain, in mein Gunah gaar bhi rahe hain Ijz waale bhi hain, Mast ma-e-pandaar bhi hain In mein kahel bhi hain, Ghaafil bhi hain, hushiyar bhi hain Sainkdon hain ke Tere naam se Bezaar bhi hain Masjiden marsiya khwan hain ke Namazi na Ya'ni wo sahab-e-awsaaf-e-Hijaazi na rahe

Shor hai ho gaye duniya se musalmaan naabood, Hum yeh kahte hain ke the bhi kahin Muslim maujood?

Waza mein tum ho nasaara, to tamuddan mein Hanood, Rahmaten hain teri aghiyar ke Yeh musalmaan hain? Jinhen dekh ke sharmain Yahud! kashaanon par, Barq girti hai tau bechare Musalmaanon

par! ho But sanam khaanon me kahte hain ke Musalman gaye Hai khushi in ko ke, Ka'be ke Nigahbaan gaye Manzil-e-Dahar se oonton ke Hudi Khwan gaye Apni Baghlon me dabaaye huwe Quraan gaye ho?

Yun to sayyad bhi ho mirza bhi ho afghan bhi Tum sabhi kuch ho, batao to musalmaan bhi Dam-e-taqreer thi muslim ki sadaqat bebaak Adal is ka tha Qawi, laus-e-mara'at se paak Sahajr-e-fitrat-e-muslim tha haya se namnaak Tha shuja'at me wo ek Hasti-e-fauqul idraak Khud gudaazi nam-e-kaifiat sahbayash buad khali az khuwesh shudan surat-e-Meenaish

Khanda zan kufr hai, Ehasaas Tujhe hai ke nahin? Apni tauheed ka kuch paas tujhe hai ke buad nahin? Yeh shikait nahin, hain un ke khazane ma'mur, Nehin mehfil mein jinhen baat bhi karne ka sha'oor,

Har musalmaan rag-e-baatil ke liye nashtar tha Is ke aaina-e-hasti me Amal jauhar tha

Jo bharosa tha ise quwwat-e-baazu par tha Qahar tau yeh hai ke kafir ko milen hoor-ohai tumhen maut ka dar, usko Khuda ka dar tha qasoor, Aur bechaare Musalmaan ko faqt waada-e-hoor! Baap ka ilm na bete ko agar azbar ho, Phir pisar qabil-e-miraas-e-pidar kyonkar ho? Ab wo altaaf nahi, hum pe inaayat nahin Baat ye kya hia ke pahli si madaraat nahin? Har koi mast-e-mai-e-zauq-e-tan aasaani hai, Kyun musalmaanon mein hai daulat-e-Duniya Tum musalmaan ho? Yeh andaaz-e-musalmaani hai? nayaab Teri Qudrat to wo hai jis ki had hai na Hisaab Haidari Faqr hai, ne daulat-e-Usmaani hai Tum ko aslaaf se kya nisbat-e-Ruhaani hai? Tu jo chaahe to uthe seena-e-Sahraa se Hubaab Rahroo-e-Dasht ho Seeli zada-e-Mauj-e-sarab wo zamaane me Mu'azziz the Musalmaan ho kar Ta'an-e-aghiyaar hai, ruswai hai, Aur tum khwar huve taarik-e-Quraan ho kar nadaari hai, Kya tere nam pe marne ka iwaz khwari Tum ho aapas me ghazabnaak, wo aapas me rahim hai? Tum khatakaar-o-khata been, wo khata posh o karim Bani aghyaar ki ab chahne waali Duniya Rah gayi apne liye ek Kahayali Duniya Hum to rukhsat huwe, auron ne sambhaali Duniya Phir na kahna huwi tauheed se khaali Duniya Chaahte sab hain ke hon auj-e-surayya pe muqeem, Pahle waisa koi paida tau kare qalb-e-salim! Takht-e-Faghfoor bhi un ka tha, sareere ke bhi yun hi baaten hain tum me ke wo hamiyyat hai bhi?

Khud kushi Shewa tumhara wo Ghuyur-o-Khuddar Hum tau jeete hain ke duniya mein tira Tum ukhuwwat se gurezan, wo ukhuwwat pe nisar naam rahe, Kahin mumkin hai saqi na rahe, jaam Tum ho Guftaar sarapa, wo sarapa Kirdar rahe? Tum taraste ho kali ko wo gulistaan bakinar Teri mehfil bhi gai, chahne walw bhi gaye, Shab ki aahen bhi gaien, subah ke nale bhi gaye, Dil tujhe de bhi gaye, apna sila le bhi gaye, Ab talak yaad hai Qaumon ko hikayat unki Naqsh hai safha-e-hasti pe sadaqat unki Misl-e-Anjum ufaq-eQaum pe raushan bhi huve

Aa ke baithe bhi na the, ke nikaale bhi gaye.

But-e-hindi ki muhabbat me Birahman bhi huve

lekar!

Aaye ushaaq, gaye waada-e-farda lekar, Shauq-e-parwaaz me mahjoor-enasheman bhi huve Ab unhen dhoond chirag-e-rukh-e-zeba Be amal the hi jawan, deen se badzan bhi huve Unko tahzeeb ne har band se aazad kiya Laake ka'abe se sanam khaane me aabad kiya Qais zahmat kash-e-tanhaai-e-sahra na rahe Shahar ki hawa khaaye baday-e-paimaana rahe wo to deewana hai, basti me rahe ya na rahe Ye zaruri hai, rukh-e-hijaab-e-laila na rahe Gila jor na ho, shikwa bedar na ho Ishq aazad hai, kyun husn bhi aazad na ho? Ahd-e-nau barq hai, aatish zan-e-har khirman hai, Aiman is se koi sahra no koi gulshan hai. Is nai aag ka aqwaam-e-kuhan eendhan hai, Millat-e-khatam-e-rusul shoula ba parahan hai. Aaj bhi ho jo baraheem ka eeman paida aag karsakti hai andaaz-e-gulistaan paida Dekh kar range-e-chaman ho na pareshan maali, Kookab-e-ghuncha se shaakhen hain chamakne wali, Khas-o-khashaak se hota hai gulistan khaali, Gul bar andaaz hai khun-e-shuhda ki laali. Rang gardoon ka zara dekh tau unnabi hai, Yeh nikalte hue suraj ki ufaq taabi hai. Ummaten gulshan-e-hasti me samar cheeda bhi hain Aur Mahrum-e-samar bhi hain, khizaan deeda bhi hain Sainkdon nakhl hain, kaaheeda bhi hain, baaleeda bhi hain Sainkdon batan-e-chaman me abhi posheeda bhi hain Nakhl-e-Islam namoona hai bro-mandi ka, Phal hai yeh sainkron saalon ki chaman bandi ka. Paak hai gard-watan se sardaaman tera Tu wo Yusuf hai ke har Misr hai Kan'an tera Qaafila ho na sakega kabhi weeran tera, Ghair yak baang-e-dara kuchh nahin samaan tera. Nakhl-e-shama asti-o-dar should dood reshae-tu,

Dard-e-Laila bhi wohi, Qais ka pahlu bhi wohi, Nejd ke dasht-o-jabal mein ram-e-aahoo bhi wohi, Ishq ka dil bhi wohi, husn ka jaadoo bhi wohi, Ummat-e-Ahmed-e-Mursil bhi wohi, tu bhi wohi, Phir yeh aazurdagi-e-ghair-sabab kya maani, Apne shaidaaon pe yeh chashm-eghazab kya maani? Tujh ko Choda ke Rasool-e-Arabi ko Chhoda? But gari pesh kiya?, But shikani ko chhoda? Ishq ko, Ishq ki Aashufta sari ko Choda? Rasm-e-Salmaan-o-Owais-e-Qarani ko Choda? hain Aag takbeer ki seenon mein dabi rakhte

Zindagi misal-e-Bilaal-e-Habashi Rakhte hain Ishq ki khair, who pehli si ada bhi na sahi, Jaada paimaai taslim-o-raza bhi na sahi, Muztarib dil sifat-e-Qibla numa bhi na sahi Aur Pabandi-e-Aayin-ewafa bhi na sahi Kabhi hum se, kabhi ghairon se shanasaai hai, Baat kahne ki nahin, tu bhi tau harjaai hai. Sare-faran pe kiya deen ko kaamil tu ne ek Ishaare me hazaron ke liye dil tu ne Aatish andoz kiya Ishq ka Haasil tu ne Phunk di Garmi-e-Rukhsaar se mahfil tu ne nahin? Aaj kyun seene hamare sharar aabad

Hum wahi sokhta saman hain, tujhe yaad nahin? Waadi-e-najad me wo shor-e-salasil na raha Qais deewana-e-Nazzara-e-Mahmil na raha Hausle wo na rahe hum na rahe dil na raha

Ghar ye ujda hai ke tu raunaq-e-Mahfil na raha

Aaqbat soz bood saya-e-andesha-e-tu.

Aye KhushAan roz ke aayi wa basad Tu na mit jaayega Iran ke mit jaane se naaz aayai Nasha-eMai ko Ta'alluq nahi paimaane se Be Hijaabana Suu-e-Mahfil-e-Maa baaz aayi Hai Ayan yurish-e-tatar ke afsaane se Paasbaan mil gaye ka'be ko sanam khaane se Baada kash ghair hian gulshan me lab-e-juu baithe Kashti-e-Haq ka zamaane me sahara tu hai Sunte hain jaam bakaf, naghma-e-kuku baithe Asr-e-Nauraat hai, Dhundla sa sitara tu hai duur hangaama-e-Gulzaar se yeksu baithe tere deewane bhi hain, muntazar-e-hu baithe Apne parwaanon ko phir Zauq-e-Khud Afrozi de Barq-e-Derina ko phir farmaan-e-jigar sozi de Hai jo hangaama bapa Yurish-e-Balghaari ka Ghaafilon ke liye paigham hai Bedaari ka Tu ye samajhta hai, ye saaman hai Dil aazari ka? Imtehaan hai tere eesar ka, Khuddari ka Kyun harasan hai Saheel-e-Faras-e-A'da se Noor-e-Haq bujh na sakega Nafas-e-A'da se

Qaum-e-aawara inaan taab hai phir suu-e-hijaaz le uda bubul-e-be par ko mazaq-e-parwaaz Chasm-e-Aqwaam se Makhfi hai abhi haqeeqat teri Hai abhi Mahfil-e-Hasti ko Zarurat teri Muztarab baagh ke har ghunche me hai buu-eniyaaz Zinda rakhti hai Zamaane ko Hararat teri tuu zara chhed to de, tishna-emizraab hai saaz Kaukab-e-Qismat-e-Imkaan hai Khilafat teri Naghme betaab hain taaron se nikalne ke liye liye tuur muztar hai phir isi aag me jalne ke

Waqt-e-Fursat kahan hai, kaam abhi baaqi hai Noor-e-Tauheed ka itmaam abhi baaqi hai Misl-e-Bu qaid hai Gunche me pareshan hoja Rukht bardosh hawa-e-chamanistaan hoja Hai tunk maya tu zarre se bayaban hoja Naghma-e-Mauj se hangaama-e-tufaan hoja Quwwat-e-Ishq se har past ko baala karde Dahar me Ism-e-Muhammad se Ujaala karde Ho na ye phul to bulbul ka tarannum bhi na ho chaman-e-dahar me kaliyon ka tabassum bhi na ho

Mushkilen ummat-emarhoom ki aasan karde mor-e-be-maya ko hamdosh-e-sulaimaan karde jins-e-naayab-e-mohabbat ko arzaan karde hind ke dair nasheenon ko musalmaan karde Juu-e-khoon mee chakad az hasrat-edereena maa Mee tapad naala ba nashtar kada seena maa

Ye na saaqi ho to mai bhi na ho khum bhi na ho buu-e-gul le gayi beroon-e-chaman raaz-eBazm-e-tauheed bahi duniya me na ho tum bhi na ho chaman Kya qayamat hain ke khuud phuul hain gammazKheema-e-aflaak ka estaada isi naam hai e-chaman Nabz-e-hasti tapish aamada isi naam se hai Ahd-e-gul khatam hua, tut gaya saaz-e-chaman, Ur gaye dalion se zamzama pardaaz-e-chaman. ab tak, Dasht mein, daaman-e-kohsaar mein maidaan me hai Bahar mein mauj ki aagosh mein tufaan mein hai

Ek bulbul hai ke hai mahw-e-tarannum Cheen ke sahahar Maraqash ke bayaban mein hai Aur posheeda musalmaan ke Imaan mein hai Us ke seene mein hai naghmon ka talatam ab tak. Chashm-e-Aqwaam ye nazaara abad tak dekhe Rif'at-e-Shaan-e-Rafa'na laka zikrak dekhe

Qumrian shaakh-e-sanober se gurezaan bhi huin, Pattian phool ki jhar jhar ke pareshan bhi huin; Who purani ravishen bagh ki weeran bhi huin, Daalian pairahan-e-barg se uriaan bhi huin. uski, Qaid-e-mausam se tabiat rahi aazad

Mardum-e-Chashm-e-Zamin yaani wo kaali duniya Wo tumhaare Shohada paalne waali duinya Garmi mahar ki parvarda hilaali duniya Ishq waale jise kahte hain bilaali duniya tapish andoz hai is naam se paare ki tarah Gauta zan noor mein hai aank taare ki tarah Aqal hai teri sipar Ishq hai shamsheer teri Mere darwesh Khilafat hai jahangeer teri

Kaash gulshan mein samjhta koi faryaad uski.

Masiwa Allah ke liye aag hai takbeer teri Lutf marne mein hai na maza jeene mein Tu musalmaan hai to Taqdeer hai tadbeer teri Kuch maza hai to yehi khoon-e-Jigar peene mein Ki Mohammed se wafa tu ne to hum tere hain, Kitne betaab hain Jauhar mere aaine mein Yeh jahan cheez hai kya, lauh-o-qalam Kitne jalwe tadapte ahin mere seene mein tere hain. Is gulistaan me magar dekhne waale hi nahin Daag jo seene mein rakhte hon wo laale hi nahin Chaak is bulbul-e-tanha ki nawa se dil hon, Jaagne wale isi baang-e-dara se dil hon. Yaani phir zinda naye ahd-e-wafa se dil hon, Phir isi bada-e-deereena ke pyaase dil hon. Ajmy khum hai tau kya, mai tau Hejaazi hai meri, Naghma Hindi hai tau kya, lai tau Hejaazi hai meri.

Das könnte Ihnen auch gefallen