Sie sind auf Seite 1von 6

\startsong

\stitle{aa chal ke tujhe mai.n le ke chaluu.n}%


\film{Door Gagan Ki Chhaaon Mein}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}%
\singer{Kishore}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Kishore}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)


% Credits: Akash Sharma (akash@brahms.udel.edu)
% Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aa chal ke tujhe, mai.n le ke chaluu.n


ik aise gagan ke tale
jahaa.N Gam bhii na ho, aa.Nsuu bhii na ho
bas pyaar hii pyaar pale
ik aise gagan ke tale

suuraj kii pahalii kiraN se, aashaa kaa saveraa jaage (2)
cha.ndaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor a.ndheraa bhaage (2)
kabhii dhuup khile kabhii chhaa.Nv mile
lambii sii Dagar na khale
jahaa.N Gam bhii no ho, aa.Nsuu bhii na ho \threedots

jahaa.N duur nazar dau.D aae, aazaad gagan laharaae


jahaa.N ra.ng bira.nge pa.nchhii, aashaa kaa sa.ndesaa laae.n (2)
sapano me palii ha.Nsatii ho kalii
jahaa.N shaam suhaanii Dhale
jahaa.N Gam bhii na ho, aa.Nsuu bhii na ho \threedots
aa chal ke tujhe mai.n le ke chaluu.n \threedots

sapnon ke aise jahaan mein


jahaan pyaar hi pyaar khila ho
hum jaake wahaan kho jaayein
shikwa na koyi gila ho
koyi bair na ho
koyi gair na ho
sab milke yoon chalte chalein

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{alabele din pyaare ... koii lauTaa de mere}%
\film{Door Gagan Ki Chhaaon Mein}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}%
\singer{Kishore}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Shailendra}%
% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

albele din pyaare, mere bichha.De saathii saare


haay! kahaa.N gaye, haay! kahaa.N gaye

koI lauTaa de mere, biite hue din \- (2)


biite hue din vo hAy, pyaare pal chhin
koI lauTaa de \threedots

mai.n akelaa to nA thA, the mere sAthI kaI


ek aa.Ndhii sI uThii, jo bhI thA leke gaI
aaj mai.n Dhuu.NDhU.n kahaa.N, kho gaye jaane kidhar \- 2
biite hue din vo haay, pyaare pal chhin
koI lauTaa de \threedots

mere khvaabo.n ke nagar, mere sapano.n ke shahar


pii liyaa jinake liye, mai.nne jIvan kA zahar
aise bhI din the kabhI, merI duniyA thI merI \- 2
biite hue din vo haay, pyaare pal chhin
koI lauTaa de \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jin raato.n kii bhor nahii.n hai.n}%
\film{Door Gagan Ki Chhaaon Mein}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}%
\singer{Kishore}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)


% Credits: Bijal C. Modi (bijal@fission.Nuc.Berkeley.EDU)
% Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

jin raato.n kii bhor nahii.n hai


aaj aisii hii raat aaI
jo jis Gam me.n Duub gayaa hai
saagar kii hai gaharAI

raat ke taaro.n tum hii bataao


merii vo ma.nzil hai kahaa.N
paagal banakar jisake liye mai.n
kho baiThaa huu.N dono jahaa.N
jin raato.n \threedots

raah kisii kii huii naa roshan


jalanaa meraa bekaar gayaa
luuT ga_ii taqadiir mujhe mai.n
jiit ke baazii haar gayaa
jin raato.n kii bhor nahii.n hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khoyaa\-khoyaa chandaa kho_e\-kho_e taare}%
\film{Door Gagan Ki Chhaon Mein}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}%
\singer{Asha}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11481 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

khoyaa\-khoyaa chandaa kho_e\-kho_e taare


so ga_e tuu bhii so jaa chaa.Nd hamaare \-2
khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots

o o leke jaaduu kii chha.Dii aa_ii sapano.n kii parii


ruup\-nagarii me.n tujhe chho.D aa_egii abhii
hai vo sapano.n kaa jahaa.N ik melaa hai vahaa.N
des\-parades ke bachche chale vahaa.N
niile aakaash kii ga.ngaa ke kinaare
khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots

jhuulaa chaa.Ndii kaa pa.Daa hiire\-panno.n se ja.Daa


reshamii Dor ba.Ndhii jhuulegaa laal meraa
jab bhii tuu pii.ng bhare jaa ke baadal ko chhu_e
chhuule bijalii ko to vo khilakhilaa pa.De
aur chhup jaa_e kahii.n laaj ke maare
khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots

kahii.n ko_ii giit gaa_e ko_ii ba.nshii bajaa_e


aur ko_ii Dhol li_e dhin\-dhin tak sunaa_e
sab pe ik ra.ng pa.De ko_ii bhii bach na sake
pyaar aur milaap kaa gulaal yuu.N u.De
hil\-mil ke ko_ii jiite ko_ii haare
khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{path bhuulaa ik aayaa musaafir}%
\film{Door Gagan Ki Chhaon Mein}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}%
\singer{Asha}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11407 [V S Rawat]


% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #116 under
Geetanjali #106

\printtitle
#indian

path bhuulaa ik aayaa musaafir leke meraa man duur chalaa


bikhare sapane rah ga_ii.n yaade.n raat se pahale chaa.nd Dhalaa

ko_ii na samajhe ko_ii na jaane dil kii lagii hai kyaa


laakh chhupaa_o chhup na sake ye prem kaa rog buraa
path bhuulaa ik aayaa \threedots

usake aage in a.Nkhiyo.n ne dukh sau baar kahaa


par vo naadaa.N kuchh bhii na samajhaa haay re bhaag meraa
path bhuulaa ik aayaa \threedots

dil kehta hai rok le usko


us bin kaun tera
lekin kiski doon main duhaai
kya adhikaar mera

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raahii tuu mat ruk jaanaa}%
\film{Door Gagan Ki Chhaaon Mein}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}%
\singer{Hemant}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)


% Credits: Preetham (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

raahii tuu mat ruk jaanaa, tuufA.n se mat ghabaraanaa


kabhii to milegii terii ma.nzil
kahii.n duur gagan kii chhAo.n me.n

maanaa ki gaharii hai dhaaraa


par hai kahii.n to kinaaraa
tuu bhii milaa aashaa ke sur me.n
man kaa ye ekataaraa
kabhii to milegii terii ma.nzil
kahii.n duur gagan kii chhAo.n me.n

sabakaa hai uuparavaalaa


sabako usii ne sambhaalaa
jab bhii ghire Gam kaa a.ndheraa
usane kiyaa ujiyaalaa
kabhii to milegii terii ma.nzil
kahii.n duur gagan kii chhAo.n me.n

Hote hain mausam ke phere,


Raaton ke sang hain savere
Jaake agar lauti hain saansein,
Lautenge phir din tere

raahii tuu mat ruk jaanaa, tuufA.n se mat ghabaraanaa


kabhii to milegii terii ma.nzil
kahii.n duur gagan kii chhAo.n me.n
kahii.n duur kahii.n duur kahii.n duur kahii.n duur

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File

Chhod Meri Baiyyaan ( Asha Bhosle - solo )

Chhod meri baiyyaan balam beimaan


aate jaate dekh lega koyi
chhuyi muii jaisi nanhi si meri jaan
aate jaate dekh lega koyi

nikli thi lene balam bagiya se phool


baaton baaton mein teri raah gayi bhool
haaye re main aayi kahaan
chhoota ghar mera wahaan
udati hai door jahaan khed bhari dhool
laage dar mujhko yahaan haye haye haye
chhod meri....

uff tapati hai raah sanam jalte hain paanv


Ambuva ke ped tale thandi hai chhaanv
raste ke beech khadi sochoon uljhan mein padi
logon ki nazar buri jalta hai gaanv
jaane kya kehde koyi
chhod de.....

% _End_of_File

O Jag ke rakhwaale ( Manna Dey + Kishore Kumar )

Sanskrit shlok....

O jag ke rakhwaale, hamein tujh bin kaun sambhaale


Jit dekhoon dekhoon andhiyaara
ghaayal man ghabraaye
jaise andhi raat mein panchhi raah bhool dukh paaye
chahu oar hai baadal kaale
Hamein tujh bin....

Ek aas ab tumse bhagwan ek hi dwaar tumhaara


baah badhaake hamein uthaalo
tum hi ek sahaara
bhagwaan (5)

Kishore : Kiya sab kuchh tere hawaale O jag ke rakhwaale


O Jag ke rakhwaale Hamein Tujh Bin Kaun Sambhaale
O Jag Ke Rakhwaale....

Das könnte Ihnen auch gefallen