Sie sind auf Seite 1von 2

{\rtf1\ansi\ansicpg1252\deff0\deflang1033{\fonttbl{\f0\froman\fprq2\fcharset0

Georgia;}}
{\colortbl ;\red255\green0\blue0;}
{\*\generator Msftedit 5.41.15.1507;}\viewkind4\uc1\pard\cf1\b\f0\fs22 Allah
Jaane Kaha\par
\par
\par
\par
Jab shaam ke zindaan mei huwi, shaam haram ko. Ik aan na rahat ki na araam haram
ko. Har baar tapakta tha lahu, ashk rawaan se (Zindaan larazta tha) x2 Sakina ki
fugha se\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
Baba kitni rate guzar gayi baba\par
\par
Allah jaane, kaha ho ay baba\par
\par
(Chote se sin mei qaydi zindaan hogayi) x3\par
\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
1. Din mei jo mere dard hai khaliq ke hai ayaa(n)\par
Kisko kahu(n) mei baap mere, baap hai kahaa(n)\par
Tum bekafan mei besaro samaan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
2. Kya kya na khalq karne hakarat se behgayi\par
Mei bekasi se dekhke muh sabka rehgayi\par
Kurta phata huwa meri pehchaan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
3. Dar aah ki to shimr pukara khamosh ho\par
Aur chup huwi to be padari ne kaha ke ro\par
In afato mei girse pareshaan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
4. Be jurm kaan zakhmi huwe aur tamache khaaye\par
Jo chaahe mujh falak ki sataayi ko phir sataaye\par
Shehzaadi-e-Hussain ki ye shaan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
5. Sadke gayi bataawo kaha hai mere padar\par
Aaye padar to jaaye Sakina bhi apne ghar\par
Kyu aise zalimo(n) ki mei mehman hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
6. Poti hu(n) uski jo ke hai kohnain ka ameer\par
Jisne hazaro qayd se churwaaye diyey aseer|\par
Ummat nabi ki dekhke anjaan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
7. Jab sarpe shah-e-deen ke Sakina ne phiri nazar\par
Chillaayi roke haye gazab mar gaye padar\par
Baba ke sar ko dekhke hayraan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
8. Mu rakh ke mu pe shaah ko royi jo dil fighaar\par
Sadma huwa nikaalne lagi tan se jaan-e-waar\par
Nanhi si jaan jaan se bejaan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
\par
9. Bas ay "Anees" bazm mei hai giryaa-o-buka\par
Sadiyo(n) talak rulaayenga sabko ye marsiya\par
Bali Sakina qarb ka unhwaan hogayi\par
(Baba mei kyu na aap pe) x2 qurbaan hogayi\par
(Allah jaane, kaha ho ay baba) x2\par
Baba kitni rate guzar gayi baba\par
\par
Allah jaane, kaha ho ay baba \par
}
#

Das könnte Ihnen auch gefallen