Sie sind auf Seite 1von 3

Allahumma la sahla illa ma jaaltahu sahla, wa anta taj-alul

hazna idha shita sahla

Meaning: O Allaah. There is nothing easy except what You


make easy, and You make the difficult easy if it be Your Will

Allahumma astur auraati wa aamin rawaati


Mere Rab Kahan Par Nahi Hey Tu Teri Shan JalaJalala Hu
Teri Zare Zare Mey Hey Namoo Teri Shan jallajalala Hu
Teri Qudratoon Ka Shumar Kia Teri Wusatoon Ka Hisab Kia
Tu Muhite Alam mey rang o Bu Teri Shan Jallajala Hu
Tera Faiz Faize Amem ney Tu he Mera Rab E Karim Hey
Mery Dil Mey Hey Teri Arzoo Teri Shan Jallajalala Hu
Jise Chahey Tu Wo Aziz Hey Jisey Tu Na Chahy Zalil Hey
Tery Hath Zilato Abroo Teri Shan Jallajala Hu
Mery rab kahan Par Nahi Hey Tu Teri shan Jallajalal Hu
Teri Zare Zare Mey Hey Namoo Teri Shan jallajalala Hu

Mere Rab Kahan Pe Nahin Hai Tu, Syed Mohd. Fasih Uddin
Mere Rab Kahan Pe Nahi Hai Tu
Teri Shaan Jalla Jalaluhu
Teri Zarre Zarre Mein Hai Namud
Teri Shaan Jalla Jalaluhu
Teri Qudraton Ka Shumaar Kya
Teri Wus\'aton Ka Hisab Kya
Tu Hi Se Alam Mein Rang O Bu
Teri Shaan Jalla Jalaluhu
Tera Faiz Faiz E Amim Hai
Tu Hi Mera Rab E Kareem Hai
Mere Dil Mein Hai Teri Arzo
Teri Shaan Jalla Jalaluhu
Jise Chahe Tu Wo Aziz Hai

Jise Tu Na Chahe Zalil Hai


Tere Hath Zillat O Abroo
Teri Shaan Jalla Jalaluhu
Mere Rab Kahan Pe Nahi Hai Tu
Teri Shaan Jalla Jalaluhu
Teri Zarre Zarre Mein Hai Namud
Teri Shaan Jalla Jalaluhu
NOHEY ASHAR

Yeh kaun si Mastoor hai , Kya Maang rahi hai


Islam ki khidmat ka Sila Maang rahi hai
Har sahib-e-Ghairat se Rida Maang rahi hai
Pardes main marnay ki Dua Maang rahi hai
Afsoorda hain Aflaak, Siya Poosh Zameen hai
Jibreel Zara Dekh ye zainab tho nahin hai

Maidan May koi jaane wala na raha


Aur koi Gala katanay wala na raha
Jo mara gaya usko utha laye Hussain
Shabbeer ka koi laanay wala na raha

Kahan jae aakhir Bayaban har soo.


Shikasta hain Pehlu...Akeli hain Zehra(s.a).
-Roonay wo pehra Masaib ka sehra...Akeli hain Zehra(s.a)..
Dar e Fatima ko jalaya hai tum ne.
kiya waada apna bhulaya hai tum ne,
Tamaache na maaro Musalmanoon jao.
Ali(a.s) ko bulao...Akeli hain Zehra(s.a)..
Bayaan kis se jaa kar karun dard Apna.
hai ghairoon ki dunya nahi koi apna,
Koi jaa ke Baba(s.a.w) say kehdo yes jaa kar.
ke lay jao aa kar...Akeli hain Zehra(s.a)..
Ae Lakhte Jigger ae hasan(a.s) ibn e Haider(a.s).
yeh Nana(s.a.w) ke Pehlu main Soonein na dein agar,
Tum aa jana Pehlu main soo jana maan ke.
Baqiie main yahan par...Akeli hain Zehra(s.a)..
Sheh e Karbala ne kaha roo ke maan se.
ye Mazloom baitay ne Mazloom maan se,

Akela hun main bhi Akeli hain Zainab(s.a).


Akele hain Baba(a.s)...Akeli hain Zehra(s.a)..
Sar e Marg aftarr tha Zehra(s.a) ka noha.
kab aao gay Mehdi(a.s) kab aao gay Beta,
Khuda ke liyee Ab yes Parda hataa do.
Chaley aao aao...Akeli hain Zehra(s.a)..
Roonay wo Pehra Masaaib ka Sehra...Akeli hain Zehra(s.a)..

Das könnte Ihnen auch gefallen