Sie sind auf Seite 1von 1

Lord Rama kills Ravana and tells Laxman to hurry and take blessings, words of wisdom and

life lessons from Ravana.


Laxman approaches Ravana and stands at the head of Ravana and asks
Lakshman:
raavan ke sir par khara hota hai aur puuchata hai, " "
Laxman: daanav raaja , apanee gyaan aap kee saath marne na dena. Yah
hamaaree saath baat dein aur apanee paapoon koo dho daalo " . Raavan
bas munh mor kar jawaab nahi deta hai

An angry Laxman goes back to Rama and tells that Ravana has said nothing and he is too
arrogant as always.
Laxman: Raavan hamesha ki tarah Abhhimanee hai aur uttar nahi diya.

Ram comforted his brother and asked him softly,


Ram: Gyan praptt karne ke liye tum kahan kharre the?
Laxman:uskke sir ke paas taaki main use soon sakon.
Rama walked to where Ravan lay. Lakshman watched in astonishment as his Rama knelt at
Ravans feet. With palms joined, and with extreme respect, Ram said,
Ram:Lanka Naresh aapne mere ardhagini ka apaaharan kiyaek ghor paap jo mujhe aapka
dand dena para..ab aap mere dushman nahi hai..mein aapke saamne jhuktta hoon aura
apse prathnaa karta hoon ki aap mujshe gyaan baatein..
Yadi aap bina gyaan baatein hi chal basein.ye gyan hemesha ke liye kho jayega

To Lakshmans surprise, Ravan opened his eyes and raised his arms to salute Ram,

Raavan: yadi mein aapke dushman nahi par guru honta


Mere margdarshan ke paas khare huey.na aapke ashisht bhai ki tarah.Mere paas
samay kam hai lekin 1 paath aapko avashya parahaon ga:
Boori chiz aapko aasani se behka sakta hein.aap uska picha karte hain.
Par Ucchit chizzein aap ko aakarshit nahi karte hein..aap rachnaarmak usse door rehte
heinaap bahane khoj ke aapka taalmatol auuchit saabhit karte hein.
Yahi wajah hai ki maine Sit aka apharan kiya par aapse mila nahi..
Yahi mere jeevan ki antem shaabd hai ..uar aapko samarpit kata hoon

Das könnte Ihnen auch gefallen