Sie sind auf Seite 1von 1

Waseelay ka saboot Quran-o-hadees sey sabit hai, ALLAH Quran-e-Pak main Irshad

fermata hai:
"Aey Eman walo, ALLAH sey daro aur eski taraf waseela dhondo".
(Sura Maida, Verse:5)
Aik aur jaga irshad hota hai:"Aur ager jub wo apni jaanon per zulm karain, tou aey mehboob
tumharey hazoor hazir hon aur phir ALLAH sey maafi chahain, aur RASOOL inki shifa'at
fermai, tou zaroor ALLAH ko bohat TAUBA qabool kerny wala meherban paian."
(Sura Nissa, Verse:64)
Ahadees-e-Mubarika:
-Huzoor ki khidmat main aik nabeena shaks hazir hua aur arz ki k mery
liay dua kijiyay, AAQA kareem ak ynrek aud yes yleesaw ynpa yse yen
kaha.
(Tirimzi Shareef, Hadees:3578)
-Aik aur riwayat main aata hai, Huzoor ney fermaya:"Jub tum main sey
kisi ki sawari jungle main choot jai tou es shaks ko pukarna chahiyay, Aey ALLAH k bando
meri sawari pakra do, Aey ALLAH k bando meri sawari pakra do, kyun k ALLAH k bohat
sey aisy bandy es zameen main hoty hain, wo tum ko tumhari sawari pakra dein gey".
(Tibraani Kabeer, Hadees:10518)
-Aik aur riwayat main aata hai k Hazrat Umer bin Khitaab ney qehat saali k
dooran Hazrat Abbas bin Abdul Mutlib ko waseela bana ker ALLAH ki
bargah main dua ki.(Al-Mustakrak, Hadees:5438).-Aik aur riwayat main aata hai k Hazrat
Umer ney fermaya, Aey ALLAH hum teri bargah main apny NABI
b rep muh ut ,yeht ytrek arkap aleesaw ak arish bersata tha, tou ab hum
apny Nabi k chacha jan ko waseela banaty hain, k hum per barish bersa, tou in per barish
bersa di jaati".
(Sahi Bukhari, Hadees:964)

Comments
Comments are closed.

Das könnte Ihnen auch gefallen