Fairness in Hindi
Har koi chahta hai ki use bina daag dhabbe (pimples) ke gora rang mile isliye
log mehnge se mehnga beauty treatment lete hai. Bhale hi log saawli skin ko
bhi pasand karne lage hai par aaj bhi Gore rang ka karej aksar logo mein
hamesha dekhane ko milta hai aur log janna chahte hai ki rang gora kaise
kare. ladka ho ya ladki, har kisi ko gora rang chaahiye lekin har kisi ki ye
khwahish puri nahi hoti. Saanwale aur kanki rang wale log gora hone ke upay
janna chahte hai aur kai baar mehnge beauty creams ka istemaal karte hai jo
camical yukt hote hain jis ki vajah se kai baar skin sambandhi pareshaniya
bhi samane aati hain lekin agar rang gora karne ke liye gharelu nuskhe ko
ajamaaya jaye to hame jyaada fayda mil sakata hai.
Ab is mishran mein nembu ka ras dale aur achi tarah se mila le.
20 minute tak is paist ko kisi thandi jagah par hi rakhen.
Fir thande paani se chehare ko achi tarah se dho le taaki dhool-mitti
saaf ho jaye.
Fir taiyaar kiya gaya face pack chehre par lgaye. Phale ek parat lgaye jab
vah sukh jaye to dusri parat lgaye aur ise 20 minute tak laga rahne de.
Jab ye pack sukh jaye to ise khich kar nikalne ki koshish kare. Pack
nikalne ke baad kose kose green tee se chehre ko dho le.
Chehare ko pochhe na taaki green tee tvacha mein achi tarah se sukh
jaye.
20 minute baad saade paani se chehare ko dhoye. khaas baat to yah hai
ki gora karne ka yeh face pack tvacha ko sankraman se bhi door rakhata
hai.
www.KyaKyuKaise.com