Sie sind auf Seite 1von 2

An attempt

ppapakhay: slam

usaisamuslimcountry61: Walaikum Salaam

usaisamuslimcountry61: mere sath milkar Islam phaelayega? mera 3 point formula hai

ppapakhay: kya hal hay bai

ppapakhay: g frmaey

usaisamuslimcountry61: Allah ki taareef: Allah ek ha, hamesha se hai aur hamesha rahega, usko kisi ne
jana nahi, naahi usne kisi ko jana aor usjaisa koi nahi hai

ppapakhay: theek

ppapakhay: nex

usaisamuslimcountry61: Musalmaan ki taareef (Surah Asr):Kasam zamane ki sare insan nuksan


(jahannam) me hai lakin jo Imaan lai, achche kam, sachchai ka sath aor inper sabr k sath jame rahe.
Quran Ch. 103

ppapakhay: theek

ppapakhay: our

usaisamuslimcountry61: daoro us jannat ki taraf jiski chaorai zameen aur aasmano se bhi zyadah hai
(3:133)

ppapakhay: krna kya hay ab?

usaisamuslimcountry61: agar hum yeh teeno points dunya me phelane me kaamyaab ho jate hai to
bahut badi kaamyabi mil jayegi

ppapakhay: es ka to sab ko ptaa hay


usaisamuslimcountry61: bas saare rooms me isko baar baar copy paste karna hai bas

ppapakhay: bas amal nahee

usaisamuslimcountry61: yeh hamaari galat fahmi hai aap rooms me logon se poochye phir aapko andaza
ho jayega

ppapakhay: room psand

ppapakhay: nahe mojy femal k swa kesi say bat nahee krty

usaisamuslimcountry61: Nabi se muhabbat ka sabut hai ki Islam ko aise phelao jaise hamaare nabi ne
phelaya

ppapakhay: sunat nabwee par amaml karnay say sab koch mel skta hay

ppapakhay: par koi kar k to dykhay

usaisamuslimcountry61: yeh to apne zati aamaal hai

usaisamuslimcountry61: yeh to karna hi hai

ppapakhay: muhabat ka dawa to ham sab krty hay par amal koi nahe

usaisamuslimcountry61: Nabi se muhabbat ka sabut hai ki Islam ko aise phelao jaise hamaare nabi ne
phelaya

ppapakhay: ap ke bat theek hay ab kon samjay in ko

usaisamuslimcountry61: hame to bas apna kaam karna hai

usaisamuslimcountry61: hidayet dena to Allah ka kaam hai

ppapakhay: fhasee am ho gyi hay amal koi hmry pas nahe

usaisamuslimcountry61: Sab apni apni chalana chahte hai Allah ki koi nahi chalana chahta. Kash sabke
sab Allah ki chalate to sabkuchh dheek ho jata.

ppapakhay: ulmaa soo gyay hay ya apny karobar vamka rhy hay

Das könnte Ihnen auch gefallen