Sie sind auf Seite 1von 2

Tu Shaheen hai bassera kar , Pahadhon ki chattanon par .

nahi tera nasheman qasr-i-sultani ke gumbad par tu shaheen hai baseera kar pahadon ki chataanon par Tou shaheen hay parvaz hay kam taira Taray samnay aasman aor bhe hain Parwaaz hain dono ki ek hi jahan main, magar kargaz ka jahan aur hain, shaheen ka jahan aur!

Parvaz hay donoon ke ise aik fiza main Kargas ka jahan aor hay, Shaheen ka jahan aor behtar hai bechare mamolon ki nazar se poshida rahain baz ke ehwal o muqamat shaheen kabhi parwaaz se thak ker nheen girta pur dam hy agr tu to nhe khatra e uftad uqabi ruh jub bedar hoti hai jawanon main nazar ati hai un ko apni manzil asmanon main Chiroon ki tarah har dannay per girta hay kiow perwaz ko itna buland rukh keh saheen ho jaye Parindon ki dunya ka darveesh hoon main ki shaheen nahin banata aashiyana Tundi-e-Baad e Mukhalif say na ghabra aey Auqab Yeh to chaltee hay tujhay ooncha oranay kay liyey Aye Tayer Lahoti, us rizq se maut acchi. Jis Rizq se aati ho parwaz mein Kotahi

Khuddi ko ker buland itna ke har taqdeer se pehley Khuda bande se khood pooche bata terri razza kia hai MANZIL-O-MAQSOOD QURAN DEEGAR AST RASM-O-AEENe MUSALMAN DEEGAR AST.

Das könnte Ihnen auch gefallen