Sie sind auf Seite 1von 1

ghazal

milla woh bhi nahi kartay.....


milla hum bhi nahi kartay.....
wffa woh bhi nahi kartay...
wffa hum bhi nahi kartay...
inhay ruswaye ka dukh hai...
hamay tanhaye ka dukh hai...
gilla woh
bhi nahi kartay...
gilla hum
bhi nahi kartay...
galli kay moor pe aksar...
takra ho hi jata hai..........
dga woh bhi nahi kartay ...
dga hum bhi nahi kartay...
inhay jab dakhtay hain suchtay hain..
kuch kahain in sai.............................
suna woh bhi nahi kartay....
kia hum bhi nahi kartay.......
hummain woh daikh latay hain.....
unhain hum dakh latay hain..........
raha woh bhi nahi kartay.....
raha hum bhi nahi kartay....

Das könnte Ihnen auch gefallen