Sie sind auf Seite 1von 8

J o g i- 07-28-2007

BARA DUSHWAAR HOTA HAY


ZARA SA FESLA KARNA
K JEEVAN KI KAHANI KO
BAYAN-E-BEZABANI KO
KAHAN SE YAAD RAKHNA HAY
KAHAN SE BHOOL JANA HAY
USE KITNA BATANA HAY
USE KITNA CHHUPANA HAY
KAHAN RO RO K HANSNA HAY
KAHAN HANS HANS K RONA HAY
IS AANCHAL K KISI KONAY KO
KITNA KA BHIGONA HAY
KAHAN AWAAZ DENI HAY
KAHAN KHAAMOSH REHNA HAY
KISI DUKH KO KAHAN PER
KONSI SHIDDAT SE SEHNA HAY
KAHAN RASTA BADALNA HAY
KAHAN SE LOT AANA HAY
ZARA SA FESLA KARNA
BARA DUSHWAAR HOTA HAY

J o g i- 07-28-2007
zaruurii baat kahanii ho
koii vaadaa nibhaanaa ho
use aawaaz denii ho
use vaapas bulaanaa ho
hameshaa der kar detaa huuN main
madad karanii ho uskii
yaar kii dhaaras baNdhaanaa ho
bahut deriinaa raaston par
kisii se milane jaanaa ho
hameshaa der kar detaa huuN main
badalate mausamon kii sair main
dil ko lagaanaa ho
kisii ko yaad rakhanaa ho
kisii ko bhuul jaanaa ho
hameshaa der kar detaa huuN main
kisii ko maut se pahale
kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh
us ko jaa ke ye bataanaa ho
hameshaa der kar detaa huuN main

J o g i- 07-28-2007
Jinki yaad mein hum deewane ho gaye,
Wo hum hi se begaane ho gaye
Shayad unhe talash hai ab naye pyaar ki
Kyunki unki nazar mein hum purane ho gaye

Baaki kuch na raha zamaane mein
Jawani guzar rahi mehkhaane mein
Ab to karle mere pyaar pe yakeen
Warna zindagi beet jaayegi aazmane mein

Tumhari har adaa ka kya jawab du
Apne pyaar ko kya upahaar du
Koi acha sa phool hota to maali se mangwata
Jo khud gulaab hai usko kya gulaab du.

Waqt hume bhula chuka hai,
Mukaddar bhi na bhula de
Hum pyaar isliye nahi karte
Ki kahin hume phir se koi na rula de

Aankhon mein aansu aa jaate hain
Phir bhi labo pe hansi rakhni padti hai
Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaron
Jisse karta hain useese chupani padti hai

J o g i- 07-28-2007
Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin
Ek pal Nahin jab Tumhe Humne Pukaara Nahin

Meri Naakaamiyon Ka Itna Bhi Ghum Na Kijiye
Agar aap Jeete Hain to Main Haara Nahin

Ye Naqsh-e-Dard Kaise Utar Jaaye Chehre Se
Maine Abhi Aapka Ghum Dil se Utaara Nahin

Tere bin Youn Kat Rahi Dariya-e-Zindagi Mein
Kashti Bhi Hai Maajhi bhi hai,Kinaara Nahin

Kar Rakhaa Hai Jisne Saare Ghar Mein Ujaala
Aansu Hai Mera ye Koi Toota Hua Taara Nahin

Kisko Gale Lagaa Ke Rooyen Na-Muraad Hum
Is Bhari Duniya Mein Apna Koi Sahaara Nahin

Mareez-e-Ishq Hai Tamannai Khudkushi Ka ab
Gehre Hain Dil ke Zakhm,Aur Koi Chaara Nahin

Wo aa Ke Poonchh Den Aansu Hamari Aankhon Se
Itna bhi Hamare Haq Mein Naseeb Hamara Nahin

J o g i- 07-28-2007
Udasiyan Baysabab Nahin Hain..!
Udasiyon Ka Agar Yeh Mausam,
Tehar Gia Tu.....Gazab Karay Ga,
Na Ji Sako Gay .... Na Mar Sako Gay,
Na Koi Hi Kaam Kar Sako Gay,
Kisi Ko Her Pal Talab Karay Ga....
Udasiyan Baysabab Nahin Hain..!
Suno Jo Lamhay Hain Aaj Haasil,
Unhain Hamesha Sambhaal Rakhna,
Wafa Kay Gulshan Main Charon Jaanib,
Bahaar Rakhna ..Nikhaar Rakhna,
Mohabbaton Ka Nikhaar Rakhna,
Udasiyan Baysabab Nahin Hain..!
Jahan Main Kitnay Hi Log Aaey,
Rahay, Basay Hain, Ujar Gaey Hain,
Magar Yeh Jazbay Azal Say Hain Aur,
Abad Talak Bhi Yunhi Rahain Gay,
Tum Apni Ankhon Main Saray Jazbon Kaa,
Pehlay Jaisaa Hi Jaal Rakhna,
Udasiyan Baysabab Nahin Hain..!
Zara Yeh Socho.. Bichar Gaey Toh,
Kahan Milain Gay,
Yunhi Rahain Gi Tamam Rahain,
Magar Yeh Rahi Na Mil Sakain Gay,
Bahar Main Bhi Khizaan Soorat,
Na Phool Her Simmat Khil Sakain Gay,
Na Dil Ko Apnay Udaas Rakhna,
Her Aik Jazbay Ka Pass Rakhna,
Milain Gay Akhir Yeh Ass Rakhna,
Udasiyan Baysabab Nahin Hain..!
Udasiyan Baysabab Nahin Ha

J o g i- 07-28-2007
Ajab ghari thi
Kitab keechar main gir pari thi
Chamakte lafzon ki maili ankhon main uljhe aansoo bula rahe the
Magar mujhe hosh hi kahan tha
Nay nay manzaron ki khwahish main apne manzar se kut gya hoon
Nay nay daairon ki gardish main ane mehwar se hut gya hoon
Saza, jaza, khof, be yaqeeni, umeed, imkan, na umeedi
Hazar khanon main but gya hoon
Or is se pehle k rat apni kamand dalay
Ye sochta hoon k lot jaoon
Ajab nahin wo kitab ab bhi wahin pari ho
Ajab nahin ab bhi wo meri rah dekhti ho
Chamaktay lafzon ki meli ankhon main uljhe ansoo
Hawa-o-hirs-o-hawas ki sub gard saaf ker dain
Ajab nahin mere lafz mujhko muaaf ker dain

J o g i- 07-28-2007
APNAY HATHO KI LAKEERO MAIN BASA LAY MUJHKO,,
MAIN TERA NASEEB HO APNA BANA LAY MUJHKO,,

MUJHSAY TO POUCHNAY AYA HAI QAZA K MA'ANI,,
YE TERI SADA DILI MAAR NA DALAY MUJHKO,,

MAIN SAMANDAR BHI HO,MOTI BHI HOUN,GHOTA ZAN BHI,,
KOI BHI NAAM MERA LAY K BULA LAY MUJHKO,,

TU NAY DAIKHA HE NAHI AAENAY SAY AGAY KUCH BHI,,
KHUD PARASTI MAIN KAHEE TUNA GANWA LAY MUJHKO,,

KAL KI BAAT OR HAI MAIN AB SA RAHO YA NA RAHO,,
JITNA JEE CHAHAY TERA AJJ SATA LAY MUJHKO,,

KHUD KO MAIN BANT NA DALO KAHE DAMAN DAMAN,,
KER DIA TUNAY AGAR MERAY HAWALAY MUJHKO,,

MAIN JO KANTA HO TO CHAL MUJHSAY BACHA KER DAMAN,,
MAIN JO HOUN PHOOL TOO KAMRAY MAIN SAJA LAY MUJHKO,,

MAIN KHULAY GHER K KISSI DAR KA HOUN SAMAN PIYARY,,
TUU DABAY PAAOO KABHI AKAY CHURA LAY MUJHKO,,

TARK-E-ULFAT KI KASAM BHI KOI HOTI HAI KASAM,,
TUU KABHI YAAD TO KER BHOLNAY WALAY MUJHKO,,

MERAY LEYE KUCH NAHI MAIN ZAHAR BHI PEE JAOO QATEEL,,
SHART YE HAI KOI BANHOO MAINN SAMBHALAY MUJHKO..

J o g i- 07-28-2007
DAREECHA YAAD KA KHULTAY HI SAB KUCHH LAUT AATA HAI
PURANAY MANZARON KO AANKH PHIR SE DEKH PAATI HAI
TERI TASVEER BANTI HAI, TERI AAVAAZ AATI HAI
GHALAT HAI YEH
KEH KOI GUZRAY KAL MAIN JI NAHIN SAKTA
SARABON SE BANAY DARIYA SE PAANI PI NAHIN SAKTA

MUJHAY DEKHO

J o g i- 07-28-2007
KABHI AANKH SE JO GIRA NAHIN, MAIN WOH ASHK HOON MERE DOSTO
MERA ZABT HAI MERI ZINDAGI, SO MAIN KIA KAHOON MERE DOSTO
MAIN TO AIK HARF-E-SAWAL HOON, MAIN TO AIK MAUJ-E-KHAYAL HOON
WOH SUNAY TO ARZ-E-WAFA KAROON, KAHAY TO BAHOON MERE DOSTO
TUMHI MERO RAUNAQ-E-SHEHAR THAY, MERI JAAN THAY, MA;NI-E-DEHAR THAY
MERA AAS PAAS UJAR GAYA, MAIN KAHAN RAHOON MERE DOSTO
WOH JO PHOOL HAIN, JO CHARAGH HAIN, MERE NAAM KE WOH TUMHAIN MILAIN
YEH JO ZAKHAM HAIN, YEH JO DAAGH HAIN, INHAIN MAIN SAHOON MERE DOSTO
KAHIN JEET KAR TUMHAIN KHO NA DOON, TO SHIKAST APNI HI MAAN LOON
MERE ZARF KA HAI YEH FAISLA, KEH MAIN CHUP RAHOON MERE DOSTO

J o g i- 07-28-2007
kia tha piyaar jesay hum nay zindagii ki tarha
woo ashna bhi mila hum say ajnabii ki tarha
kesay khabar thi barhay gii kuch or tareeki
chupay rahoo kesi badli main chandni kii tarha
wo ashna bhi mila hum say ajnabii ki tarha
kia tha piyar jesay hum nay zindagi ki tarha
BARHA KAY PIYAAS MERI US NAY HATH CHOOR DIYA
WO KAR RAHA THA MURAWWAT BHI DIL LAGI KI TARHA
sitam too yeh hai kay wo hi na baan saka apna
kubool hum nay kiyea jis kay gham khushii ki tarha

J o g i- 07-28-2007
NA MAIN PASS US KO BOLA SAKA NA MAIN DIL KI BAAT SUNA SAKA
WO HANSI HANSI HI MAIN CHAL DIA K MAIN HATH TAK NA MILA SAKA
NA HAI DUSHMANI KISI DIN SE AB HAI NA DOSTI KISI RAAT SE
HAI BACHA HI KYA JO WO LAY GAYA MUJHE CHEEN KAR MERE ZAAT SE
WOH MUQAM HI THA AJEEB SE K MAIN KHUD KO BHI NA BACHA SAKA
YE BHI THEEK HAI K WO CHALA GAYA MUJHE BAND RASTON PAR CHOOR K
YE BHI THEEK HAI K NA AYE GA KABHI BUT ANA KA WO TOOR K
WOH GAYA HI AISE K MAIN KOI RASAM BHI NA NIBHA SAKA

J o g i- 07-28-2007
"hawaa ko awaara kahney waalo
kabhi to socho kabhi to likho
hawain kion apni manziloon sey bhatak gayii hai
na un ki aankhon main khawab koi
na khawaab main intizaar koi
na un key saarey safer main
subha thi koi
naa shaame sada aitbaar koi
na un ki apni zameen na aasman pey koi sitaara
na koi mosam na khushboo ka koi istaara
na roshni ki lakeer koi
jo un key dukh pey kitaab likhy
musaafrat ka azaab likhy
hawaa ko awaara kahney waalo
kabhi to sacho.....

J o g i- 07-28-2007
WAFA KO PAISH HAIN JO IMTAHAN, NAEY BHI NAHIN
J-E-SHAUQ-O-DIL-E-BAD GUMAN, NAEY BHI NAHIN
NAEY NAEY NAZAR AATAY HAIN USS GALI KE LOG
KISSI KA ZIKAR JO CHHERAIN TO HAAN, NAEY BHI NAHIN
MERE JAWAR MAIN YEH ROSHNI SI KAISI HAI
SITARAY YOUN TO SAR-E-AASMAN NAEY BHI NAHIN
YEH AAJ KION MERE AANSOO TUJHAY AZIZ HUEY
KEH SEEL-E-DARD KE YEH TARJUMAN NAEY BHI NAHIN
TOO UNKA NAAM NA JANAY TO AUR BAAT HAI YEH
TERI GALI MAIN YEH AAWARGAAN NAEY BHI NAHIN
WOHI HAI KHAIL, WOHI MARHALAY, WOHI HUM TUM
YAQEEN PURANAY NAHIN HAIN, GUMAN, NAEY BHI NAHIN

J o g i- 07-28-2007
MOHABBAT KI APNI ZUBAN
MOHABBAT SE KHIRAD MANDI AGAR MASHROOT HOTI TO
NA MAJNOON DASHT MAIN JATA
NA KOI KOHKAN, ISHRAT GAH-E-KHUSROO SAJANAY KO
KABHI TAISHA UTHATA AUR,
NA KOI SOHNI KACHAY GHARAY PAR PAAR KARTI
CHARHTAY DARIYA KO
NA TUM BARBAAD KARTAY ISS TARAH MERI TAMANA KO
NA MAIN ILZAAM DETA APNI NAKAMI PE DUNYA KO

MOHABBAT SE KHIRAD MANDI AGAR MASHROOT HOTI TO.

J o g i- 07-28-2007
Koi tum say pochay kon hoon main
Tum keh denna koi khas nahi
Eik doost hai kacha pakka sa
Eik jhoot hai aadha sacha sa
Jazbaat ko dhanpey ek parda
Bus aik bahana acha sa
Jeevan ka aesa saathi hai
Jo door naa ho kar pass nahi
Koi tum say pochay kon hoon main
Tum keh denna koi khas nahi

6ita'a ya rubaa'ee 6alam-baNd kiijiye


soye jIs raat ko hum,hIjr me rote rote
khwab me wasI huya subah ke hote hote
shama kI tarah hum raat ko rote rote
beh ge aansuon me subah ke hote hote
jIske mIIne kI tammana thI na payya usko
ho gaI umr basar jaan ko khote khote....

ahIe danIsh ko IsI baat kI haIranI haI


shehr kaghaz ka haI shoIoon kI nIgahbanI haI
Is tarah gher IIya mujh ko gamon ne jaIse
maIn jazIra hoon mere charoon taraf panI haI

yuN hI umeed dIIatey haIN zamaney waIey...........!!
Iout ker kab aatey haIN janey waIey...................!!
tum ne dekha he sehra maIN jhuIsa howa darakht..!!
Is tarah jItey haIN wafaooN ko nIbhaney waIey......!!
EIk 0Il Ka LaCana 8aaQI Tha sD 0Il 8hI LaCa Key 0ekh LIya
TaQdeer Ka rDna kUm Na hUa AansDo 8hI 8aha Kar 0ekh LIya

EIk 8aar 8hUlana Chaha Tha sD 8aar wD hUm kD Yaad Aaya
EIk 8aar bhUlaney Waaley kD So 8aar 8hUla Key 0ekh LIya....

shoIey, aanch, dhowaaN or aag..!!
haye merey guIshan ke bhaag....!!
terey ghar maIN seep or motI.....!!
mera hIssa raIt or jhaag...........!!
ana haI tum meIn bhI thorI bohat batana usey
wo ab mIle bhI to mat haal dIl sunana usey
akele kIs se utha haI taluqat ka bojh
wo tum ko yaad na rakhe to bhool jana usey

ApnI yadon ko mere ghar pe barasta dekho!!


Ek aahat pe mere dIl ko machalta dekho!
LagI he aag judaI kI kItnI shIddat se!
Ek pal k lIye aao muje jalta dekho....
b nIgahon maI na khwahIsh haI na hasrat na maIaI
ab yahan Iabb pay kahaan harf-e-sawaaI aata hay
abb hamaIn kIs kI muhabbat ka yaqee'n aayay ga
uun kI bay-zaar nIgaahon ka khayaaI aata hay

Icchar gaya haI to ab us ka saath kIa maangooN


Zara see umr haI gham sey nIjaat kIa maangooN
Wo saath hota to hotIN zaroorateIn bhee bahut
keIee jaan key IIye kaayenaat kIa maangooN

Das könnte Ihnen auch gefallen