Sie sind auf Seite 1von 3

Koi bhi mast sa ek song during entry : Person 1: Ram Ram bhaiyo aur unki behno (Hahaha) Hum

yaha apko sachayi btane ke liye ikhatha hue hai!! Sachayi?? Kaisi sachai?? (chorus) Arre meri sachayi Person 2 : acha acha wo SACH ka SAMNA me ja rha hai kya ? Person 1 : Aye Buudbakk, teri sachayi, meri sachayi, hum sab ki sachayi Chorus : Matlab ?? Person 1 : matlab.. (sharmate hue) Chorus : aaye haaye.. Person 1 : matlab (sharmate hue) Chorus. : ab bta bhi de.. Person 1 : Hum yuvayo ki sachayi (dhapli/ya dhol bajana hai) Person 2 : par wo kaise ? Person1 : Is nukkad natak ke zariye (dhapli/dhol bajana hai) (Sab apni hi jagah pe chakkar lagaenge..aur zor se bolenge ding ding ding ding) Scene 1: 1 old neta aur uske do sevak: Dono sevak budhhi neta ke peeche: Jab tak suraj chand rahega Dk bose tera naam rahega-2 Chorus: Dk bose DK bose Dk bose Dk bose Now, 2 sevak aur yuva neta: Yuva neta ke sevak: O chup re budhhe ke champe (dono ek saath) Dono sevak saath me: hamara neta kaisa ho fuddu tiwari jaisa ho

Yuva neta : Namaskar bhaiyo aur beh..saheliyotum mujhe vote do mai tumhe balatkaar dunga. Chorus: hooooo hooooo Yuva neta: nai nai rozgaar dunga Yuva neta: Ap sab toh jante hi hai ki mai kitna wo ka kehte hai.. haan highly educated hu Random person: ha bhaiyo ye panchavi paas se tez hai..ting tong (hahahaha chorus) Yuva neta: aye chup..hum hai yuva shakti aur karte hai naari bhakti Chorus: hooo hhoooo Yuva neta: nai nai desh bhakti desh bhakti Person (jagruk yuva): (gusse me cheekh ke) Jab yuva neta ka ye haal hai toh ayiye dikhaye yuvao ka kya haal hai..( dhapli ya dhol bajana hai) Chorus me ding ding ding ding: Scene 2: 3-4 boys singing and enacting smoking scene: Dum maaro dum mitjaye.hare ram 1 student: Aaj toh suttee me sahi me dum hai bhai Haye re meri goldflake haaye re meri malbaro (Sunny deol ki voice me koi): Sutte pe sutta suttee pe suttaaare band karo ye varna hand pump ukhaad dunga (Here I need a parady for saying no to cigarettetheater club plz decide) Jagruk yuva: Dekha apne ye..abhi bus kaha jiabhi toh train bhi aage Ye dekhiye (dhol bajega) (Chorus me ding ding ding ding) Scene 3: (Amitabh Bachhan ki voice anyone from group from its position only): jao pehle use dhoondke lao jisne mujhe degree toh di par naukri nai di..jao.. 2 yuva sir latkake: Yaar kya kare ab naukri toh hai nai..hmmmaaaha..kidnappingaaahhaa aahaaa..chain snatching (hehehehe)

(Ek kidnapping aur chain snatching ka scene idhar ayega) (Need a parady to say no to kidnapping and chori) Toh dekha apne kis tarah yuva galat sangat ka shikaar hote haiayiye is yuva peedi ko gyaan se aur abhimaan se susajjit kare na ki sharaab, cigarette aur kidnapping jaise andhkaaro se Is ulti peedi ko seedh me laye aur apne nukkad natak ko ant par Toh jai kara shere wali ka..bol sache darbaar ki jai (bow and end) (Can end with aparady) (If you have some more time toh ek do scene aur daal sakte hai..) Baaki this is more than enough

Das könnte Ihnen auch gefallen