Sie sind auf Seite 1von 1

------------

Amavasya ke raatri me snan karake 10 baje sadhna karane ke liye baithana hai,muh dakshin
disha me ho.aasan & vastra kaale rang ke ho,samane kaala vastra bichaye aur us par ek mitti ka
chota mataka rakhe & usame thode kaale til dale,til ke upar matake ke andar ek Matti ka diya
sarso ka tel dalkar jalaye.matake ka aur diye ka samanya pujan karle.diye ko dekhate huye
mantra ka 51 mala rudraksh mala se jaap kare to purn mantra siddhi prapt hota hai.dusare din
wah mataka nadi me jal me pravahit karade to sadhna purn hota hai.
sadhna ke baad fir kisi bhi amavasya ko ratri me yahi process repeat kare & ek mala jaap kare to
adrushya shaktiya diye me dikhane lagega aur aap Jo bhi Kary purn hone ka prarthana karege to
vah shaktiya har kary purn kar deti hai.sari pareshaniya wah shaktiya door kar deti hai.
mantra:-
ll

l l

ll
jay Matadi jay Gurudev......

Das könnte Ihnen auch gefallen