Sie sind auf Seite 1von 10

Saying of Masumeen (a.

s)
1. Imam Ali says about Bibi Fatima: ''A Flower Nipped In a Bud; it was from Paradise and it
went to Paradise . . . But has Left Its Fragrance in My Mind."
2. "Happy is the man who always kept the life after death in view, who remembered the Day of
Reckoning (Judgement) through all his deeds, who led a contented life and who was happy
with the lot that God had destined for him."(Nahjul Balagha: Sermons, letters and saying of
Hazrat ALI (a.s) Sayings of Hazrat ALI (a.s) 44, p. 277)
3. "Itni aqal tumharay liay kafi hai k jo gumrahi ki rahon ko hidayat k raston say alag ker k
tumhein dikha day." Mola-e-Kainat Hazrat ALI ( [) NehjulBlagha hikmat#421 ]
4. Jahil ki Aadat ye hai k Baat sun-nay se pehley jawab deney lagta hai, samajhney se pehley na
jan-nay waley par hukam dey deta hai.(Imam Jaffar Sadiq A.S.)
5. Imam Al-Askari (pbuh):"We are the arguments of Allah upon his creations, and our
Grandmother Fatima (pbuh) is the argument of Allah upon us."
6. Bibi Pak [S.A] The best you who are dealing with people is softer and more gentle and most
valuable people are those who have wives, kind and generous.
7. "Naiki kar ke aesay bhool jaaya karo jase,Gunah k waqt apnay "RAB" ko bhool jate ho."
Hazrat Ali (A.S)
8. Insaan Kay Kirdar Ki Do He Manzilain Hain ! Dil Mei Utar Jana Ya Phir Dil Say Utar Jana.
MOLA ALI(A.S)
9. Agr Koi Tumhara Bharosa Torey To Tumhara Farz Hai K Tum Usko Maaf Kardo.. Lekin Phr
Kabhi Us Per Bharosa Mat Karo!!
Moula Ali (A.S)
10. Imam Ali (A.S): MOMIN khushi me shukr karta hai, Bala'o me sabr karta hai aur achchi haalat me
ALLAH SWT se darta hai.
11. Imam Ali (A.S): "AQL ko KWAHISH (desires) par fazilat hai, kyunki aql zamane ko tumhare haato me
de deti hai jabke kwahish tumhe uska gulam bana deti hai."
12. RASULALLAH (s.a.w.w): O Fatema (s.a) khushnasib hai woh momina ke jiska Shohar (Husband)
osse razi hai, woh bina hisab jannat me jayegi.
ASSALAMO ALAYKE YA FATEMA ZEHRA (S.A)
13. IMAM ALI (a.s): Allah (s.w.t) ne har amal ke liye sawaab aur har shay (buraee) ke liye hisab
mukarrar farmaya hai. (Mizan V 2 Pg 636).

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 1

Saying of Masumeen (a.s)


14. The Prophet (SAWA) said, Alcohol and faith will never be together in the breast or heart of a
man. [Bihar al-Anwar, v. 79, p. 152, no. 64]
15. ILM Woh Nahi Jo Tum Ne Seekha hY, ILM Woh hY Jo Tumharey Amal O Kirdar Se Nazar Aye,
Hazrat Imam ALi (as).
16. "acha insan wo hY jo ksi ka dYa huwa dukh to bhula dY par ksi ki di hoi mohabbat kabhi na
bhulae MOLA ALI as
17. KHUDA Ki Qasam! Gunnahon Sey Nijaat Sirf Woh Shakhs Hi Hasil Kar Sakta Hai, Jo Apney
Gunnahon Ka Aitaraaf Karey." Imam Muhammad Baqar a.s Ref: SAHIFA-E-KAMLA. Page #209
18. ''DUA APNY LIYE MANGNA IBADAT HAI OR DUSRON K LIYE MANGNA KHIDMAT HAI''
IBADAT SE JANNAT MILTI HAI OR KHIDMAT SE ALLH(J.J)'' MOULA IMAM ALI (A.S) IBNE
ABI TALIB(A.S)
19. MOULA IMAM ALi (a.s) '' JO DUSRON KO SHAK KI NAZAR SE DEKHTY HAIN, WOH APNY
KIRDAAR KI BURAIYAAN LOGO MAIN TALAASH KARTY HAIN
20. "Jub koi tumharay samnay tumhari tareef karay tou (dil mein DUA k taur per) kaho: * YAALLAH, ye jo meray baray mein kahayal kartay hain TU mujhe us se ACHA bana de! * Aur
meray wo gunah bakhsh de jin ka in ko ilm nahin!" [Rasool-e-Khuda Muhammad
Mustafa(S.A.W.W)]
21.


121/ 78/
22. "Apnay ilm Ko Jehl or apnay yaqeen ko shak na banao, jab jan liya to amal karo or jab yaqeen
paida ho gaya to Agay barho-" (HAZRAT ALI A.S) Ref: Nehjul Balagha pg #284.
23. When God likes someone, He will look at him. When He looks at him, He will grant him one of
three gifts: a headache, fever, or eye pain. Imam Muhammad Baqir a.s Al khisal pg 40 (by sz)
24. Imam Jaffar-as-Sadiq (AS) said, 'A two-unit prayer performed by a married person is better than
seventy units performed by an unmarried person. Bihar al-Anwar, p. 219, no. 15
25. HAZRAT IMAM ALI_AS:"Ba-Shaour Aur Ba-Zameer Logon K Beech 'DOSTI' KA 'RISHTA'
khoon K Rishto'n Se Kahi'n Ziada Qareeb Aur Gehra Hota Hai".
26. MOULA ALI_AS: "Logn k Khouf Main Aa Kar Haq Goi Se Na Rukna, Yad Rakho! Khuda k Siwa
Na To Koi Moat Ko Qareb Kr Sakta Hai AUR Na Koi Rizq Ko Door Kr Sakta Hai"

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 2

Saying of Masumeen (a.s)


27. :

"


28. Imam Ali Raza asws says: This is La-e-Iaha Ilullah Mohammed-ur-Rasool Allah saww Ali
Amir-ul-Momaneen asws -And this is Tauheed. Bihar V.3, P.277; Tafseer-E-Qummi V.2, P.154;
Al-Manaqib V.3. P.101
29. :



30. :


31. Ager kisi ka zarf azmana ho to usko ziada izzat do! Wo Aala zaraf hoa to ap ko aur izat day ga!
aur kam zarf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga! ( Hazrat ALI A.S )
32. Gullab ka koi bhi Naam rakh liya jaye, Magar Pehchana to KHUSHBOO se hi jata hai, INSAN
bhi waisa hi hai, Uska koi bhi RANG ho ROOP ho ZAAT ho QABEELA ho, Magar Pehchana
Apne KIRDAR aur IKHLAQ se hi jata hai. Mola ALI a.s
33. Insan ko bolnay k liye 1 saal lagta hai, Par kon sa LAFZ kahan Istemal karna hai, Yai Seekhny k
liye puri ZINDAGI lagjati hai. Mola ALI a.s
34. _ :
'
35. Saying of Hazrat ALi (A.S) 3 cheezain soch samajh ker utha 1.Qadam 2.Qasam 3.Qalam 3 chizain
soch ker karo 1.Mohabbat 2.Bat 3.Faisla 3 chizin kisi ka intezar nahin kartien 1.Maut 2.Waqt
3.Umar 3 chizein choti na samjho 1.Qarz 2.Farz 3.Marz 3 cheezain zindagi me 1 bar milti hain
1.Waalden 2.Husn 3.Jawani padho samjho or amal bhi karo
36. Imam Raza (as) stated: 'The greatest gain for a man is a faithful woman who, when she
sees him, becomes happy and protects his property and her own honour in his absence'.

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 3

Saying of Masumeen (a.s)


37. Imam Al-Kazim (pbuh) said:"O Hisham, he has no religion, who he has no virility, And he has no
virility, who he has no Mind And the most great person in rank, is the one who sees no danger
for himself in this world. It is that your bodies have no price but the heaven, so dont sell it with
others."
38. IMAM MUHAMMAD BAQIR (AS) "KARBALA ka MAQSAD sirf aur sirf Wilayat'e ALI (AS)
tha ! Kyon ke La ilah illalah Muhammad (pbuh) Rasolullah to Lashkar'e Yazeed (LANAT) bhi
perd rha tha aur Namaz bhi dono tarf thi lekin - Jis cheez ney HAQ aur BATIL ko Juda kiya woh
tha Kalma "ALI UN WALI ALLAH" Ref:Wilayat
Nama P_45 SLAM YA AMEER'E'KAINAT ALI (AS)
39. Imam Al-Kazim (pbuh) said in his will:"O Hisham, Allah has two arguments to people, an
apparent one and an unseen one. The apparent one is Mohammad and the prophets and the
Imams. And the unseen one is Minds.
40. Bibi Fatima a.s
" Bepardaaah (Be'hijaab) aurtein QAYAMAT ke din humari SHIFA'AT ki muntazir na rahein "
" Jo aurat HIJAAB nahi karti ,woh humari Muhibb (Praiser / Lover) to ho sakti hai, lekin SHIA
(FOLLOWER) nahi ho sakti "
41. Imam ALI (a.s.) ; Aise kam Na karo Jo Tumhe Itna Mashgul karde ke Aakherat ka Sarmaya
kamane ka Mauqa Na Mile,Yakinan Zindagi Bohat Choti Hai
42. Imam Ali (a.s) Jis ny tuj ko tery batay Agar tuj ko aqal hy too us ny beshak tujh peh Ehsan
Intiha kar de
43. Imam Jaffer Sadiq A.S ne farmaya:-is waqt tum kaisay zindagi guzaro gay jab tum apney Imam
ko nahi daikh sakogay aur na hi in ka pata paa sako gay. Aur is se nijaat sirf un logon ko milay gi
jo duay e ghareeq parhen gay. Jab aisa waqt aaey to deen par saabit qadam rehna yahan tak k
amar tumharey liay waazey ho jaaey. [Ghaibat -e- Mehdi A.S - page 184]
44. The Lady of All Women of the Worlds, Fatima Al-Zahraa (pbuh) said:"What use is a faster's fast if
he doesn't have control over his tongue, ears, sight and limbs." Al-Bihar vol.93 p.295
45. Hazrat MOHAMMAD (

) Farmate Hain:

a.

1. Aurat K Liye Ye Boht Hi Mubarak Hy K Uski Pehli Aulad Larki Ho,

b.

2. Jis Shaks Ko Kuch Betiyan Milen Aur Wo Unk Sath Naik Saluk Kare Yahan Tak K Unki
Shadi Kar De Wo Woh Betiyan Us K Lye Jhanam Se Aar Ban Jayen Gy.

c.

3. Jb Koi Larki Peda Hoti

46. "Happy is the he who has not great expectations and wishes (in his life) and tries to make

the most of the remaining lifetime."Imam Ali A.S


Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 4

)Saying of Masumeen (a.s


47.

25
.
" "
:
"
.

"
48.

_ -
!
-
-
-
} {#
)( 49.


:
-
) (
50. :

"
"
51.

)( :
"
_
-
"
52. Maidan-e-Karbala Me Farmaya " Paiman-e-Anwar-e-Jali Bhej Raha Hun. Main Khud Hun Wali Or Wali
Bhej Raha Hun. Tum Ne Mujhe Is Dor Ka Samjha Hay Muhammad(saww). Main Apny Zamanay Ka Ali
"Bhej Raha Hun
53. Hakim-e-waqt ne Imam TAQI al-JAWWAD(A.S) ko shikast dene k iraday se ulema ki jamat ko Imam k
samne pesh kia jis ne ye zaeef(man-gharat) hadees pesh ki:

Page 5

)Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com

Saying of Masumeen (a.s)


"Agar azaab naazil hota tou UMAR k siwa koi na bach pata"
Imam Taqi(A.S) ne farmaya:
"Ye riwayat Quran ki is ayat k KHILAAF hai, is liay hujjat nahin ban sakti"


(Soora Anfaal, ayat 33)
54. "Jiski nigahain azad ho us ka dil ranjeda hota hy, Jo baar baar azadana nigah karta hy wo hmesha
hasrato main mubtla rehta hy" Moula Ali [a.s] Mushkil Kusha
55. Hazrat Imam Mahdi (a.s.) in the eyes of Hazrat Imam Hussain (a.s.)
Hazrat Imam Muhammad Baqir (a.s.) says:
Haaris al-Awar asked Imam Hussain (a.s.) the meaning of I swear by the sun and its heat (Surah
Shams, verse 1) He (a.s.) replied It refers to the Messenger of Allah (s.a.w.a.). Then he asked him
about the second verse I swear by the moon while it follows it. He said, It refers to Hazrat Ameerul
Momineen (a.s.), who is after the Messenger of Allah (s.a.w.a.). Then he asked him (a.s.) about the
third verse I swear by the day when it manifests itself He (a.s.) said: It refers to Hazrat Qaim of
Aale Muhammad(atf), who will fill the earth with justice and equality (Tafseer-e-Furaat Kufi, p. 212)
56. Tumhara raaz tumhare khoon ki tarha hai isey apni ragoun meiN rehne do. Imam Muhammad TaQi
al-Hadi [a.s]
57. "Amal us waqt tak saaf suthra nahi ho sakta jub tak Elm durust na ho" Hazrat Ali(A.S)
58. Imam Jaffar Sadiq (A.S) ne Frmaya:
GUNAH_E_Kabira 19 Hain.
a. 1.Shirk
b. 2.Rehmate Khuda Se Mayusi
c. 3.Azab'e Khuda Se Itmenan
d. 4.Haquq_e_Waldain Se Inkar
e. 5.Qatal
f. 6.Maidan_e_Jang Se Farar
g. 7.Pak Daman Urat Per Tuhmat
h. 8.MaLL_e_Yateem Khana
i. 9.Sud Khuri
j. 10.Jadu
k. 12.Jhooti Qasam
l. 13.Bukhl
m. 14.Inkar_e_Zakat
n. 15.Jhooti Gawahi
o. 16.Sharab Khouri

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 6

Saying of Masumeen (a.s)


p. 17.Jaan Booj Ker Namaz Chourna
q. 18.Ehad Shikni
r. 19.Qata_E_Rehmi
s. Rf: DamatUl_Sakeba Vol#2, Pg#638
59. Imam e Sadiq_as Ne Farmaya: "Logon Main Sab Se Ziada Bahadur Wo Hai Jo Apni Khwahishaat Per
Ghalib Hota Hai" Ref: {Bihar Ul Anwaar_Add_74}
60. " Jis Mein Hayaa Nahi, Uska koi Deen , Koi Mazhab Nahi Imam Jafar Sadiq <As>
61. Hazrat Imam Ali <As> Ne Farmaya: "Badtareen shakhs Wo Hy jis Sey Log Dartey Hy"R
renference:Hadia-tul-shia Pg.48

62. HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W)NE FARMAYA..


"MUJHAY BACHON KI 5 ADATAIN BOHAT PASAND HAIN
1) WO RO KAR MANGTAY HIAN AUR APNI BAAT MANWA LAITAY HAIN
2) WO MATTI SE KHELTAY HIAN YANI GHUROR KO KHAK MEIN MILATAY HIAN
3) JHAGRTAY HAIN PHIR SULAH KAR LAYTAY HAIN YANI DIL MEIN HASAD , BUGHZ , AUR KENA
NAHI RAKHTAY
4) JO MIL JAYE KHAATAY HAIN AUR KHILATAY HAIN, ZIADA JAMA KARNAY KI HIRS NAHI KARTAY
5) MATTI KAY GHAR BANATAY HAIN AUR KHEL KAR GIRA DETAY HAIN YANI YE BATATAY HAIN K
YE DUNYA FANI HAI"
63. Dua " DAASTAK " Ki Tarha Hai Musaalsal Daastak Se " DARWAZAA " Khul Hee Jaata Hai .. ! - Hazrat
Imam Ali (a.s)
64. Ameer-ul-Momineen Imam ALI(A.S): "Hoshiar raho, Hoshiar! (Daro! Daro!) k Parwardigaar ne
GUNAAHON ki is had tak PARDA POSHI ki hai k (insaan ko) gumaan honay laga hai k jaisay Maa'f kar
dia hai!" [Nehaj-ul-Balagha: Saying 29]
65. Agar Zindagi Ko Hamesha Khushyon K Saath Guzaarna Chahte Ho To, Gam Zda Loagon k Gam Suna
Karo Kabhi Dukhi Nahi Raho Ge. "Hazrat Ali (A.S)
66. Bibi Fatima SA Kunyat & Names)
Imam Jafer Sadiq(a.s) say riwayat hay k Allah nay Janaab e syedah k 9 naam rakay hain
Fatimah(s.a)
Saddeeqah(s.a)
Mabarakah(s.a)
Tahirah(s.a)
Zakeeyah(s.a)
Raaziyah(s.a)
Merzeeyah(s.a)
Muhaddisah(s.a)
Zahra(s.a)

Janaab e Syedah Ko Aasman Per


Nooriyah(s.a)

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 7

Saying of Masumeen (a.s)

Samawiyah(s.a)
Haawiyah(s.a) k Naam say Yad Kiya Jata Hay
Kunyat: Ummul Hasan
Ummul Hussain
Ummul Mohsin
Ummul Aimaa
Umm e Abehaa
(Ref : bihaarul Anwaar, jild # 3, pg # 20)

67. Mola IMAM ZAMANA(a.j.f.s) said.....! Mujhse mulaqat k liye sirf ibadat kafi nahi balke tum apne kirdar
ko banao, Hum khud tumse mulaqat karenge....................!
68. Imam ali a.s: Jahan Roti Mazdoor Ki Mazdoori sy mehngi ho gy wahan do chezian sasti ho jati hain. 1.
Aurat ki Izzat 2. Aur Maard ki Gherat
69. Wo shakhs raah-e-KHUDA men jaan dene waly se zyada jaza ka mustahiq hy, Jo gunah ka moqa hoty
hue b usse baz rhay.. Imam ALI a.s
70.

2 441 12 246 215
71. : _
" _ "_ _ _
}_

72. MOLA ALI (a.s): Rishton Ki Khoobsurati Ek Doosre Ki Baat Ko Bardasht Karne mein Hai , Be-A'aib
Insaan Talaash Karo gai to Akele Reh Jao ge................!
73. A famous saying of Imam Muhammad bin Ali Al-Baqir (peace be upon him) is I admonish you
regarding five things: if you are wronged, do not commit wrong doing to others; if you are betrayed,
do not betray anyone; if you are called a liar, do not be furious; if you are praised, do not be jubilant;
if you are criticized, do not fret and think of what is said in criticism.
74. Ameer ul Momineen Hazrat Ali (a.s) Said: There is enough light for one who wants to see. Nahjul
Balagha Q 168
75. "Sakhawat wohi hai jo Ibteda'an ki jaaye,Warna mangnay kay baad toh Sharm o Haya or Izzat ki
Pasdaari ki bina par dena parta hai".... ||HAZRAT ALI(A.S)||{Nahj-ul-Balagha#53}
76. Hazrat Imam Jaffar Sadiq (a.s) said: He who devotes his heart to this world will be subjected to
three conditions: endless grief, unquenchable desire, and futile hope. Usoool e Kafi, vol. 2, p. 320
77. " Kisi Se Itni Nafrat Na Karo K Kabhi Milna Paray To Mil Na Sako,, Or Kisi Se Itni Mohabbat Na Karo K
Kabhi Tanha Jeena Paray to Jee Na Sako" MOLA ALI as

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 8

Saying of Masumeen (a.s)


78. Mola ALI[a.s]
a.
b.
c.
d.
e.
f.
g.

1. Sharam ki kashish husn se zada hoti hai.


2. Rona dil ko roshan karta hai.
3. Aulad ke liye jo b cheez ghar lao, pehle beti ko do phir betay ko.
4. Duniya mein sab se khatarnak cheez jawani ka gussa hai.
5. Kisi ka dil na dukhao, kyun ke tum bhi dil rakhtey ho.
6. Guftugu chandi hai aur khamoshi sona.
7. Tumara apne bhai se miltay waqt muskura dena bhi sadqa hai..

79. Ek beparda aurat ki misal aisi hai, jaise woh mere Qatl ki sazish main shamil ho.Imam Ali (a.s)..
80. "Jb Koi Dost Apny Dost k Liye khlus Se Dua Krta Hy To Wo Dua Us k Dost k Haq Me Baad Me OR
Pehlay Us k Apny Haq Me Qubol Hoti Hy." ( HAZRAT ALI A.S)
81. Hazrat Ali (A.s) : Hamesha Samjhota Karna Seekho Kyun K Thora Sa Jhuk Jana Kisi Rishtay Ko
Hamesha K Liye Torr Denay Say Buhat Behtar Hai.
82. NABI KAREEM (S.A.W.W) : Agar Jukh Janay Mein Tumhari Izat Ghat Jaye To Qayamat K Din Mujh Say
Lay Lena.
83. Kisi se itna door zaroor raho k usy tumhari kaami ka ehsaas ho sakay magar Itna door na rehan k wo
tumry bina jeena seekh layHazrat Ali (A.S)
84. "Kisi ka Dil mat dukhao Q k Mafi mang leny k bawjod usey dukh zarur rahe ga Jese deewar mei lagi
keel ko nikalney se nishaan reh jata hai" HAZRAT ALI ..A.S..
85. Hazrat Imam Jaffar Al-Sadiq (as) Said: "God's Prophet never allowed a man to shake hands with a
woman, even if she was an old woman."
86. FARMAN-E-ALI: jo dukh de use chhod do ,magar jise chhod do,use dukh na do warna tuj me aur
usme koi fark na rahega.
87.

:
:
*
-
*
88. Hazrat Ali A.S : Do chizen aisi hain jin k lye khoon k aansu bhi roya jae to kam hai... 1. Jawani2.
SachaY dost ki juda.
89. Tumhray aur Naseehat kay Darmiyan Jo Cheez Hail Hy wo Gharoor aur Takabbur Hai. Imam Hassan
(a.s) 14 Stars pg 133 Hadith . 33
90. Agr Tm Usy Na Pa Sako Jise Tum Chahte Ho,Tu Usay Zaror Pa Lena Jo Tumhe Chahta Hy QK Chahne
Se, Chahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hy. HAZRAT ALI ( (A.S))

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 9

Saying of Masumeen (a.s)


91. 3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge 1.Ghusay wala Durust faisly se 2.Jhoota Izzat se 3.Jald baaz
Kamyabi se. (Hazrat Ali (A.S))
92. Achi zindagi guzar nay ke 2 tareeky hain. Jo pasand hain usay hasil kr lo ya Phr Jo hasil hain usay
pasand kr lo. (HAZRAT ALI ( (A.S))
93. "3 kaam kisi ke dil main aap ki izzat barhatay hain: 1- Salam karna. 2- Kisi ko jagah dena. 3- ASAL
NAM SE PUKARNA." (HAZRAT ALI (A.S))
94. naikon ki suhbat ikhtiar karo nek ban jao gai, buron ki suhbat se parhaiz karo, badi se dor ho jao
gai.(Hazrat Ali ( (A.S))
95. Bay shak dunya or akhrat ki missal asay ha jasay 1 shaks ki 2 biwiyan hon 1 ko razi karta ha to dosri
roth jati ha. HAZRAT ALI( (A.S))
96. Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE
Tumhari Behtreen Saathi Hai. ( Hazrat ALI (A.S))
97. Tum acha karo aur zamana tum ko bura samjhe ye tumaray haq main behtar he Bajaye es k tum bura
karo aur zamana tum ko acha samjhe.( Hazrat ALI (A.S) )
98. Barish ka Qatra Seep aur Saanp dono ke Munh mein Girta hai Lekin SEEP usay MOTI Aur Saanp usay
Zehar bana deta hai jis ka jesa Zarf wesi uski Takhliq. ( Hazrat ALI (A.S) )
99. "Ebadat esi karo jis se tumhari ROH ko maza aey Q k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai
kia jAZAH degi"... .( Hazrat ALI (A.S) )

Rizwan Haider Metla (http://onlinemajalis.com)

Page 10

Das könnte Ihnen auch gefallen