Sie sind auf Seite 1von 53

1

Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi


aur
punjabinama shaeri

Dr Arshad Shahid
Sun Sep 21, 2008

Abuzar barqi Kutabkhana


June 2017
2

Prof. Maqsood Hasni Punjabi aur Punjabinama shaeri


(1)

Prof. Maqsood Hasni kisi makhsus aur theshuda daeray


main moqaied shakhsiat ka naam nahain. Woh insan say
piyar kartay hain aur oon ka yah piya qate bailos hai.
Woh insane ko kisi bhi tafreeq kay bagher eak dusray kay
qareeb daikhna chahtay hain. Dunyan kay kisi bhi khitay
say motalaq kisi bbhi insan ko koe dukh parishani ya
takleef hoti hai to wo tarap tarap jatay hain. Insan say
oon ka eshq oon ki takhliqat main bhi nazar aata hai.
Woh Angraizi, Urdu, Punjabi aur Punjabinama main
kehtay hain. Oon kay Punjabinama kalaam ko Punjabi ka
naam daina Punjabi zoban kay sath ziyadti ho ga. Maslan
yah nazam malahza ho, es ko koon Punjabi tasleem karay
ga:
3

AJ TEEK

Pehlaan ser matay pa dheryo


Mutbal niklo taan juti rakheo
Jug na ay ki vartaro
Mahari samjh maan ay gal
Aj teek na aae
Ya phir yah nazm malahza ho

MITI RANGA

Bin parnayoon dil na chanan


Jad aakhaan soon chati maray
Havas nay roray vatay
Charoon pasoon
4

Mun aangan na gehna ban nay


Babal na chita parna
Baybay na ser na chita chira
Payraan ni miti ranga ho jana ay

Oon kay Punjabinama qalam main mukhtalif rang nazar


aatay hain. Kahein Saraeki ka goman guzarta hai to
kahain yah Pothohari mehsus honay lagti hai. Kabhi Gojri
aur Maivati lehjay parnay ko miltay hain to khain Rajistan
kay basi maloom hotay hain. Ghaliban es ki waja oon ki
insan say mohabat hai. Lehjoon ki tabdili ki aur doo wajo
bhi nazar aati hain:
1- parhnay wala osay apni zoban ki shaeri mehsus kary
aur os ki dilchaspi baqarar rahay
2- insani zobanoon ki aawazoon kay nazam main sanaj
sabat karma chahtay hain
5

oon ka Punjabi kalam bhi eak lehjay aur eak mohavray ka


hamil nahain. Kabhi amratsari to kabhi hoshyarpuri
Punjabi likhtay hain. Kasur ya Bhati ki Punjabi oon kay
haan door tak nazr nahain aati.
Prof.Maqsood Hasni kay mata pita Amratsar kay thay.
Enhoon nay kabhi yah alaqa daikha hi nahain likin es alaqa
ki mohabat oon kay haan apna jawab nahain rakhti.
Amratsar ki galioon ka yoon zikar kartay hain jaisay yah
oon ki janum bhomi rahi ho. Es mohabat kay bavajood oon
kay kalam main es alaqay ka kahain koe hawala ya zikar
tak nahain milta.
Mein nay aksar on ki zoban say sona hai kah insan digar
fitri sanjoon kay elawa aawazoon kay hawala say bhi
intahae qurbat rakhta hai. Oon ka kehna hai kah insan ko
insan say char tabqoon nay door kiya hai:
a. Siyasatdanoon nay
b. Mazhabi thaikaydaroon nay
6

c. Moqtadra qowatoon nay


d. Moash par qabaz jagirdaroon aur sarmayadaroon
nay
Oon ka kehna hai kah insan ko mahirein-e-lisanyaat hi
qareeb la saktay hain. Lisani masla hal ho janay kay baad
insan, insan kay qareeb aa jaay ga aur apnay masael eak
dusray say share ka sakay ga aur daraj-e-bala charoon
tabqoon kay azaem-e-baad ko jan sakay ga. Yah charoon
tabqay apnay mafadaat kay liay eak dusray ko lara kar
oon ki salahitoon aur zahantoor ko apnay mafad kay liay
estamal main latay hain. Es tara oon ki chodrahat khtam
honay ka naam nahain lay rahi. Jab tak insan, insan kay
qareeb nahain aaay ga mafadparast yah chroon tabqay
oon kay khoon ki holi khailtay rain gay.
Oon kay khayaal main Hindustani (Urdu+Hindi) hi wahad
zoban hai jo kora-e-arz ki zoban bannay kay laeq hai.
Apnay es moaqaf kay liay bhi oon kay pas mazboot dalael
hain tahum woh dusri zobanoon aur bolioon kay khatam
7

karnay kay bhi haq main nahain hain shaed yahhi waja hai
kah onhoon nay Urdu Angraizi kay elawa Punjabinama
main shaeri ki hai. Oon ki yah shairi inter-net kay
mukhtalif forumoon par nazar aati hai. Es shaeri ka
reshta seraf bar-e-sagher kay logoon ya es mati say hi
nahain woh insan kay sanjay dukhoon ki nishadahi kartay
hain aur en dukhoon kay charay kay liay kehtay hain. Woh
insan ko khaab-e-khargosh say jaganay ki koshesh
kartay hain. Kabi baap kay dil ki dharkanoon ko samnay
latay hain to kabhi baiti kay chairay ki baibasi kay
khad-o-khal ko namayaan kartay hain. Kabi insane ki
bhookpiyas aur os kay nataij ko samnay latay hain. Woh
himamat banddhatay hain, kuch kar guzarnay ka hosla
daitay hain balkah oksanay kay bhi gonagar hotay hain.
Oon kay khayaal main shakhas ko midan main jan harni
chahiay nakah en char tabqoon kay gobaralod charnoon
main.
Kahain kahain romani andaz bhi ekhtayar kartay hain.
8

Yah bhi kamal ka hoti hai tahum wahaan bhi insan kay
dukh aur pira ko faramosh nahain kartay. Whaan bhi os
ka koe nakoe masla zaroor paish kar daitay hain. Oon ka
yah andaz bhi bhala mehsus hota hai.
Woh apnay qalam main alamti aur estarati andaz ka
bohat ziyada estamal kartay hain. Oon ki tashbihaat
baray kamal ki hoti hain aur oon ka janum insan kay
karab ki kokh say hota hai. Kahein anjabiat aur baigangi
ka ehsas nahain hota.
Prof. Maqsood Hasni ka mohavra rovait say qate hat kar
hota hai. Oon say barh kar shaed hi koe shair itna
rovaetshkan raha ho ga. Rovait main pala posa yah
shakhas, insane kay moamla main kisi rovait ko khatar
main nahain lata. Ghaliban yah andaz onhonoon nay apnay
rohani ustad Ghalib say liay hai. Na mazmoon rovaet say
laga rakhtay hain aur nahi oon ki zoban rovaet ki qaid
main moaed hoti nazar aati hai. Baray wasooq aur
yaqeen say kaha ja sakta hai kah aata kal naseraf onhain
9

insan dost kay laqab say malqoob karay ga balkah onhain


rovaet shikan ka naam bhi day ga. Insan naqadara aur
ehsan shanas sahi likin Waqt aur Zamana kisi ka paband
nahain. Os ka apna chalan rovaeya aur andaz hai. Wo es
qisam kay insanoon ko apnay daman main sint sint kar
rakhtay hain.
Prof. Maqsood Hasni jitna naram malaem aur raisham ka
sa boltay hain oon ki shaeri ki zoban otni naram malaem
aur raishmi nahain. Talkhi ko bakhobi mehsus kiya ja
sakta hai. Bazoqat yah khayaal aur mazmoon ka taqazi
hoti hai aur bazoqat oon ka shairi andaz-e-taqalam ka
hisa hoti hai. Haan yah talkhi mukhsus tabqoon ko giraan
guzarti ho to alag baat hai likin jin halqoon ki wo aawaz
hoti hai onhain es main taskeen ka saman mayassar aata
hai. Maslan yah lainain malahza hoon:
Rab hath mairy vaylay de doraan diti
Nak nak dub jan deo
Pani ochhay wagda
10

Suraj lahanday char da


Dheaan day mapay
Azlain namanay
Ay vaykhan lae
Sadyaan narkain sar day balday reh nay
Oon ka yah moamla Punjabi aur Punjabinama shaeri tak
hi mahdood nahain yah asloob-e-takalam lehja aur andaz
oon ki Angraizi aur Urdu shaeri main bhi nazar aata hai.
Prof. Maqsood Hasni ki shaeri ka Dr. Aslam Saqab (Malair
Kotla, Bharat) nay Gurmakhi main tarja kiya. Prof. Amjid
Ali Shakar (Principal Govt College, Shadra Lahore) nay
oon ki Urdu nazmoon ka jabkah Nasrulla Sabar (Late) nay
Urdu Hyku ka Punjabi main tarjama kiya. Ali Dipak
Qazalbash nay Pushto jabkah Mehar kachilvi (late) nay
Sindi main tarjama kiya. aur skylark (Bharat) main
Angraizi main tarajum shaya howay.
Baqool Dr Aslam Saqib Maqsood Hasni nay 500 sal ka
11

safar apni es mukhtasar umer main teh kar liya Hai.


Prof Niamat Ali nay apnay M phil kay maqalay may oon
kay kalam kay baray kuch sahib-e-raay hazrat ki aara
darj ki hain, malahza hoon:
Dr. Farman Faraypuri
Oot Say
The Oot Say, is the name of his poetic collection. Its
study shows that the poet has kept nothing hidden rather
expressed each and everything openly and in a clear cut
way. He voices each thing not from behind the screen but
in an obvious way. He expresses his thoughts with
extreme sympathy, pathos and passions. Evidently the
poems are short and sentences brief, but intrinsically,
the poems and sentences are very lofty and stalwart.
They are not lines but red roses, delicate the touch,
charming to see, refreshing to smell. But in their
effectiveness, they are just like flickering flames, the
burns of miserable hearts, and the fire bombs for the
12

world of oppression and suppression.


(Prof Dr Farman Fateh Puri. Karachi, letter write on 5th
June 1991)

Dr. Gohar Noshhi


Sooraj Ko Roak Lo (Stop the Sun)
Sooraj Ko Roak Lo Maqsood Hasnis poetry is the
poetry of a peculiar creative minded poet of the present
age. The triangle of self, environment and universe is the
base of his thought provoking and creative trends. He
knows the art of feeling the problems of life. Rare
images, metaphors and symbols have blessed his poetry
with freshness and vigor. His poetry, no doubt, is a sound
voice of the preset age.
(Dr. Gohar Noshahi Muktadra Quomi Zuban Islam Abad.
Letter: 18Sept, 1991)
Dr Baidil Haidri
13

Sitar-e-Bunti Ankhein (Stars Weaving Eyes)


I also accept that creation is creation and translation is
translation .But a translator can translate one thing in
hundreds of ways. It is possible if the translator has
knowledge, insight, intuition and language and he also
roasts idioms in the stale translation may look like a
creation. So the work has been performed by Maqood
Hasni very well in his book Sitar-e-Bunti Ankhein which
is a translation of Turk poetry.
(Dr.Baidal Haidery Kabeer Wala. Letter: 19 June, 1998)
Prof. Maqsood Hasni nay Rabayaat-e-Khayaam ka salasi
main tarjama kiya jis par Tanveer Abbas Naqvi nay raay
di:
Sheryat-e- Khayyam
Maqsood Hasnis work is praiseworthy, first of all, with
the respect that he has discussed some new aspects of
Umar Khayyam. Secondly, it is not less than an uphill task
14

to keep the stream of criticism continue even when one


is living in suburbs of centers. Maqsood Hasni has in
Sharyat-e-Khayyam translated umar Khayyams
Rubies (Quadrats) into three lined stanzas.
(Tanveer Abbas Naqvi column Sr-e-Sham Lahore)
Prof. Maqsood Hasni ki Angraizi share kay baray Prof.
Niamat Ali ka kehna Hai:
He stresses upon the worth and value of human
relations. He wants to find pure hearts filled with
pleasing sweet desires for themselves and for others. He
wants to have human relations free of doubt and double
dealing.
(www.thinkertalk.com)
Net par bhi oon kay adbi kaam aur shaeri ko izzat ki niga
say daikha giya hai.
Mein nay inter-net kay mukhatlif forumoon say challis
kay qareeb oon ki nazmain muntakhib ki hain. En nazmoon
15

ko Prof. Maqsood Hasni ka namaenda kalam qarar diya ja


sakta hai.
Prof. Maqsood Hasni ki shakhsiat ko oon ki shaeri kay
hawala say kisi mukhsus khool main moqaed nahain kiya
ja sakata. Es hawala say oon ki shaeri bhi kisi mukhsus
khanay main fit nahain ki ja sakti.

Awal ta aakhar oon kay haan bilatafreq-o-imtiyaz insan


mad-e-nazar rehta hai. Yahhi waja hai kah oon ki shaeri
main insan ka dukh sukh hi mad-e-nazar rehta hai.
Woh fikri hawala say ravaet shikan aur ravaet taraz
shair hain.
Woh lisani hawala say bhi ravaet kay paband nahain
rehtay.
Naay mohavray nae tarkibaat, naay marakabaat aur nae
tashbihaat paish karna oon kay qalam ka khasa aur
shooq hai.
16

Ooon kay qalam say nisbatan alamti shaeri hoti hai.


Oon ka kuch kalam main moqami zobanoon ka aamaiza
mojood hai.
Oon ki Punjabi shaeri ka baishtar hissa mukhtalif Punjabi
lehjoon aur rangoon par ostawar nazar aata hai.
Kuch kalam Gojri, Pothohari, Rajistani, Saraeki, Mivati ya
Rajistani hai jissay Punjabi samjh liya giya giya hai ya
kaha jata hai bilkul ossi tara jis tara baba-e-urdu nay
dakni kalaam ko Urdu kalam samjh liya.
Woh ziyadatar insan ki baibasi, baichargi, bhuk nang
piyas aur insan kay digar samaji-o-moashi masael ko
ahata-e-tehreer main latay hai.
Woh naseraf amraz ki tashkhis kartay hain balkah moalja
bhi tajveez kartay hain.
Insan ko kuch nakuch karnay ki targheeb daitay rehtay
hain. Yah seraf shaeri main hi nahin oon kay afsanay aur
tanz-o-maza say motalaq mazameen ka bhi khasa hai.
17

Istahsali tabqoon kay khalaf taqat kay estamal kay haq


main nazar aatay hain.
Onhain molvi aur waaz bannay ka koe shooq nahain es
kay bavajood kahein nakahein molvi aur waaz ka sa
andaz zaroor nazar aa jata hai.
Oon ki shaeri eak roshan khayaal aur taraqi pasand
shakhas ki shaeri hai.
Oon ki shaeri main tanzia andaz bhi parhnay ko milta hai.
Kaein kaein maqalmati andaz bhi ekhtyar kartay hain. Yah
doo tara ka hota hai:
1- Kisi shakas say moqalma
2- Apni zaat say guftagu
Oon ki shaeri kay doo saliqay hain:
1- shakas say kaenat ki taraf marjiat
2- kaenat say shakhas ki taraf wapsi
Woh shakhas ki shanakht gom ho janay kay sakht khalaf
18

hain. Es par kisi toor maslihat karnay ko tayar nahain


hain. Oon kay khayaal main shanakht barqarar rehnay
say hi vajood baqi reh sakta hai.
Oon ki shaeri kay motala say yah haqiqat khalti hai kah
zindgi karna koe aasan kaam nahain. Zinda rehnay kay
liay masalsal aur muwatar mehnat aur jid-o-johad karnay
ki zarorat rehti hai.
Oon ki Punjabi shaeri KO lisani hawala say nae aur
ajeebtareen shaeri ka naam diya jasakta hai.
Oon kay kalaam main auroon kay dukh dard main ronay
aur apni se koesh karnay ki talqeem milti hai.
Woh hasad say ziyada moqablay aur koshesh ka daras
daitay nazar aatay hain.
Oon kay haan bukhal say ziyada bantnay ka amal
pasandida amal nazar aata hai.
Oon ka kalaam parh kar yoon lagta hai, eak davash
galyoon main nangay paoon bhaga phirta insan kay
19

almiay ka rona ro raha hai aur insan ko khab-e-khargosh


say jagnay ki talqeen kar raha hai.
20

Tadveen kalam (2)

RAJ JA TEBAY MALLAY

Hiras da Jin
Jad wadi warya
Raj ja tebay mallay
Mashshi lae jal kethoon
Khytan jad bukh oggi
Roti shakal watae
Maanwaan diaan akhkhaan tay
Baykhabri di pati banno
Put bukh mur day
Nal Farona lar day lar day
Maanwaan lae sufna hoae
21

O kayvain na munji mallan


Waid hakeem mashini hoay
Huspatalaan vich rat kithoon
Ay par galyaan rat bharaan nay

2-
DUB JAN DEOO

Mein kewain nevain howaan


O put lumber da ay
Din dheharay mehnat lut da
Dhe mein garibaan di aan
Par hosan da durya wagda ay
O mery tay mar da ay
Rab hath mairy vaylay de doraan diti
22

Nak nak dub jan deo


Pani ochhay wagda
Suraj lahanday char da
Dheaan day mapay
Azlain namanay
Ay vaykhan lae
Sadyaan narkain sar day balday reh nay

3-
VERYAAN TOON

Allah da deta ki kojh nahain tary kol


Ay par akhaan di pokh mok di nahain

Navain lae poranay di ejgat metti karma


23

Sefat lamraan de ay
Teray chet wich ay gal aa
Kedaan berfaan wichoon seka labeay
Ay per barfaan wich tera navaan pea labda ay
Mamay de jayboon khavain,
Gon lameraan day gavain
Ay gal oos kokri de mafaq ay
Kor kor apnay ghar
Anday malkaan day deray dayvay
Yaan pher bachay apnay,
Run pasay de mun bhavay
Lokaan da phogan,
Chupchopetay khesay karma sokha nahain
Jad toon ay kartab tenoon aaya ay
Lokein teray godain laggay nay
24

Sab kujh ho kay ve dhee teri


Ser day leray da rah paee tak de ay
Ag chullay de veryaan toon namani hoe ay

4-
JAD PUKH SATAYA
Jad pukh sataya
Rekh moday putka
Sujnaan wal tur aaya
Roti paisay na nokri
O ve mairay wang san
Mushweraan de pund ser tay chaekay
Kis di mannaan tay ki karaan
Ay verva landa
25

Nalay velay da shekva kar da


Pukh tay nedar lay kay
Aklapay koloon chanan lubda
Budh budi lae
Mein roti lae
Pepal thallay aa khalota
Giyani lagda saan
Pukh mur gae se
Budhi day qabal mein naein saan

5-
Maa kikan dasaan
Yati nay rangaan maan
Och ochycha ohda rang
Saanvaan niaan palkaan ohlay
26

Turda pherda ohda parchavaan


Ohdi mothi maan maray lakhaan nay akhar
Jaan mothi kholan li karda
Maray khoon ni gardesh rok jani
Ay prona kayja
Mithi akhain takhay
Sinay lag na thandein ponda
Ritaan baja,
Yaan ritaan maan banda
Maan kikan dasaan
Maray saanvaan maan ohda aawan jawan
Ohday hath mari yati ni door

6-
27

WAYLAY NI DORAAN

Wailay ni doraan
kochaji nay jad hath aandi
mun ni bokh wad jandi
aakhaan na raj kikan howay?!

7-

Palkaan nay ohlay maan


Tabiraan labni
Khabaan nay vairay maan
Nuch khlondi aasaan ni tasbeer

8-
28

Charday suraj nay saray baili sangi


Ghop unhayreaan rataan maan
Apna saya ve naireaan rataan maan
Naireoon lungno darda
Chakhar chayro bich khalo kay
Apno jusso jarnay poonday

9-
Faraqaan maan dubi sham nay taray
Doray bhoray khabaan nay
Annay goongay parchavain honday nay
Khabaan takneaan takeaan
Umraan langneaan
Taberaan nay kaan
Mosafar thenday
29

10-
SEDHE VADDO

Eshq sab soon ochcha


Shehat toon metha
Chan suraj toon sacha sucha
Ay par sab kitabi gallaan
Paiso naal jurri lobha
Yaan jisam nay chaskay noon
Lokein mohabbat ulfat aakhu
Mathay eshq lay bal la kay
Majnoon day mohday naal mohda jorun
Koe puchay,
Kithay piyar mohabat
30

Channay ni channe vich dhoteaan


Sassi heer tay laila jean kuraan
Qavreen ja vasseaan
Loko eshaq mathay
Baadnami da tekka kayoon laanday jay
Sedhe vaddo
Assein jissam tay paiso nay lobhe haan
Assein lobhe haan

11-
VARI TOON PEHLAAN

Main Ek dhe namani


Suay cheray lae jehri
Bapu nay khali bojay
31

Tay baybay nay hanjoaan nay her maan


Roorni roorni
Kalay daisaan aa khaloti
Mein ke aan?!
Manda mul taan atti ve nahain dheja
Mul pavan aala
Sohray nay khesay maan
Atti lubda ay
Dehyaan day mapay kamlay
Laad ladawan
Mulkaan na varas
Dhehaan dayvan toon pehlaan
Atti daina khovry kayoon bhul janda ay

12-
32

Es wasayba maan

Bukh nadiday putraan aalay


Apnay galmay maan jhati ponday
Shermaanday nain
Kalay daysaan maan
Channay ni channani
Hatthaan ni mehndi
Labday labday
Vari toon pehlaan
Dheaan noon laad ladandavan aalay babal
Gorein ja var day nain

13-
33

Jivti tay mirti dovain bhenaan


Toon marain taan lokein tenoon akhkhaan vich rakhen
Mein jhundaan ji til til mar da
Sach de thaan lobh tay lalch
Aj de jhuoon mirti de gazal da mukhra
Mein kujh kahaan tay o jhot tay bukvas
Toon bolain tay kamlay lokein
Akhkhaan day buhay kholan
O key janan, teray bullaan day buhay khullay nain
Ay par toon dil day buhay band rakh da ein
Mairay bullaan day buhay tay chup da pehra
Mairay dil day buhay jad khul day nain
Ehhojia tamasha kar da ein
Lokaan noon ehther vakhen de lor nahain painde
34

Lokein Taj mahal vakh day reh nain


Vakh day rehan gay

14-
Aanar kalli day dil tay ke veti
Lokein kayoon vaikhan kayoon samjan
Tarekh day manafaq akher
Shavaan day hath badday nookar
Lokaan day athroo
Dilaan de dhak dhak
Tarekh diaan akhkhaan
Roti da chanan vakhdiaan san
Vakhdiaan nay

15-
35

AASAAN DAY BUHAY

Bakray noon changga chosa


Rassi la kay khulla shad deoo
Gal vich gani tay paraan vich shan shan kar di jhanjar
Tahadaan apneaan rehjaan nain
Ohda sara sonap tay rehja
Tohaday theed tay bojay de vadyae
Ohde ooqat taan ay aa
O shuri hath na aavay
Apni marni dard vashora devay
Lokaan day gatay khundi shuri rekh kay
Gal aazadi de kar day nain
Ropaay day chodaan anaa day kay
Jay jay kar de lobha rekh day nain
36

Shadoo aadi diaan gallaan


Ay chuth-o-chuth chotalea ay
Raj tokar deo
Yaan saan tay laggi shuri chala kay
Saday yamlook vich phasay jivan noon mookti day deo
Tosi venti noon kad mun day o
Phir ve aasaan day buhay,
Namanay lokaan nay khullay rekhy nay

16-
CHANAN DA Kal

Chan kud charay ga


Ah taan mein naein janda
Par aina Zaroor ay
37

Jad chan charya


Sara jag wakh lavay ga
Chan de adeek rakhan walay
Chan vaykhan da shoonq taan kar day nay
Chan charay ga kethay-------???
Jadoon toon zameen day wadayray
aitam bamb hath vich phar kay baithay nay
Aakash day taray
Kisay hor dherti noon
Chanan wandan lae tur gay nay
Lokaan day ser tay
Chanan de thaan
Moot day buddal
Khoof da dhowaan
Moqddar ban khalota ay
38

Chanan da cha
Pata naein
Ajjay tik murya kayoon nain?!

17-

Bariaan Khool

Chup Aa,
Jeoon Mandar maan Shiv
Shiv taan janat hai
Dillaan maan ki kujh
Teain to apnay mun ki na jano
Mahari Rooh hijar ni solaan venni
Tein ko kiya maloom
39

Dil akhaan niaan bareaan khool


Jay tein Shiv ni resa kani

18-
Asaan jamday chakar rura kura
Banday maroo,
Van sovanay khand khadonay
Saday kis kam nay
Okar tade asein jareay
Malae tuse chato
Ek khanni saday khesay pao
Bukh batayra dada larda
Ay galaan nay bas kehan de aan

19-
40

Dak Kay Rakh

Tain ki apoon jurna posi


Aithein her dil maan pahat tanoor
Palkaan olay dak kay rakh
Khadaan pity
Kad qaboolsi
Baivasi nay hanjo

20
Miti ranga

Bin parnayoon dil na chanan


Jad aakhaan soon chati maray
Havas nay roray vatay
41

Charoon pasoon
Mun aangan na gehna ban nay
Babal na chita parna
Baybay na ser na chita chira
Payraan ni miti ranga ho jana ay

21-

koe ki samjhy
Khisay ki ghut ghut gandaan dina
Kam Qaroona na
Khasna tay khas kay akhaan tadna
Kam Farona na
Wandna tay wand tay
Akhaan maan sukhranay
42

Faqraan maan labnay


Ek o tenna maan na tayran maan
Eak banda tay ennay roop wata'ay
Koe ki samjhay ki janay

22-
Aao aj phir

Aao aj phir odhar chale'ay


Jidar litraan ni wand
Phan akar nay sap na dang
(tarjama)

23-
43

Monafqat

Chummy chatay sadqay wari javay


Taan jay o mahoobay na bacha ay
Chummy chatay sadqay wari javay
bacha taan bacha ay

24

AJ TEEK

Pehlaan ser matay pa dheryo


Mutbal niklo taan juti rakheo
Jug na ay ki vartaro
Mahari samjh maan ay gal
44

Aj teek na aae

25-

Sawan day baddal

Sawan day saray baddal


Akhaan vich lako kay
Sbar de bukal andar
Har shaheed armanaan da

26-
Doovaan ki
Tarikho nay punnay qaatlaan nay bayli sajan
Maqtoolaan nay jurma na daftar
45

Bajurgaan na sena huqay nay dhovain mara


Shairaan niaan akhaan niaan lekhtaan
Unpheraan nay hasay
Ohnaan nay bool, kunnaan na chaska
Lokae na thatha
Tarikhaan nay varass tajaan aalay
Doovaan ki hass hass
Khezmat nay tamgay dayvan

30-
Tok nina
Sabna nay hath
Sagna ne mendhi
Maray hath maan
Bukh patawa kookay
46

Tok bena sagna ne mendhi nay rang


Nasachay nasuchay

31-
KAMBAL Na ROLA

Taday Methay bolaan


Mari jan Cheki lae
Eshaq mahabat ni reat
Maan ki jana
Ay taan sara
Kambal na rola se

32-
47

Adekaan niaan puneaan


Kat kat mein bodi hoe
Taday aawan na jad vayla onda
Aasaan ni gaddi,
Aakhaan nay shoonq nay
Tayshan khalona bhul jaandi

33-
KOON TAY KI AAN

Apnay hath meti karn lae


Jehray ulta vartara kar day nain
Ohnaan day ser
Parya de pag
48

Chonvain kath vich


Ohnaan day monh day bool
Sardari deaan kandhaan
Lokaan lae galap day
Poneaan charkhay
Vaykhun lae
Van sovanay rang rangelay sufnay
Aas omeedaan nal khesay cha bher day nain
Jehra ser chesi
Ohday avday e soo litar
Ohnaan ki jar san
Pher ve ser chesi taan
Kisay hoor de karni de pand
Os day ser noon pernose
Koon tay maan ki aan
49

Os deaan periaan ve phul jasan

34-
Taan e labda

Lubban chareay
Taan e labna
Suraj niaan akhaan na
Cheta chanan,
Cheta sufna

35-
Divay balday rehan dio

aasaan nay divay balday rehan dio


50

khavray kad suraj niaan aakhan maan


khud'gharzi na motiya lathi pavay

36-
TAAN JAY

Kalla charkhoo ki kar sain


Hanjoo poniaan,
Mahari akh tokri maan bohoot
Aa mufti jholay pa
Taan jay charkhoo ni ghokar
Tharay hoon ni akhkhi kholay

37-
51

Khavray

Savan nay atroo,


Paharaan na seno cheeran
Tada hirday khavray kadho banyoon
Chana akhaan ni kin min
Sheshay waangar,
Tot paj choori hondi

38-

jehray labun charnay


aakhar koon lab lainay
balni ag lae
pani na koe khuaan
52

39-

Kalay badal wass sun


Mein ki dassan
Saray badlaan nay teday
Pani Honda,
Eshq nay khaitay
Kayoon sukay mar day
53

Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi


aur
punjabinama shaeri

Dr Arshad Shahid
Sun Sep 21, 2008

Abuzar barqi Kutabkhana


June 2017

Das könnte Ihnen auch gefallen