Beruflich Dokumente
Kultur Dokumente
By jagadish
Scene 1
Juhi chawla : logo ko 2008 mein ayi huyi musibat ka samna karna nahi aya
Juhi chawla : jo cheez achi hoti hain , uska ulanghan nahi karna chahiye
Juhi chawla : saahityik choree maha apradh hain, kyonki us par nirbhar karke apna pet jo itne log
karne ki akanksha hoti hain , us par pani chidakna , maut se bhi batar zindagi kehalvayi jati hain
Saahityik choree har yug ka arambhik vishay hoti hain , aur us par parakhne ka kaam bahut log karte
hain , manushyo ne is par amal karna chod diya hain aur saahityik choree karne ki abhilasha mein ,
paisa kamane main asamarth logo ka jugaad ban gaya hain , yeh dosh tabhi pata chal sakta hain , jab
manushyo mein saahityik vikasit karna band ho jayegi , bechaini ki awastha mein mare jayenge tab
iska abhas prakat hoga ki saahityik choree karna kitna maha apradh hain , jab log saahityik padte
hain aur wah jyada ho to logo ko uska gyaan nahi hota , par jab wah vikasit nahi hota tab manushyo
par bhari nuksaan malum padta hain , logo ko abhi tak saahityik vikas ke bare mein nahi jante, yeh
agar vikasit nahi hua har ek yug mein , to logo ka dimag vikasit karna mushkil ka kaam ban jata hain ,
aajkal sab , paschim log yugo se yeh kaam karte aa rahe hain , isliye yeh unki bhasha ka karan tha ,
par 2008 mein paschim logo ne kaam jyada nahi kiya , ab purvi log iska abhas na kar sake , iska
matlab saahityik vikas na hone ka matlab bhukhmari kyonki roji roti ikasvi sadi mein saahityik vikas
karne ki jigyasa bahut adhik mahatvapurna banne wali hain jiska matlab pustako ka nirmaan hona ek
chunauti ke saman hain , aur jo yeh vijay path kar saka use vishwa vijeta mana jayega jisme agar koi
desh saathityik choree ka doshi maan kar chalega us desh ke log kabhi bhi gyan pe unati nahi pahuch
payenge ,jiska tatparya yeh hain ,ki wo desh kabhi bhi nayak nahi ban sakta, dhool chakne mein
mahir aur nayako ki ginti nimikta matra jo duniya se vibhajit aur desh lachar bebas aur waha par
unati bahut kam dekhne ko milegi, jiska matlab angrezi mein
Stay backward and never come forward , never represent your country , be aloof and never gain
knowledge as you are a destructive force of earth and not constructive force
Ranbir kapoor : oh !!!!
Scene 2
Ranbir kapoor : kuch nahi bas saraswathi maate ki baat sata rahi hain
Amir khan : saahityik choree kisi bhi vishay par ho sakti hain , aur uska bharpoor ninda karobar
chalane wale karte hain , wo isliye kyonki , saahityik vikas anusandhaan par kiya jata hain , wo itna
mahatvapurna uddesh hain jiske liye karbar chalane wale log dher saar paisa jama karke desh ko
aage badane ke uddesh se paisa diya jata hain jo saahityik lekhak ke liye bahut mahtvapurn hota
hain
Lekhak ko agar paisa na diya jaye to desh age bad hi nahi sakta, kisi bhi varg mein agar unnati
chahiye aur desh ko shikshit karna ho to lekhak ka hona anivarya hain , wo isliye kyonki agar lekhak
na rahe to karobar chalane wale ke paas waqt nahi hota, aur wah waqt sirf lekhak ke paas hota hain ,
karobar chalane ke liye lekhak ki madad se unnati aur pragati desh ki hoti hain
Lekhak ko agar pata chale ki desh meian saahityik vikas nahi hota to waha par pragathi ruk jati hain
aur karobar chalane wale paschim logo ki taraf dekhna arambh karte hain par khushi se nahi , kyonki
desh ke logo ki parakh desh ke lekhako par nirbhar hoti hain , videsh ke log utna kareeb se nahi jaan
pate jo ek desi lekhak to pata chalta hain
Lekhak ki badautari agar ho aur sahyog mile to desh kabhi bhi bhukhmari ka shikar nahi ban sakta ,
kyoki desh mein saahityik chori hoti hain isliye desh barbadi ki rasta chunne mein kamyaab ho jata
hain, iska agar ulanghan kare aur badava diya jaye ki saahityik chori nahi ho sakti aur kadam uthaye
jaye iski rok tok ki to desh ubhar kar netratva karne mein sakshm ho sakta hain par uske liye lekhako
ki sankhya badani padegi ashwasan ke saath ki saahityik chori maha apradh hain
Angrezi ki kahawat hain
Country is made up of authors and direction given by them is implemented by all and watched by
many . Progress of the nation is writers way of looking at things watched by both countrymen and
outsiders
Scene 3
Akshay kumar : saahityik choree mein shiksha kabhi bhi puri nahi hoti , yeh isliye kyonki choree ka
maal hain , kitna such, aur kitna jhooth batana bahut mushkil ka kaam hain , saahityik shiksha jo deta
hain , sambhal kar rakhna padta hain , uski choree agar ki jaye to bhi jaankari theek thaak se dena
bahut mehnat aur asambhav ka kaam hain , wo na kare to hi behtar ,kyonki paisa milna uske dwara
bhi bahut mushkil ki saude baji hoti hain, koi bhi saahityik choree ke balbute par agar khada hokar
prashna kare to bhi galat uttar milne ki moka jyaada rehti hain
Isliye log mool tatva ke adhaar par kaam karne ki ruchi rakhte hain,jo kuch bhi uske alava gyaan ek
saal tak ya nazarandaaz kar dete hain , vidyarthi har vakt mool adhaar par anusandhaan karne ki
jigyasa rakhta hain , is liye koi bhi aadmi jo buddhiman kehlavata hain wo mool shiksha par kendrit
apna netra karta hain taki unnati ki shikhar pahuchna aur paise ki akanksha lagaye rehna aur mauke
ki talaash mein rehna ek mool shikhshit vyakti hi kar sakta hain baki sab fisadi
Angrezi mein kahawat hain
Original works give you insight into life lessons and motivation to live on earth to be of some use
Scene 4
Ranbir kapoor : aapke mahal mein nartanshala nahi hoti kya indra maharaj ji
Shahrukh khan : haa hoti hain , par aaj mausam kharab hain , isliye nahi ho rahi
Shahrukh khan : saahityik agar sochna hain to use vibhajit karna padta hain , vibhajit isliye karni
padti hain kyonki logo ki budhimani vichitra dang se vibhajit hain , kisi ko kam budhiman pasand hain
, aur kis ko jyada , budhiman ki parakh agar karni hain to pata chalna chahiye ki uski biwi kaun hain ,
biwi ke anusar budhimani vikasit hoti hain , isliye shaadi bahut soch samajh ke ki jane wali vidhi hain
Shahrukh khan : ladki apne aap fisal kar samne aa jati hain , based upon budhimani shaadi ke sapne
dekha karte hain log, isliye shaadiyan dharti par hoti hain, budhimani ki parakh budhiman hi kar
sakta hain , par isme vibhajit cheez bhi hain, jo budhiman kam hain use kam budhimaan milta hain ,
jiski raftar tez ho aur budhimaan koso door , use vidheshi log shaadi karte hain , videshi log aate hi
isliye ek aadmi ki parakh jab jache kyonki use koi bhi apna nahi sakta, isliye jab shaadi ki baat kare to
desh videsh ki charcha hoti hain budhimani ki vajah se
Iska matlab yeh hua , shaadi aurat tabhi karti hain jab wo haar jati hain mard ke samne , jab tak aurat
buri tarah se hari nahi, vad vivaad chalte hi rehta hain , jab khatm ho jaye to shaadi ka prastav ata
hain, africa ki ladki kabhi bhi africa se shaadi nahi karti , use harana padta hain tab jake wo shaadi ke
liye manti hain , videsh ki ladkiyan ya mard shaadi ke layak isliye kyonki unki budhimani unke pati ya
patni se uncha hota hain , isliye shaadi ke waqt par budhimani ki charcha ki jati hain , na ki religion,
shaadi boring ban jati hain agar doosre vyakti se kuch seekha nahi aur har waqt apni hi
khushamdeen hone lagi to life is not beautiful , its boring
Shaadi usi se karna , jo kuch tumhe seekhane ki koshish karta hain , saahityik jeevan puri umar ki jati
hain, jab band ho jaye to divorce puchte hain , isliye jo shaadi karta hain , use abhas hona chahiye ki
saahityik jeevan puri zindagi seekhte rehne ke liye bani hain , usi ke hisab se shaadi ka nyota bhi
milta hain aur continue bhi usi ke hisab se hoti hain
Shahrukh khan : saahityik choree karne wala kabhi bhi bada nahi ban sakta kyonki mool adhaar uske
paas hota hi nahi, kuch mahine tak wo uteernta pa le sakta hain , par duniya tikne wale purush se
nata jodne ki seekh deti hain , kum uteernta log kuch saal jeete hain aur gumshuda ho jate hain ,
tikne wala shaadi ke layak or saahityik choree jo karta hain wo har waqt tanaav mein ghira hua hota
hain , mool addhaar aur sahityik vikasit log hi is duniya ko sambhal sakte hain , baki log ate jate hain
Vidya balan : muskaan hi bata rahi hain ki acha gujra tumhara din
Ranbir kapoor : indra ji ne shaadi ke bare mein jikr to kiya par paisa hona avashyak hain
Vidya balan : shaadi usi se kar jo paisa sambhalne main mahir ho , yeh mat dekh ki chokri beautiful
hain ya badsurat, duniya usi se chalti hain , jo tumhare ghar ko barbaad hote huye bachaye , duniya
mein khubsoorti dekhne ke chakar mein bahut log mard swargwas bhi ho chuke patni ko bachane ki
khatir, aur yeh kisa rajputs ka nahi balki videsh mein bhi isi ka gungaan chalta hain, its commone
theory, paisa agar baad mein mila to ghar barbaad agar biwi ko sambhalna nahi aya to , kya kar loge ,
kuch bhi nahi , doosri shaadi karni padti hain , paisa biwi se bhi badkar hain , jo kama saka, aneko
ladkiyan a tapak padti hain , umr kuch bhi ho, even bees pachees saal ki umr ki ladki bhi satar saal ke
bude se shaadi kar lete hain , yeh duniya paiso se chalti hain aur chalegi , jo stupid hain wo anpad
gavar se shaadi , aur jo intelligent wo paiso wale se shaadi
Pasie wale se isliye shaadi ki jati hain , kyonki use paise bachane aur kamane ki anumati hain , yaha
par anumati bhi li jati hain, aise hi paisa kama nahi sakte , only deserving candidates paisa kama
sakte hain , baki sab phukad ki jivan vyateeet karna padta hain,isliye jyada se jyada log abhi bhi
middle class vyatteet karte hain , kyonki hunar hone par bhi , anumati nahi milti, ameer banne ke
liye doosre hunar aadi hone chahiye , anumati is also important ameer banne ke liye
Only the deserving and well read individual has the guts to ask for money in world of paupers
Ranbir kapoor : oh !!!!!
Scene 6
Ranbir kapoor : aap agar pradhan mantri hote to aap kya karte
Ajay devgan : kis murde par pradhan mantri banne ka nyota mila hain
Ajay devgan : bahut kuch kar sakte hain , saubhagya ki baat ki mujhe chuna gaya hain
Ajay devgan : saahityik choree koi na koi industry hogi jo lekhak banne ke sapne dekha karti hain ,
aur swabhavik hain ki wo cbfc film shakha hogi jisse both polticians and writers swaad chakne ki
koshish karenge, polticians swabhavik se positive honge kyonki galat baat faill chuki to uni naukri aur
ijjat khatre mein , isliye mukhya dosh saahityik ki chorre ho rahi hain aur pata chale to politicians are
sufferers kyonki saahityik ke base par mool aaddhaar ke upar vad vivaad karne ke liye poltics is
designed. Waha par chedkhani ki gayi to umr kaid bhi suna dete haain kyonki karobar aur economy
is affected agar unhone saahityik base par kaam karne ki thani to
Saahityik aisi cheez hain jo satya ka saath de to kaam ki cheez aur paiso ka aadhhar ban sakti hain ,
uska durupyog agar koi kare to logo ki jigyasa kam ho jati hain , jiska falswaroop parinam yeh nikalta
hain ki maut ki ghanti , waha par tom dick and harry ko liya nahi jata, agar liya gaya aur tika to
institutions education ji kaksha se wo utteern hua un logo ki badnami avashyak hogi jiska parinaam
bahut dardnaak aur badduaye hazaar milegi
Ranbir kapoor : aur cbfc ko kyon doshi maan rahe hain after politicians
Ajay devgan : cbfc to khulam khula saahityik choree karne meein mahir, openly un logo ki discussion
panel hoti hain aur pakde bhi jate hain , bang bang was picked up from korea , bharat desh aisa hain
jaha par lekhako news channels ne khulam khula jikr kiya hain , yeh aam baat ho chuki ki cbfc ko
kaam karna nahi aata
Agar kaam kar sake to kisi na kisi ki choree karke ubhar kar hala gula machayenge, 10+2 ka vibhag
hain jinhe research karne ki anumati hain phir bhi kuch log karte hain , aur bahut jan script writers
par chod dete hain ki tu hi sambhal , hume nahi aata , jyada nok jhok kare to bolenge sex mein hame
dobo dena , waha par log bolenge to jaroor par wapas hum yahi bol denge ki fisadi hum hain usse
jyaada hame karna nahi aaata, sex is humari pesha hain , saahityik yeh sab kaam hum nahi karte
even though jigyasa hain, aur jinhe jigyasa hoti hain , script writer lekhak banne ki wo politics mein
join ho jata hain ,
Bharat desh main do industries always popular aur log aasani se isme fisal bhi jate hain without
doubt and fear
Sex = CBFC
Scene 7
Ranbir kapoor : saraswathi mata se shuruvat huyi aur ant mein yama dharmaraj se shiksha lee
Salman khan : jo galti karta hain , use chot lagti hain , par doosre ko pata nahi chalti ki kaha par lagi
kyonki jise lagi wo past , jisko lagne wali hain chot wo present, iska matlab hain , saahityik mool se
gyat ki jane wali ek matr knowledge hain, uska ulanghan nahi karte
Salmankhan : paisa usi ko milta hain jo mool adhaar par lene ki koshish karta hain, jo saahityik
choree karta hain , use kam paise milte hain , aur un logo ki aatma vishwas bhi kum hoti hain , har
waqt dare dare se hote hain
Salman khan : knowledge is not abundant is shrushti mein , prithvi par lekhak abhi utre hi nahi hain ,
ganit aur shastra kuch hi purv aagman hua hain , isliye abhi bol pana saahityik vikas mein mushkil ka
kaam hain , main bas yahi keh sakta huun ki saahityik choree ke badle mein mool part dhyaan dekar
agar prithvi chalayi ja sake bina galtiyan kare prithvi par saahityik vikas ho sakta hain, bas itni si baat
hain
Ranbir kapoor : shukriya , pitaji , main maa ko dekhne ja raha hoon , kaha par hain
Salman khan : puja paath kar rahi hogi , aaj karva chauth rakha hoga
Scene 8
Madhuri dixit : wo cheez to bahut mushkil ka kaam hain , waha par koi agar pass ho jaye to passive
income milne ke chances dugni triguni ho jati hain , waise bhi sabko malum hain ki likhna aur pass
huye to passive income is plenty , bus yeh avgat hona chahiye ki likhavat ek saal ka karnama hone
chahiye ya saalo tak
Jo yeh baat janta hain passive income ke bare mein, kabhi bhi saahityik choree ke bare mein sochega
bhi nahi , jaanbujhkar koi apne pair par kulhadi nahi marta , anjane mein ho sakti hain , isliye jise
gyaat ho ki apne jeevan mein passive income honi chahiye , wo har waqt mool aadhaar par kam
karega, na ki choree
Madhuri dixit : bina kaam kiye paisa milna , past reference of likhavat, lekhak banne ka tajurba ,
pusktak ki chedkani in the form of editions
Ranbir kapoor : passive income jaroori cheez hain , phir to jo choree karta hain wo to mara gaya
Madhuri dixit : haa !!!! Stupid duniyadari nahi aati aur apna pura ek saal ya kuch saal likhne aur
choree karne par mara gaya , umr bhi gujri aur haath main passive income gone chali gayi haath se
Ranbir kapoor : main to passive income ki khoj mein, acha maa, main surya bhagvan ko milne ja raha
hoon , alvida
Scene 9
Anil kapoor : pranam, suna hain ki aap bahut parikshram kar rahe hain , kis baat par noka jhoki
Ranbir kapoor : sahityik choree par surya dev ji
Anil kapoor : suna hain , baat karte karte aapko saahityik ka abhas ho chuka hoga
Ranbir kapoor: abhi to main bacha hoo, surya dev ji , aage jake kaam ki cheez banegi
Anil kapoor : parikshram achi cheez hain, jo us par nirbhar hota hain , bahut age chalne ke sandesh
hain , main aapse prabhavit bhi ho chuka hoon, saahityik rachna karna saubhagya ki baat hain ,
aapko pata hi hoga ki purane zamane ki katha adhuri mani jati hain , kyonki recorded sheet mein
kahi pe bhi uska milna bahut mushkil ka kaam hain , aajkal prithvi par technology ka jor hain , isliye
saahityik vikas karne ke jigyasa sabke man mein honi chahiye, aajkal koi bhi kuch bhi likh sakta hain ,
parantu ek druishtikon se dekha jaye to only mool aadhar par jo vachan jane aur ane chahiye usi ko
badava diya jaye to jaroor dharti mata ki taraki ho sakti hain
Anil kapoor : jo doosro ki taraki par apna baadha dalte hain wo kabhi bhi uch darz ke lekhak nahi ban
sakte, jo choree se apna pet palta hain aur us par parikshram bhi karta hian , wo yeh bhool jata hain
ki jo mool par kam kare wo disha badla bhi deta hain , par jo choree se apna pet palta hain
parikshram karke wo disha nahi badal sakta kyonki uski drushti uski badha ban jati hain, tab yehi
gyat usko hota hain , ki main choree saahityik ki kar to saka parantu us par baatcheet aur pragati aur
disha batane par na kaamyab ho chuka, iska matlab jo kaam koi leta hain , jaise ki lekhak ka karobar
ka kaam usko pata hota hain ki zindagi bhar kaam karne ki abhilasha ghar chalane ke liye paise ,
parantu jab choree ka kaam kiya jaye saahityik ki baat kare to paisa kam bhi milta hain , vaad vivaad
mein bhi fail , pragati lekhak ki ho nahi sakti aur disha agar gaur se na farmaye to dhakam dhuki bhi
khani padti hain , paisa bhi gaya , izzat ki naukri bhi nahi mili , aur disha bhi bhatak jane ka gum ,
kaisi rahi tipani humari
Ranbir kapoor : ati utam , manna padega ki aapki shiksha mere liye mahatvapurna hogi
Anil kapoor : shukriya , lo naam puche bina hi aaa tapak padte hain hanuman
Scene 10
Sanjay dutt : aapne nahi bulaya aur ham nahi chale aye ho hi nahi sakta
Ranbir kapoor : aapko ram ji ke saahityik jeevan mein kitna abhas hain
Sanjay dutt : waha par kum likha gaya hain , jyaada kuch bhi nahi milta
Ranbir kapoor : wo kaise, ram ka avtaar to dwapar yug mein hua tha
Sanjay dutt : kaliyug ka itihas hain , yaha par paise ke badle mein khaan paan ki charcha hoti hain ,
paisa yaha par kamaya hi jata hain ki bharpoor khanamil sake , jangal nasht hote ja rahi hain , pashu
pakshi kuch saal bad nahi rahenge, tension aam baat hain, aur vayu ne apni charn seema par karke
dushit bhi ho chuki hain, bhookmari itni ki polticians bewkoofo ki tarah nyaay raste par chalte chalte
bewkoofo ki tarah jo kaam karne ki abhilashi hone wale karobaro ko neelam karke chod diya, log
chaudah saal ke baad kaam karne ke jigyasi hain his nahi, toot kar bikhar chuke joojhte joojhte,
khane ki itni fikr hain ki aage kya khayenge aur kya kha sakte hain par vlogging shuru ho gayi, koi bhi
mai ka baap saalo se kaam kar raha hain sabki bhukmari mita raha hain, to bina soche samjhe
vlogging shuru ho gayi, yeh kuch ssaal chalegi uske baad bheeshan ladayi aur industry thap pad
jayegi ki yeh kaam sab log repetition mein kaam kar rahe hain with same stuff repeat kar rahe hain
aur kya
Sanjay dutt : har yug mein kuch na kuch navonmesh or khoj honi chahiye, parantu uski seema bhi
kam kar chuke, aage ja kar koi kaam bhi nahi karega , kyonki aane wali pidi aalochana nahi jhel sakte
, we apne ko naitik bhav mante hain aur aise log bahut kam hain aur sensitive bhi, isliye desh aage
chal nahi rahi aur avishkaar karna bahut badi si baat ho chuki hain, iske aage to hum asamarth hain
bolne ke liye, jitna gyat hain , hum bata chuke
Scene 11
Priyanka chopra : kaise ana hua , hum riyas kar rahe hain
Ranbir kapoor : devtavo ke desh mein sab pata chal jata hain , kuch khaas
Deepika padukone : saahityik choree agar hui to paisa kamana bahut mushkil ka kaam hain
Priyanka chopra : ek baar paisa na mile to dobara puchna bahut mehnat ka kaam hain
Aishwarya rai : haan , aur jisko yeh gyaat ho jata hain , woh apne antim charan ke ayu mein hota hai
Priyanka chopra : jab sab kuch pata chal jaye is brahmand mein to jeene ki akanksha chali jati hain
Aishwarya rai : aur maut ka intazaar hi manushya ki duvidha ban jati hain
Deepika padukone : ek cheez ko budhimaan karte hain , ki koi bhi cheez dheere se lete hain chahe
wo shiksha ho ya padayi ,ya naukri , ya maut
Aishwarya rai : dheere dheere lene se umr ghatti nahi hain , badti hain
Priyanka chopra : slow cooking , slow knowledge , slow understanding maut ki postponement mani
jati hain
Aishwarya rai : slow cooking agar kare to dheere dheere food poisoning hoti hain badan par
Priyanka chopra : slow knowledge dheere dheere se kare to development of brain front end lobes
and back end lobes tumhari raksha karta hain , aur marne ki avastha ko taal deta hain
Deepika padukone : slow understanding dheere dheere se tumhe doosro ke baare mein malum pata
chalta hain , jisse tum apni raksha kar sakte ho, postponement is death removal , fast growth is
death
Ranbir kapoor : oh !!! To dheere dheere se kaam kare to maut ko tala ja sakta hain
Deepika padukone : haa !!!
Deepika padukone : who does work slowly has slow growth in life leading to extension of lifespan
Aishwarya rai : who does his activities slowly understand life lesson better than others
Priyanka chopra : who cooks food slowly has slow poison in his veins leading to slow death
Scene 12
Ramha , maneka , urvasi se baat karke kartikeyan asamanjas sthithi mein pad jata hain , tab use yaad
aata hain ki sab ka hal ek aurat ke paas hain aur usi samay dharti mata ko pukarne lagta hain , hal
doondne mein ki akhir uske paas jo shiksha prapt ki hain wo dharti mata ke paas hain bhi ya nahi
Ranbir kapoor : saahityik choree karne se dharti par bhar kitna pada hain maate
Sushmita sen : saahityik vikas abhi abhi ho raha hain, purane jamane mein log pathro par aur patto
par apni saahityik itihas chodte the jo baad ya pashu pakshi kha jate hain ya gum ho jati thi , bahut
sare lekhak har ek yug mein aye the aur apni amit chaap chod chuke hain parantu pehli baar jyaada
likhne ki naubat aur jyaada karne ki chahat aur usko rakh sakne ki koshish aaj ke yug mein kabile tarif
hain
Ranbir kapoor : oh !!!! Saahityik choree agar koi kare to dand kya milta hain dharti mein
Sushmita sen : negative emotions se aadmi ki hawa tight ho jati , jyada se jyada nuksaan aadmi ki
spiritual side mein dekhi ja sakti hain , commercial side mein aaj kal unnati jyada ki nahi gayi kyonki
desh mein paschim logo ne kadi mehnat ki hain, purvi varg abhi bhi dependent
Ranbir kapoor : aaage karne ki jigyasa
Sushmita sen : philosophy mein jaye to aadmi tik nahi sakta jyaada saahityik choree karke , purane
mein yah jyaada dekha gaya hain kyonki dharti global village nahi thi , aur shiksha ek prakaar ka nahi
hota tha , isliye kuch lee jati thi doosro se aur kuch apni aur se banavat bana ke shiksha bacho ko
pradaan ki jati thi
Ranbir kapoor : aage dharti maa par kya asar hone wala hain
Sushmita sen : aage scriptures ko dekhe to aatank badne ke sujhav hain aur mrutyu ghatne ke
chances jyaada , ek aadmi ki maut ab sau saal batayi to gayi hain , par jyaada log 60 mein hi gujar
jate hain , yaha par karna kaam ho to mool par kare to jeevan may banta hain , kisi ko karna aata
nahi hain isliye sabki prerana aur jigyasa kum payi jati hain , isko jagrut karna har ek aadmi aur aurat
ka kaam hain , nahi to dharti mein bujurg jyaada aur maut jyaada dekhne ko milegi
Sushmita sen : jab tak insaan rahenge , main jeevit , jab insaan marenge to meri dheere se maut
Sushmita sen : saahityik itihas ki choree aur uska durupyog cheena chapti between pashu aur pakshi
Aadmi mein shamta ghat jana , aur mool saahityik ghatte hi aadmi log hadbadajake ek doosre par
habi hokar meri maut ki ghanti sunana aur akhir mein vayu mandal ki samapti aur my mrutyu
Jab tak hawa chalti hain is bhumandal mein mera marna asambhav,
Jab yeh vayu mandal shesh hain mein jivit aur jab yeh bujh jaye to meri maut