Sie sind auf Seite 1von 17

Saahas hindi movie

By jagadish

SCENE 1

Shahrukh khan : aaj gantantra nivas mana rahe hain bharat wasi

Amir khan : yeh to shubh divas hain , dekh raha hoon

Shahrukh khan : veerta ka puraskar diya jata hain is din

Amir khan : aapke liye to yeh divas gauravshali ka divas hain

Shahrukh khan : haan devtao ke pujne ka samay a gaya hain ghar ghar mein

Amir khan : ek baat samajh mein nahi ayi

Shahrukh khan : wo kya hain brahma ji

Amir khan : veerta aur shaurya ka divas hain , par marrnottar puraskar dene ka matlab

Shahurukh khan : jisne desh ka kaam kiya hain jee bharke unhe hi to ham smran karenge

Amir khan : yaha pe purasakar jo jinda hain use dene se matlab rakhna chahiye

Shahrukh khan : main samjha nahi

Amir khan : marne ke baad kisi ko koi farak hi nahi padta ki purasakar mile ya na mile, parantu jo
zinda hain unki agar purasakar mile to josh jawano mein aata hain , humne kuch suna hain , parkha
hain aur jana hain , yah marnottar ke baad kaam karne ka saubhagya kuch azzeeb nahi lagta aapko

Shahrukh khan : prerna to zinda hone par saubhagya ki baat hoti hain , seena tan kar khade ho jate
auir logo ki shabhashi agar pasand ho to kya kehna , manna padega ki zindagi zinda hone par
puraskar mile to seena chauda hota hain , par marnottar puraskar bahut pechida case sunva diya

Amir khan : paisa bhi diya jata hain , purasakar dene ke baad

Shahrukh khan : haa suna hain , yehi paisa zinda rehne par mile to neki ka kaam karne ka mauka
milta hain , jo zindagi jee rahe hain , unhe prerna dena unche darje ki baat hain , aur jo zindagi jee
rahe hain unhe shabashi di jaye to doosre log bhi prerit hote hain kuch karne ke liye , marnottar ke
baad jo paisa milta hain , usse koi prerna mile bahut kam logo ki soch hain

Amir khan : wow !!! Aaapko is bare mein jyada sochna chahiye indraji ,kyonki yeh puraskar to aap hi
ke mehal se jata hain , aur kya
Shahrukh khan : jaroor , hum jaroor vichar karenge iske bare mein aur puch tach bhi hogi ki swarg
mein puraskar kaise bati jaye aur pujya devtao ki is bare mein soch kya hain , shukriya brahmaji ,
main shighr hi iske bare mein sochta hu

Amir khan : indraji ki jai , khush rahe to ham bhi sukhmaye

Scene 2

Shahrukh khan : pujya devi saraswathi ki jai

Juhi chawla : kaise ana hua

Shahrukh khan : saahas mein charcha huyi thi brahma ji bade udar svabhaav ke hain

Juhi chawla : beshak

Shahrukh khan : pujya mate , aap to shikhsha ki devta hain , yeh batane ka kasht kar sakenge ki aap
hum jaise yodha ka kya dekhkar saahas ki paribhasha ka gyat insano ko dete hain ,

Juhi chawla : saahas shiksha se nahi aati , balki pragmatism ka kaam hain , sab ke kuch na kuch
followers hote hain , chote ya bade se koi difference nahi hota , followers keep you occupied aur
unki dekhbhal aur rasta dene ke liye insaan ek doosre par dependent , followers ko agar galat rasta
bata de to dukhbhari dastan mein goli se uda dalte hain doosre varg ke log , isliye followers agar ho
aur gyat ho to unka marg darshak banna aur sahi rasta dikhana , ek saahsi purush ya mahila par
nirbhar hota hain , yaha par dharti mein aneko log aye the marg darshak dene ke liye , lahu lohan
hokar public ne bhukhmari ka shraap de diya , big stalwart banna dharti mein bahut jokhim ka kaam
hain aur jab ek big stalwart doosre big stalwart ki sahayta na kare to bloodshed shuru ho jati hain ,
dharti bahut sensitive place hain aur uski dekhbhaal jo bekhubi se karta hain , use saahsi purursh ya
nari ka darja milta hain ,

Shahrukh khan : all leaders are followers , is par aapki tipani

Juhi chawla : leadership padayi se aati hain , doosro ko dekhkar nahi, chahe koi kitna bhi copy kare
aakhirkar haar jata hain kyonki duniya banayi gayi hain biography banane ke liye aur jo biography
doosro ko pradaan karta hain wohi saahsi purush mana jata hain , leaders are followers kyonki jo
jeeta wohi sikander, leadership mein kab kiski kitna mehtvapurna ka kaam karna padta hain who
karne wale par nirbhar karta hain ,leaders are small , less ,few but all people have followers be it koi
bhi varg le lijiye , they all watch the leader , jo marg darshak banne ki cheshta karta hain wo
followers jaroor banata hain , aur agar galti kare to majburan paisa gavata hain aur apni reputation ,
uske baad bhi who aadmi loser as big stalwart ka naamkaran se bhukhmari mein marta hain ,parantu
small stalwart bankar koi bhi insaan dharti mein sukhmayi bhog hi nahi sakta , once big stalwart
stands big stalwart , ek baar marg darshak bano you are finished , is duinya mein small stalwrs are
wise, big stalwarts are fools, jeena agar big stalwarts ko ata hain to first thing to learn is be
associated with books otherwise loss of money , loss of pay , loss of reputation , loss of life
Shahrukh khan : thank you saraswathi ji , yaad rakhoonga aapki baat

Juhi chawla : aapki paropkari pratha se hum bahut khush hain

Shahrukh khan : thankyou, main chalta hoon

Juhi chawla : phir milenge indra ji

Scene 3

Shahrukh khan : mahadev ki jai

Salman khan : indra ki jai

Shahrukh khan : ek vishay ki soch mein duba hua hoo jo mere ird gird ghumti hain

Salman khan : who kya

Shahrukh khan : saahas aur sahasi purush ke baremein janna hain , bahut saalo se mein vishay mein
khoya hua hoon, aapki rai chahiye ki yeh devtao ka netratva kaise karoo bina nissankonch kare

Salman khan : aapki sahasi ki baatcheet mein apni aur se yeh prastav lagana chahta hun, ki ko bhi
shan agar ho aur vinaash karne ki alochna ho kyonki jo bhi cheez ho is duniya mien vinaash hone ke
liye hi bani hain , agar vinash na ho to duniya mein prgathi kar hi nahi sakte , aage badne ke liye
vinash karna jaan bujh kar ya anjane mein is pragathisheel desh , desh agar badna chahiye to
maujooda cheezo ko vikalp ka vinaash karna ya karvana anivarya ho jata hain , agar aisa na kare to
logo ki pragathi mein badha a jati hain jissse ghutan ko bardash karna bahut mushkil ka kaam ho jata
hain , isliye jo budhimaan hain wo har waqt naya kaam , nayi soch, naya netratva ke bare mein
sochte hain aur sochte rahenge , yehi prakrati ka niyam hain

Shahrukh khan : to vinaash karna , insano ka niyam hain

Salman khan : haan , koi bhi cheez nazdeek nahi ani chahiya , detachment aisi cheez hain jo jyada der
tak tiki to aadmi ko kabhi bhi kisi bhi cheez pe badha nahi ayegi aur wo number ek kehalvayega , jo
attchment mein jeeta hain , wo har waqt purane zamane ka aagman sweekar karega jisse yeh
aunuman lagana bahut mushkil ka kaam hoga ki pragathi insaano ya next generation mein kitna
mehtvapurna ka kaam hain , jab purane mein hi ghoomte rahe insaan to pragathi karna bahut
mushkil ka kaam hain , aur aisa hua to log nissahay ban jate hain aur dukhad sthiti unke rago mein
bas jati hain , jisse wo na jee sakte hain na mar sakte hain , jo detachment mein yakeen rakhta hain
wo har waqt nayi cheezo mein swaad doondta hain aur wo agar desh kehalwaye to unnati ki shikhar
mein pahuchna mamuli si baat ban jati hain
Shahrukh khan : thank you , sahasi pursh wohi hain jo naye cheezo ka swaad lena janta hain aur
purane cheezo ko alvida kehna hi budhimaan ka lakshan hain , main samajh gaya , kaise is duniya
mein jeena

hain , be detached aur age badne ka rasta doondte raho agar poori zindagi ke maze lootne hain to

Salman khan : thank you

Shahrukh khan : main age ka prasthan karta hu, aapse bahut kuch seekh mili , shukhriya

Scene 4

Shahrukh khan : parvathi mata ko pranam

Madhuri dixit : jeete rahe indra ji

Shahrukh khan : aap roz marda ki zindagi kya karte hain

Madhuri dixit : pati ki seva

Shahrukh khan : main jaanna chahta hu ki ek aurat ke kya lakshan hone chahiye pati ki seva karne ke
liye

Madhuri dixit :saahas

Shahrukh khan : vishwaas apne pati par

Madhuri dixit : haa

Shahrukh khan : vistaar se batayiye

Madhuri dixit : apna ghar chodkar , doosre yani sasuraal main jana , bahut saahas ka kaam hain ,
isliye jyadatar log apne pati ke ird gird bita dete hain , aur aajkal ki duniya mein relatives kabhi
kabaar dekhe wohi bahut mushkil ka kaam hain , jo pati ke ird gird ghoomte hain , wohi pass ho jate
hain
Vistaar se batau to pati patni ki relationship guru aur shishya jaisi hone chahiye , purane zamane
mein jo guru ka gyaan hota hain wohi shishya ka gyan hota hain , usse adhik hona saubhagya ki baat
hain , usi tarah pati aur patni ki relationship guru aur shishya jaisi honi chahiye , patni ko nahi malum
hota ki kaun sahi aur galat aadmi hain , isliye shishya ki tarah agar vyavhaar kare to pass marriage
mein hone ke chances jyada hote hain , shishya jaise saahas hi patni ka saahas hona marriage ke liye
swabhavik mana jata hain , agar pati se badkar soch rakhe to khayi mein jakar giregi patni kyonki all
relatives are external , aur unhe pal bhar mein jaan lena bahut risky ventureship hain , isliye pati ko
agar guru ki tarah maaan kar chale to uteernta pana bahut asan sa kaam hain , guru aur shishya ki
relationship hi pati aur patni ka relationship hona chahiye aajkal ke is yug mein

Shahrukh khan : agar pati guru ki tarah vyavhaar na kare aur shiksha na pradaan kare patni ko to
patni kya karna chahiye

Madhuri dixit : jo relationship guru aur shisya jaisi relationship nahi hoti who marriage hi nahi
kehltvata kyonki , patni har ek ko kosti hain ki sab log bakvaas sivay mere pati ke, isliye marriages
mein prem karke shaadi kare to faydemand nahi hoti jyadatar ki shaadiya arranged hi behtar hain
mere hisaab se , prem ke balbute par shaadi kare to villagers background jaise logo se talukat as
relatives karna padta hain jo hanikarak siddh ho sakta hain , jab shaadi arranged ho to parakhne ke
siva dusra koi chara nazar nahi aata aur jab sab kuch ek aadmi ke bare mein jaan le to marriage
faydemand sabit ho sakti hain , jo shaadi guru aur shishya bhavna se dekhi jaye waha par marriage
ka tikna aur bhi behtareen , patni following , pati padaku aur disha batane wala , patni is safe , pati is
happy

Shahrukh khan : marriage mein pati is guru and patni is shishya to keep family intact

Madhuri dixit : haan , aur jo relationship is tarah na chale aur chalne nahi diya to divorce

Shahrukh khan : oh !!!! Pati bossy type , patni following type

Madhuri dixit : haan !!! Waise hi tikte hain pati aur patni relationship

Shahrukh khan : thank you aap ka upanyaas saahas ke kabil hain

Madhuri dixit : thank you


Scene 5

Shahrukh khan : vishnu ji ko pranam

Akshay kumar : pranam indraji , kaise ana hua hamare dwaar

Shahrukh khan : aapke dwaar to har waqt khule hi rehte hain , saubhagya ki baat hain ki aaj bhi
khule hai

Akshay kumar : haa , wo to khule hi rehte hain , daanva ho ya maanav aagman ho to subah ya raat
dwaar har waqt khule hi rehte hain

Shahrukh khan : tatparya

Akshay kumar : dwaar har waqt khule rakhna padta han , kaal chakra kisi ek ke liye nahi bana hain ,
who samajh sudharak ke liye kaam ki cheez hain , agar dwaar khula rakhoo to kaam karne ka
abhilashi taki families are intact , agar band kar de to maintenance karna family logo ka mushkil ka
kaam hain , chuti tabhi li jati hain jab samajh na rahe , jab samajh rahega to kaam to hoga , aur jab
kaam hoga to samajh mein sudharak ka kaam koi na koi to karega ilisye dwaar khula chodna yeh
uddesh hain ki samajh abhi tak sudhara nahi gaya aur sudhara jayega isliye jab tak samajh hain kaam
chalte jana chahiye, jab dharti mata rahe aur insano ka kaam karte rahe , yeh dwaar kabhi bhi band
nahi ho sakta , dwaar ka nirmaan hi isliye kiya hain , ki logo aakar , baskar , nivaskar bataye mujhe ki
samajh kya hain , aur kaise sudhara ja sakta hain aur iska netratya karne ke liye mujhe kya karna
chahiye

Shahrukh khan : saahas aur balidan dono ek samaan aapka nivasthaan ban chuka hain vishnu ji

Akshay kumar : maintenance saahsi log hi kar sakte hain ,jo cheez ka balidan karna padta hain , logo
ko yeh bhi jugadne ka nimantran dena padta hain , ki jo cheez nikal ke bahar fenke use substitute bhi
kar ke dekhbhaal karni padti hain, maintenance tabhi kaam ki cheez hain jab kuch nikala jaye vastu
ek uddesh se phir se usi uddesh ka mehatvapurna kaam karne ke liye usi ilake ko aabaad karna uchit
kaam hain , jo nikala gaya ho use phir se nirmaan karna bhi uchit kaam karne layak hain,

Shahrukh khan : koi bhi cheez unsubstitutable nahi honi chahiye , kuch na kuch substitute kare to
desh vikasit ho sakta hain ,

Akshay kumar : thank you indra ji , alvida , phir milenge

Shahrukh khan : mujhe bhi chalna chahiye , phir milenge

Akshay kumar : jate jate jara laxmi se baat karke to jayiye, aap ka naamkaran kiye bina thakti hi nahi

Shahrukh khan : jaroor, jaise aapki agya

Akshay kumar : thank you


Scene 6

Shahrukh khan : laxmi ji , aapne hame pukara , hum turant a pahunche , batayiye kaise yaad kiya

Vidya balan : aaj kal ki mahilaye saahsi to hain , parntu atyachar bhi unpar bad gaya hain

Shahrukh khan : yeh to such hain , mate , paisa ped pe nahi ugta aur mahilao par atyachar jo karta
hain who kabhi aapka namak nahi kha sakta

Vidya balan : wo to such hain , laxmi aurat ka doosra naam hain , aur jo aurato par atyachar karta
hain who kabhi bhi paise ka abhilashi ho hi nahi sakta, agar laxmi ya paisa ki akanksha jo rakhta hain
wo ladki ka subh chintak hona anivarya hain , kyonki , ghar chalana bas auroto ka kaam hain , mardo
ka kaam bahar , aur aurato ka kaam us paise ko sambhalna , jab aurato par atyachar ho raha hain ,
iska matlab hain ki laxmi ki avhelna , aur jab yeh bad jaye to paisa ghar mein nahi rakh sakte kyonki
jab rakhne ki bari mein aye to paisa ek mol mein nahi rehta, aneko vastuo mein chupana padta hain
aur yeh kaam only mahilaye ke vastra aur abhushan se banaye jate hain , isliye jab aurat ki avhelna
kare to manna padega ki aurato se chupa hua kendrit abhushan mard kabhi istemal hi nahi kar sakte
kyonki uska gyat aur chalane ka karyakram only mahilao ke dimag se bani huyi vastra dharan hain

Shahrukh khan : males are incompetent

Vidya balan : haa !!! Paisa tabhi lene ke bare mein mard ki soch hoti hain jab biwi ka niwasthan ghar
hota hain tab , paisa ghar mein tikta hain , nahi to ghumshuda hone ke alava mard kabhi bhi mahilao
ka vastra abhushan istemal kar hi nahi sakta , jab karega aur karne degi mahila , mard mein paisa ane
ki akanksha jagegi nahi to sust, mahilao hone ki vajah se mard are rich , nahi to pauper

Shahrukh khan : isliye jis ghar mein aurato ki beyjati hoti hain aur ghar chodkar chale jate hain , wo
ghar kabhi bhi khushhali nahi hota , correct laxmi ji

Vidya balan : correct, isliye paschim desho mein divorce jyada dikhta hain kyoki mahilaye vastu ki
saman parkhe jate hain , an item of sex parantu hamare desh mein abhi tak divorce jyada nahi dekha
gaya hain kyonki , women are respected as godess, uncha darja diya gaya hain hinduism way of life
mein

Shahrukh khan ; oh @!!! Wo to news hain , shukriya , batane ka

Vidya balan : jo saahsi hote hain , we har waqt malamaal hote hain kyonki unme such aur netratva
karne ki shamta hoti hain , aur aise logo ka vishwaas jeetna ladkiyon ko aata hain , isliye mahilaye
aise logo ko malamal bana dete hain

Shahrukh khan : women are positive elemental force , not negative


Vidya balan : yeh aadmi ki soch hain jo aurato ko negative force batate hain , by nature aurat
positive hi hain aur positive banne ki koshish main har waqt jee jaan laga deti hain , parantu mard ki
besharmi ki wajah se sehna padta hain negative force islilye ek aurat doosri aurat ki ninda nahi karti
kyonki usko malum ho jata hain ki mard is besharm not wife, biwi har ek se panga leti hain sivay
husband ke , isliye jhelna padta hain husband ke laate being good

Shahrukh khan : acha main chalta hoon , aage aur bhi kaam karne hain , thank you for your time

Vidya balan : phir se bulaongi kisi aur vishay mein charcha

Shahrukh khan : beshak , shukriya , shaam hone ko hain , main chalta hoon

Scene 7

Shahrukh khan : jai shree yama dharmaraj ki jai

Ajay devgan : indra ji ko mera pranam

Shahrukh khan : aapke darbar mein bahut soshan hota hain

Ajay devgan : haa aap ke yaha par nach gana nacha nrtya , hamare mein soshan

Shahrukh khan : hamare yaha par umr ki koi pavandi hi nahi hain, sab amratva

Ajay devgan : hamare yaha par tuch ki seva ki jati hain kodo se

Shahrukh khan : kyon aisa

Ajay devgan : taki yeh meri kursi na cheen le

Shahrukh khan : aapki kursi

Ajay devgan : hum sab tuch jati ke log hain , ek hi soch rakhte hain , saahas burayi karne par dugni ho
jati hain , isliye soch ek prakaar ke hone se , ek hi prakar ke soch utpan hote hain , isliye hamari soch
in tuch manavo se milti julti hain , isliye kaha jata hain ki indra ki kursi danav lekar chale jate hain
aur phir se paane ki cheshta mein lage rahte hain aap, mere aisa koi haath badata nahi hain , jaise
aap devtao ke paas jakar vinati karke kursi mang lete hain , mein waisa nahi kar sakta indraji , kyonki
vaikunth swargalok ek saman hain , aur main aur mere insano ki pravriti ek saman , jyada se jyada
main nikala jaunga agar koda na doo to , koda yeh batata hain ki nark lok ka swami main hoon aur
koi ho hi nahi sakta, agar main koda dena band kar diya to manavo ko pata chal jayega sochne se ki
meri kursi kabhi na kabhi khali ho sakti hain aur unke dwara chori bhi ho sakti , to unse bachne ka ek
hi sadhan hain jisse mein bach sakta hoon ki unki soch hi band kar doo
Shahrukh khan : to kodo se aap unki sochne ki shakti cheen lete hain aur age chalkar un part raaz aur
koi chunauti de hi nahi sakta aur aap chain se nark mein raja maharaja jaise poshak pehanne mein
kamyaab

Ajay devgan : haa , humara aur humara koda vishwa prasidh hain

Shahrukh khan : jai ho yam dharmaraj

Ajay devgan : shukriya

Shahrukh khan : kaliyug a chuka hain , aur aapke kode badte ja rahe hain , koi upay socha hain ki
abadi kaise kum kare taki nark lok mein kam log stapith ho

Ajay devgan : rebirth

Shahrukh khan : gaur se farmayiye

Ajay devgan : jo marta wo jinda phir se dharti mata mein main bhej deta hoon , taki koi bhi insaan
nark log mein zinda na rahe , jab aadmi ko gyaat ho jayega ki nark log unka nivasthan nahi hain aur
kodo ke siva unka koi uddhar nahi hain , to jab unki soch dharti mate mein chale jane ki hoti hain to
main unhe punar jivit kar deta hoon dharti mata ke samne taki nark barbaad na ho jaye in murkho ki
wajah se, dharti mata isliye in papiyon ki wajah se aaj bhi dukh seh rahi hain , roj ha ek varsh dharti
mata ka aakaar badal ja raha hain , mere in papiyon ko punarjanm dene ki wajah se, agar mein punar
janam manushyo ko nahi doo to main barbaad , agar dharti mata par bheju to dharti mata barbaad

Shahrukh khan : to dharti mata ko bachane ka upay kya hain taki unkar aakkaar bana rahe

Ajay devgan : striyon ki ginti kabhi bhi girni nahi chahiye , agar giri to punar janam nahi ho sakta
dharti mata par aur aisa hua , to majburan insano ki ginti giregi aur pashu log un par raaj karenge
planet of apes ki story banegi , isliye mahilaye agar jyada ginti mein ho to sudhaar lana bahut aassan
sa kam ho jayega aur nark ki ginti kam aur dharti mata bhi surakshit , iska matlab taro ki ginti jyada
aur ache gun log tara bankar gumshuda ho jate hain through black hole

Shahrukh khan : ati utam hal , to mool karan is duniya mein yeh hain ki aurato ki ginti jyada kare to
sudhaar lana asaan , parantu unki ginti kum hone ki wajah se log ek doosre ke saath achar vartalaap
nahi kar parehe hain

Ajaydevgan : haan , isliye manushyo ki abadi bhi kam aur dushman logo ka paida hona aur bhi
hanikarak kyonki ladkiya are less aur unki soch aajkal koi nahi puchta, paschim ka influence ab jyada
dikhta hain aur bharat desh bhi ab bigad chuka hain aur soch mein kamiya payi ja rahi hain sahi
shiksha na de kar , ladkiyon ka vikas nahi hua hain aur log bure hi bante hai jab aurate mard par
chode de saara bhaar

Shahrukh khan : bahut bura , bahut bura

Ajay devgan : acha shyaam ke time mein main vishraam karta hoon
Shahrukh khan : kya main aapki biwi se baat kar sakta hoon

Ajay devgan : kyon ,

Shahrukh khan : ek sawal puchna tha jo aapki biwi hi bata sakti hain , main andar jaake puch sakta
hoon , aap tiraskar to nahi karenge

Ajay devgan : aapko tiraskar , kabhi nahi, saahsi to aap pehle se hi hain , jaroor ijajat doonga

Shahrukh khan : shukriya , bas paach minute ka kher

Ajay devgan : jaise aapki marzi , puchne ke liye shukriya

Shahrukh khan : thank you

Scene 8

Shahrukh khan : goddess dhumorna ki jai

Kajol : indra ji , aap padhare mera ghar pavan ho gaya hain , kaise ana hua

Shahrukh khan : aapke pati yama se milkar a raha hoon

Kajol : oh !!! Bahut udasmayi rehte hain pati dev

Shahrukh khan : kyon

Kajol : koi bhi kaam agar jyada baar kare to lagan or mehnat karni padti hain uteernta lane ke liye ,
parantu jab wo apradhi ko raste mein lana ho to bahut kasht jhelna padta hain , pati aise kaam kar
rahe hain ki aajkal we apne aap ko tuch or neech samajhne lag gaye apne aap ko , vichakshana shakti
hain unme abhi tak karke negative flow mein bahe nahe, apne aap ko bachana ais3e daldal mein ,
bahut sahas ka kaam hain , bahut kam log unhe jante hain jab mrutyu ki shanka baje tab unhe bulaya
jata hain , isliye kam prasidh hain doosre devtao ke badle,

Shahrukh khan : tuch neech kaamo se bachne ka rasta

Kajol : ghumna aur ferne ki aadat ho to logo se baat karne ka mauka mile aur unke uddesh ki
tauheen kiye bina unko adarsho ko pasand karke age jaye to is raste ke daldal se bach sakte hain ,
parantu aaj kal aap bhi jante hain ,ki kalyug a chuka hain aur log aur neech kaamo mein mast hain ,
aise main pati dev duniya dekh bhi nahi sakte ,agar dekh bhi liya to seekhne ke liye ab kum industries
bache hain jo sahi rasta dikahne ki koshish karte hain , phir bhi fisal jane ke raaste anek

Shahrukh khan : agar ghum nahi sake to ghar mein kya kare
Kajol : sab ke paas aajkal kum paisa hain aur bahar ghume to barbadi ki taraf desh ishara karta hain ,
aur isse bachna hain to internet ka sahara lena anivarya ho jata hain , life membership le le to puri
zindagi seekhne ko mil sakti hain , parantu logo ko internet ke bare mein kum jaankari hain , kuch log
uska upyog bhi nahi karte , bahut sare pustako ki mela lagti hain par man uske adheen nahi hain aur
anap shanaap cheezo mein waste karke internet desh ka dushman ban baitha hain , ache log agar
internet ka darwaza khat khataye to unnati ki shikhar par pahuch sakta hain dharti mata bas yakeen
hona chahiye ki kuch seekh har roz mile bure logo se bachne ke liye , jo budhimaan hain wo doosro
se pehle hi opportunity ko apne saath lekar paisa kama bhi chuke internet dwara , education is both
free and less costly on internet

Sharukh khan : naye logo ki nayi soch internet

Kajol : haa!!! Pati ko bhi bol diya ki internet mein dhyaan dijiye, ghoomna kum aur padayi jyada tab
insano ki bani huyi avishakari cheez desh aur videsh mein uinnati la sakti hain , iske age mujhe ab
kuch bhi nahi kehna , bas

internet is my life ,

internet is my bread and butter

Yeh yaad rakhiye apne aap pass hona bahut asaan sa kaam hain

Is duniya mein jeetne ka best saadhan internet

Mein internet ki diwani

Shahrukh khan : shukriya baat karne ke liye , ho sake to kehlava doonga yama dharmaraj se ki
internet mein dhyaan dijiye aaj ke yug mein , alvida phir milenge

Kajol : alvida mere dost , thanks for reminding me my internet

Scene 9

Shahrukh khan : pujya surya dev ki jai

Anil kapoor : suna hain aap saahas ke upar characha kar rahe hain

Shahrukh khan : jab suna hain to bol bhi dijiye , kyon debate karna faltu main , seekhne ke liye aya
tha, seekh milne wali hain ,to befikr sun lunga
Anil kapoor : roj subah uthta hoon aur doosro ke liye kaam karne ka abhilashi hoon , we mujhe
pasand kare ya na kare , apna kaam karna saubhagya ka kaam hain karke bina dar ke apna prakash
failata hoon ,kuch log prasanchit rehte aur duaye dete hain , aur kuch log badduyaye, jo jiv raat ke
samay uthta hain wo mujhe bura bhala kehta hain aur jo manushya subah utthata hain mere naam
karan se apna naam karan karne ka abhilashi , maine apne pure jeevan main abhi tak kisi ko inkaar
nahi kiya aur apni shakti shali kirno se suswagath kiya hain chahe insaan ho ya pashu pakshi , jo meri
alochana karta hain jo nahi maine kabhi bhed bhaav nahi kiya hain , isliye dharti mata meri achayi ki
wajah se aaj bhi jivit hain , jitne bhi kasht sahe hain dharti mata ne , maine sab maine balidaan diya
hain

Shahrukh khan : aap alochana karne wale se kya kahenge

Anil kapoor : jab mein sochta hi nahi aur kaam karte jata hoon to alochana karne wala mujhe tang
kar hi nahi sakte , jab mein alochana karne wale ke bare mein soochu tab mujhe ghutan ka abhaas
hoga , parantu jab mein apni parehshani jaankar doosro ke parikshram mein apna kaam niptau to
bure log mujhe ninda kare to bhi mujhe kuch nahi hoga kyonki sochne se chinta ka vishay banta hain
, jab maine sochna hi band kar diya vishay ke bare mein to pareshani mera darwaza kabhi khat
khatayegi hi nahi

Shahrukh khan : insaan har waqt sochta hain , soch uski kamjori hain

Anil kapoor : convert soch to visuals , tumhe kabhi bhi koi bhi soch burayi ki taraf ghaseet kar nahi le
jayegi , agar soch text mein sunne lag gaye to chinta ka vishay ban jayega , parantu wohi text visuals
mein convert kar doge to doosro ki alochna tumhe kabhi tang karegi bhi nahi , such kahoo to doosre
ke badle apna kaam khud karke palan poshan bache ka kare to wohi badi taraki hain is yug mein

Shahrukh khan : shukriya jaankari dene ke liye

Anil kapoor : aap ko to waise bhi surya dev lok ka niyam malum hoga

Shahrukh khan : kyon nahi, jaroor milenge hanuman se

Anil kapoor : saubhagya hanuman ka ki aap unse milne wale hain

Shahrukh khan : main bhi ruchi rakhta hoon log se baat karna bahut farkr ki baat hain

Anil kapoor : phir se shukriya , hamare daman mein ane ka kasht kiya

Scene 10

Shahrukh khan : pujya hanuman ki jai , aapko dekhkar ati anand ka mehsoos hua hain
Sanjay dutt : mera saubhagya , ki itne sare yug beet gaye , par log abhi bhi yaad karte hain mujhe

Shahrukh khan : aap kuch pareshan lag rahe hain , kuch baat cheet kare

Sanjay dutt : kal yug ane ke baad, logo ko bhagwan par vishwas uth gaya hain , aur seedh bhagwan
se ladne ki baat kar rahe hain , jaise ki bhagwan unke isharo par chalta hain , aajkal log mujhe shiva
bhakt ki aradhana karne ko bhi bol de rahe hain , main ram bhakt aur mujhse paap karvayenge shiva
bhakt bana kar , main is jhamele mein fas chuka huun , mukti chahiye , shiva ka ansh to hun parantu
ram bhakt ke naamkaran se jeena chahta hun , upay batayiye indra ji , upaay

Shahrukh khan : jisko jo pasand ho wo log kabhi bhi karne nahi dete , upaay agar mere se puch na
hain to saahas karke bol dijiye ki aap sache raam bhakt hain aur shiva ki leela se prabhavit , bhumi
mein yeh to common hain ki log apni zindagi bachane ke liye aneko tuch kaam kar chuke , desh bhi
chod chuke aur religion ke naam karan se khane ka taur tareeka bhi , aap ka case to bhumi mata ke
barabar bhi nahi hain , agaar upaay chahiye to likhne ka kaam kariye aur naamkaran se apna time
pass , koi bhi agar bole ki aapko shiva bhakt aur leela se prabhavit karne ki cheshta karne ki koshish
kare to bol dijiye mein likhne mein vishwas rakhta hoon aur sucha ram bhakt hoon , isliye main unhi
ki charcha aur likhavat karne ka aadi

Sanjay dutt : aur agar likhna nahi aya to

Shahrukh khan : bhakti yoga dwara ram mein leen ho jayiye nahi to jnana yoga se kisi na kisi vyakti
se jud jake kaam seekh lijiye , paise to aapke paass khub hone chahiye aise kaamo mein aur agar
dene ke abhilashi to aapko kaam karne se koi rok hi nahi sakta , agar paise aapke paas nahi hain to
kama kar percentage mein kaam nipt lijiye, aapke surya dev bahut dayalu bhagvan hain na to we
apko bolenge bhi nahi

Sanjay dutt : ati uttam salah , par aapko malum nahi ki paise aajkal khatam ho ja rahe hain aur kaam
budo ko koi deta hain hi nahi , to kaam kisse shuru karoo apna , paisa luta diya to jiyu kaise

Shahrukh khan : bina paise lutaye kaam karke paiso ko increase

Sanjay dutt : haan

Shahrukh khan : consultation firm open kijiye , koi agar aapke dwaar par na aye to computer through
create issues and solve karke issue samapt kar dijiye , koi na koi aapke consultation se prabhavit
hoga aur kaam de dega, jisse aap apne man ki abhilasha ko purn kar sakte hain , is duniya mein job
creat karna bahut aassaan sa kaam hain , aapko bas apne aap par vishwas hona chahiye ki ane wali
pidi ko aap kuch pradaan kar sakte hain aur kuch de sakte hain , agar vishwas aap mein hain to jarror
aap seekh kar doosro ko sikhla bhi sakte aur paisa youn create kar sakte hain bas patience naam ki
cheez honi chahiye is tarh ki jobs mein

Sanjay dutt : thanks , charcha bahut behtareen gayi hain , ati utam salah

Shahrukh khan : shukriya , main chalta hoon

Sanjay dutt : jaroor


Scene 11

Shahrukh khan : nrutya shala nishabd kaise

Aishwarya rai : hume nrutya kala se bahar kar diya hai

Shahrukh khan ; woh kaise

Priyanka chopra : humne nrutya kala mein galtiyan karte baith gaye

Shahurkh khan : khul kar batayiye teen diviyon , hume sunna aata hain

Deepika padukone : hum pehle roz nrutya shaila mein kaam karte the , parantu jee tod mehnat nahi
kiya , falswaroop aaj jab sabha bulayi gayi to nrtya kala se bahar hona pada , hume tab abhas hua ki
nrtya aisi kala hain jise kabhi kisi bhi din chodna nahi chahiye , na ulas karna chahiye iske bare mein

Aishwarya rai : koi bhi kala ya shiksha beech raste mein chod de to unnati ke badle mein paisa milega
bhi nahi , ab hume dar sa laga reh raha hain ,ki jo paisa hum nrtya mein kamate hain wo milega bhi
ya nahi, is duniya mein jeena hain to kaam ko kabhi bhi chodna nahi chahiye , kya pata kis mod mein
ahankar a jaye aur shiksha choot jaye , shama kijiye indra ji , buri halat hain hamari

Priyanka chopra : ab hame sahas ke saath 10000 hours kadi mehnat karni padegi , phir jakar hum
kuch nrtya seekh sakhenge , aaj ka din bahut kharab gaya hain , dharti mein to ek baar bahar nikal
gaye aur phir se paisa pucha to logo ki sankhya hi itni kathor hain ki phir se chai paani milna
asambhav ke samaan hain

Shahrukh khan : oh !!!! Doosre graho mein kaam, ya dharti mein vishraam

Deepika padukone : nature ki drushtikon se dekhe sare grah ek samaan se kaam karte hain , chahe
prithvi rahe ya swarg lok kaam ka tajurba agar hona hain to kadi mehnat kiye bina paisa le hi nahi
sakte

Aishwarya rai : tajurba tabhi aata hain indraji jab roz tayari kare to , anjane mein galti ho gayi aur
humne gaur nahi kiya ki kab ham apne aap ko shurvir manne lag gaye phalswaroop nature ki
drushtikone se bahar aur ab kisi kaam ke na rahe , shama kijiyega indraji

Priyanka chopra : raaste mein bhatak gaye hum ab punar vichar karna padega aur shiksha ka grahan
karne ke baad hi kuch kaam mein utteernta lani padegi, jab ek baar kaam chuta to punar us sthann
se bahar nikal gaye to thokar hi milti hain indra ji

Shahrukh khan : savings

Deepika padukone : usi ke bal bute pe jeete the ab dar lagta hain , kaam se bahar nikal aye to khana
agar keemat badi to mare gaye , duniya ek tarah se nahi chalti aur agar inflation became hyper
inflation savings paanch minute mein gone
Aishwarya rai : dharti mata ke saput yahi sochte hain jaise ki har din ek samaan hain , yaha pe
political wing har ek saal kuch na kuch takdeeli kar dete hain , hyper inflation to door ki soch hain ,
agar is tarah ki netratva kare to savings mein badautari karna bahut mushkil ka kaam hain

Priyanka chopra : isliye hume gyaat ho gaya ki jitni der tik sake kaam karne ke abhilashi , parakne
wale to waise bhi parkhenge par agar pass ho jaye to khana to naseeb hoga , yeh duniya paiso se
chalti hain , aur paisa contribution se , aur contribution kadi mehnat se chalti hain aur kadi mehnat
har din ka bakwas kaam hain jo na chale to bhukhmari

Shahrukh khan : ati utam sujhav , baithe gaye to bhukhmari , kaam kare to uteernata mein vijayi
bhav

Yeh bol kar indraji apne kakshalay mein sone chale gaye , unhe yeh gyaat ho gaya ki duniya mein
jeena hain to kabhi bhi retirement nahi lena chahiye aur kaam tab tak karna chahiye jab tak maran ki
ghanti na baje

Scene 12

Shahrukh khan : dharti mate aap hi ki soch thi

Sushmita sen : kuch batayiye

Shahrukh khan : vistaar se sab kuch batoonga

20 minutes ke baad

Shahrukh khan : kyaa aap dharti mata mein kya ho raha hain bata sakete hain aapka kasht avasth

Sushmita sen : bilkul, aajkal paisa sab ke paas kum hain , aur davayiyon ki ginti badti ja rahi hain , jo
saahsi purush mana jata hain wo dharti mein ek se jyada kaam karne ka abhilashi, diseases aajkal
incurable bhi paida ho ja rahe hain corona virus ne aajkal attack karne lag gayi hain, insanoo ke bhi
dushman hote hain , yah ab sare insaano ko malum pata chuka hain , we akele hi nahi jo pashu
pakshi ko khate hain , virus aur bacteria bhi insano ko nigal kar kha jane ke liye bhi ready hain , ek
vakya mein kahoo survival of the fittest , jara sa bhi chuke to maran ki ghanti ,aajkal 60 years kaam
karke chain se baithne ki duniya uth gayi , pension also is less aur interest milna bahut durdasha ka
kaaran hain , interest keeps decreasing with passage of time, saahsi purush apna bhi dhyaan laga kar
kaam karte hain , bujurg ko bhi dekhna padta hain aur bache ki unnati mein bhagidaar bhi banna
padta hain
Shahrukh khan : bacho ke bare mein batayiye

Sushmita sen : bache ab real estate mein dependent hain , agar baap bacho ko pasand karte hain to
teen chaar ghar khareedna aajkal aam baat hone ko hain, pension bhi dena padta hain aur wo kam
se kam 50 hazar ke kareeb ho to papa bhi khush , aur maa ,beta jalsa , pension compulsory for
children jab we 30 se jyada umr mein beeti jaye to , bharat desh mein kaaam karna age chalkar paiso
ka desh banega , kyonki paschim desh ke wasi bharat desh par kum pastake bikate hain , yani lekhak
banne ke chances is bharat desh mein aur bhi unnati ki aur pragathi ka vikas shreya ban gaya hain ,
lekhak bane to paisa hi paisa, likhne ke liye itne sare shetra hain ki agar soch ho to malamaal ,
illiteracy rate bhi itni jyada hain desh mein ki koi doosra aa hi nahi sakta lekhak ko samapt karne ke
liye , iska matlab another 25 years lekhak ko paisa hi paisa aur padne wale aneko

Shahrukh khan : biwi ka netratva ke bare mein aapki soch

Sushmita sen : biwi agar chef cook hain to savings karna aur bhi badiya , jo ghoomta phirta hain woh
bakwas aadmi aur jo computers aur ghar mein kamayi karna jaanta hain to malamall , jo dependent
upon outsiders for jobs we bhukhmari ke shikar, jo ghar mein baithkar skiksha aur job kare wo
malamal, ghumne phirne se paise jyada udte hain aur jab kaam is tarah ka ho to anuman lagana ki
kitna paisa udega har saal is tension script, jo ghar mein baithkar duniya chala sake aur followers
paida kar sake wo aval number mein paas , biwi ko bhi agar chef cook prapti ho to aneko vyanjan
ghar mein ban sakte hain bina hotel ja kar paisa gavaye, internet shopping , internet subscription
dwara ghar mein paisa bachana aur bhi asaan , never depend on salary , depend on independent
lifesyle ka gyaan hain aajkal ki pidi ke pass sab kuch hain , bas netratva karna ana chahiye

Shahrukh khan : internet jobs are coming up in plenty

Sushmita sen : haan bahut jald , ghar mein baithe huye shaksiyat duniya chalayenge

sharukh khan : aur jo ghar mein baith hi nahi sakte aur bahar ka kaam chalane mein samarth

Sushmita sen : paisa is salary and salary is less and family is middle class with less savings

Shahrukh khan : aur jo ghar mein kaam karta hain

Sushmita sen : set up a loan , create a website , run the website sitting in the house and be rich

through followers , jitne jyada followers , utna jyada taraki aur paisa ,bujurg dependent upon

pension till death , biwi dependent upon being chef cook , children dependent upon internet ,

economic man dependent upon entrepreneurship from home , outside home losses and health

problems , inside the house plenty of savings to become rich


Knowledge capitalism and learning non stop from home with entrepreneurship is family of future

Om tat sat

END OF SAAHAS HINDI MOVIE

Das könnte Ihnen auch gefallen