Sie sind auf Seite 1von 10

Aaj hum jitani bhi duniya apna ird gird dektha hai.

Or jis zameen par hum akar kar chalay hai


agr thora harma pass Pasa a jaya. . Is ka khaliqa Allah ki zaat hai. Or na sirf is choti si duniya ki
Balkya na Janay or kitanoo jahanoo ka khaliaq. Chahay wo crore mile dur suraj hu. Ya khala ki
un ki gariyuoo main jaha par insan ka taswar bhi nai ja sakta. Us main majood har cheez ka
khaliq or malik Allah hai. Is zameen ki jab sa thaleeq huee hai. Tu mukthif waqtoo main Allah
na apna pagiam nabioo or pagrmro ke zariya sa begha. Yu tu aik andzake mutabik 124,000
magabar is duniya main aya Lakin is video main sirf un magmaro ki tarkeeb ka zikar hai. Jin ka
tazkara quran main ata hai.

Duniya main pehla magambar hazart adam hai and akhri Hazart muhmmad saw ye baat sab
jantay hai. Lakin dusray number konsa magamber is duniya main aya. Or is traha baqee sarqa
magmbaro ki tarteeb jo duniya main aya. Bohat hi kaam logo ko pata hai.

Hazart adam a.s

Hazart Ada,a.s pehla duniya ke pehla nabi thay. Wo sirlanka ki parhyee par utray thay. Or un ki
awam hawa sa muqlat kuch rawiyat ke mutabik arfat ke muqam par huee thi. In ki umer 950 saal
thi. Hazart adam ka jo tsra beta tha. Un ke zariya sa Allah ka paigam agay barha. Bibel wagira ke
mutabik un ka beta seth nabi tha. or kuch muslam ulma bhi is baat sa itfaq kartay hai.

Duniya main duray nabi jo duniya main aya. Or jin ka zikar quran main hai wo Hazart idrees a.s
thay. Aap hazart adam as ki 5 nasal main say thay. Or city Babylon jo ke aaj ka Iraq hai us main
paida huay. Ap na hazart adam a.s ka paigamm ko agay ponvhaya. Hazart idrees a.s ki qouam
khat ka shakr thi. Lakin jab hazart idress a.s na dua ki tu un ki dua Allah na qabool ki and barish
hu gayee. Jab ap fout huay tu ap ki umer 365 saal thi.

Quran main jin nabiyuo ka zikar hai us main 3 number par hazart noah a.s duniya main aya.Kuch
rwayat ke muabik. Hazart noah a.s duniya main hazart adam a.s ke duiya main anay ke 1000 saal
baad paida huay un ke dor main log. Booto ki poja kartay thay.Noah a.s na logo ko booto ki
pooja chur kar allah ki abadat ka kaha lakin wo na mana. Or 800 saal tak logo ko paigam diya
lakin kuch ko chur kar zayida tar na mana. Tu allah na noah a.s ko kati bana kaha. Or us ksthi
main saray janwaroo ke joray swar hu gaya. Or us ke baad essa tofan or salab aya jo sara. Non
believers ko baha kar lay gaya. Jin main hazart noah a.s ke beta and biwi bhi shamil. Us kasthi ke
asar aj bhi phar Jodi par majood hai. hazart noah ki kasthi main jo aam waly log swar huay thay.
Aj duniya main jitany bhi log hai wo sary un amm walay logo ki nasloo main sa hai.

Aglay nabi jin ka quran main zikar hai and wo hazart noah ke baad duniya main aya wo hazart
hud a.s hai. Jo qouam had ki traf beghay gaya thay. Qouam haad hazart noah a.s ki nasal main sa
thay or ye jis elaqy main abad thay wo ilaq yemen main hai. ye qouam ko kadad gir moomil tor
par aaj kal ke insaoon sa bohat bara thay. Or jasmi tor par ye bohat mazboot bhi thay. Ye is taqat
par garoor kartay. Or kamzoor logo par zulam kartay thay. Or bootay ki pooja kartay thay.

Qouam nohah main ye qoum pehli thi. Jis na boot parti shuro ki. In ki umer 800 sa 900 saal thi.
Hazart hood a.s na jab haad ko tahueed ka paigam diya tu un ki rwayt kuch rwayat ke mutabik
425 saal thi. Lakin qoyam haad na aap ka paigam na mana or un ko allah ka azab lana ka kaha.Or
un par andi ki shakal main azab aya. Or ye itani tezz thi. Ke ghar sa lay kar insaoo and unchay
mahloo ko ura lay gayee. Or ye 7 din tak chalti rehi. Allah na haart hood a.s ko is andhi sa bacha
liya tha.

Quran main aglay jis nabi ka zikar hai or wo hazart hud ke baad duniya main aya wo hazart saleh
a.s hai. Hazart saleh a.s na jab logo ko tuheed ka magham ponchaya tu unhoo na mujaza ka
mutalba kiya or kaha ke agr saleh as esa unthni dikha dey ke wo 10 maha main dhood dey. Us
ka rang surh hu. Us ki kahla par unn hu. Jab aik jagha sara log akthea huay tu un ke samna bikul
wesi hi uthani a gayee. Us unth ko dekh kar kuch log saleh a.s par iman lay aya. Lakin zayida tar
iman na laya. Hazart saleh as na in logo ko untahni zibah karna sa mana kiya. Lakin un logo na
unthani ko ziba kar diya. Saleh as is waiqa ke baad us basti main apny satiyuo ke sath nikal gaya.
Is basti main niklana ke baad. Udhar aik Shaheed zalza aya. Jis saw o udhar hi udha para reha
gaya. Or us ke baad asman aik zor dar dhamkay ki awaz aye jis saw o udhar hi halak hu gaya. Ye
ilaqa aj bhi madina ke shmal main majood hai.

Hazart saleh a.s ke baad jo nabi duniya main aya or jin ka nam quran main hai. Wo hazart
Ibrahim a.s hai. Hazart Ibrahim a.s or hazart a lot a.s dono aik hi wat main duniya main majood
reha hai. Hazart ibrhim a.s ke beta hazart ismail e.s or hazart ishaq a.s ye dono bhi nabi thay. Or
in ke baad jitanay bhi nabiyuo kar quran main zikar hai. wo sab in dono ki hai nasal main sa aya
hai. Hazart iBarhim a.s ke dor main namrood badshah and wo khudi ka dawa karta tha. or is ki
qoum botto ki poja karti thi. Hazart ibarhim na un ko batu ki poja sa roka yaha tak ke unhoo na
un ke sar bot tor diya and aik bara bot par hathra rakh diya. Or jab unhoo na hazart Ibrahim sa
darfyat kiya ke kis na ye but tora hai tu unhoo na kaha ye tumarha baray buta na in ko thora.
Lakin wo aqal sa kam lena ki bajya unhoo hazart Ibrahim ko aag main daal diya. Lakin wo aag
allah ke hukam sa thandi hu gayee.

Hazart lut elah a.s jo ke kuch raywat ke mutabik hazart ibrhaim ke ristha dar thay. Hazart
ibrhaim a.s or hazart alot Iraq main rethay thay. Lakin baad main hazart Ibrahim palstine or
hazart lot Syria wali side par chalay gay. Hazart alot a.s ki qouam mardoo ke saht badfali ke
gunnah main mubtla thi. Ye autroo ko chur kar mardoo ki traaf ragib hutay thay. Hazart aloot a.s
na in ko is gunnah sa mana karna ki kahyee baar khoish ki lakin ye log nai manay. Tu phir kuch
firtshay hazart Ibrahim a.s ke pass aya. Unho hazart ibrhim ko ulad ki khuskkhabri dee. Or unho
na hi hazart Ibrahim a.s ko hazart lot a.s ki qouam ke upper azab ke ana ke bara main bhi batya.
Jis ke baad hazat ibrhim a.s jaghranay lagay. Lakin unhoo na kaha ke allah na un ke baray main
faisala kar liya hai. u is ke baad in firstho na hazart a lot a.s ko shair sa nikalany ka kaha or un ko
peecha na dekhana ka kaha. Jab hazart alot apna ghar waloo ke sath basti sa nikal gaya tu us ke
baad pathro ki barish huee, Jis ki waja sa qoum lot ke tamm log waha par ibrat ki mout maar
gaya.

Jesa ke main na pehla btaya ke hazart ibrhim ke betay hazart ismal or hazart ishaq thay. Or in
main sa hi agay tareban sary ke sary nabi aya. Ab quran main jis nabi ka nam ata hai. or jo
darjbandi main in nabiyuo ke baad aya. Wo hazart yaqoob a.s thay. Wo hazart ishaq a.s ke betay
thay. ye agli baat rawyat main milti hi Hazart ishaq a.s jab bhurapay main thay tu unhoo na
goshat ka kaha, or apna dusray betay ko kahake agr tum mera lia goshat laya tu main tum ko
pagmar banay ki dua karoo ga. Lakin hazart ki bv hazart yaqoob ko goahsta pakana ka kaha or
hazart ishaq as ko gohsta diya. Or hazrat yaqoob na dua ki jia betay na mje ye gohat khilaya hai.
wo or us ki aulad pagamabr hu. Is ke baad hazart yaqoob a.s sham chalay gay kuch rawyat main
wo Iraq gaya thay. Hazart yaqoob ka dusra nam hazrt isarel bhi hai.

Hazrat yaqub ki auld main jo ke wo bhi nabi hain. Wo hazrt yousaf a.s thay. Or hazart yousaf a.s
ka zikar bhi quran main hai. Hazrt yousaf a.s bohat khoobsrat or husn ka mamlik thay. Or hazart
yaqoob a.s ko bohat pasand thay. Is waja sa yousaf a.s ke bqee bhai un sa nafrat kartay thay. Or
aik din wo hazart yousaf a,s ko sath lay kar gaya or un ko kuway main pheank diya. Jab wo wapi
aya tu or hazrt ishaq ko batya ke hazrt yousaf ko behariya kaha gaya. Tu hazart ishaq a.s roo roo
kar banyee sa mahroom hu gaya. Waha sa aik guzartay qaflay na hazart yousaf ko sath lia or wo
aj ke misar main chalay gaya. Hazart yousaf waha aik ghar main rethay thay. Jis par us ghar ki
malka na hazart yousaf a.s sa jab badfaili karna chiya tu yousaf na saaff inakaar kar diya. Or us
na yousaf a.s par badfali ka ilzam laga diya. Or Yousaf a.s ko 9 saal qaid huee. Or qaid main
majood kuch sathyuo ko un ki qaid ki tabir batyee. Or kuch saal baad jab wo qadi badshah ke
darbar main majood tha. tu badshah na apnay khwab ka tabsra kiya or us khwab ki tabeer pochi.
Tu us qadi na badshah ko hazart yousaf ke bara main batya. Tu badshah na hazart yosaf sa
khwab ki tabeer pochi. Tu yousaf a,s na bata diya. Is ke baad badsahah na yousaf a,.s ko us
mumlak ka riyast ka khaznchi bana diya. Or is ke baad yousaf a.s misar ke badshah ban gaya. Or
is ke baad yousaf a.s ke dabr main jab un ke bahi aya tu yousaf a.s na un ko pechan liya lakin wo
us waqt na pehcan saka. Agay is baat ka sara waiqa lakin main zayida detail main kessi or video
main is waiqa ko bayyan karo ga. bhar haal Baad main yousaf a.s na apna biyaho ko maaf kar
diya. Or hazart yaqoob a.s hazart yousaf a.s us dbbar main hi baad main ja mila..

In ke baad jo nabi aya jin ka zikar quran main hai. Wo hazart ayub a.s hai. Hazart ayub a.s bohat
maal dar thay. Or in ki saray log izaat kartay thay. Hazart ayub a.s allah ka pagaim syira ki aik
basti main allah ka paigam panchya. Hazart ayub a.s par phir allah ka imtihayn aya. Hazart ayub
a.s beemar hu gaya. Hazart ayub a.s ke jism par zakham hu gaya. Or un zakhoom par qeera par
gaya. Hazart ayub a.s kahyee saal tak is bemari main muvtaka rehay. Yaha tak ke shaair waloo
na hazart ayub a.s k shair sa hata kar shair sa bahir pehnk diya ke kahyee ye bemari un ko na lag
jaya. LAkin hazart ayub a.s na sab sabar sa bardshat kiya. or jab un ki bewwi logo ki batain
orhazart ayub a.s ki tabeeat sa tang a gayee. Tu unho na ayub a.s ko Allah sa dua karna ka kaha.
Hazart ayub a.s na allah tala sa dua kit u ussi waqt hazart ayub a.s ke pass shasma phoot para.or
hazart ayub na apna ko us pani sa dhoya. Tu hazrt ayub ke sara zakham dur hu gaya or wo jawan
bhi hu gaya. Kuch logo ke mutabik wo pani abay hayat tha. jis main mout ke sawa taman
bemariyuo ka ilaj hai.

In ke baad jo nabi aya or jinn ka zikar quran main hai wo hazart shoiab a.s hai. hazart shoiab a.s
na bhi apni qoum ko allah paigam ponchaya. In ki qouam hazart lout a.s ki qouam sac hand fasla
par thi. Or hazart a lot ki qouam ke haal sa bekhoobi wakif thi. Hazart shoiab a.s na in ko jab
tuhed ka paigam punchaya tu unhoo na mana sa inkar kar diya. Phir unhoo na in ko porani
qouam jesa qouam haad qouam lot ke bara main bataya tu phir bhi na mana or yaha tak ye
kahanna lag gaya. Ke tum agr sachaya hu tu hum par assam ka koee tokra gira dou.haazart
shoiab na in ko khoob samya lakin unhoo na shoiab a.s ko mulk sa niklana or sansar karna ki
dhaamki dey dee. Hazart shoiab ke samjana ke baad jab wo na manay tu hazart shoiab na Allah
sa dua ki ke Allah faiisala kar dey hamra dairyman. Hazart shoiab a.s apna sath jo log imaan aya
tha un ko lay kar chalay gaya. Is ke baad is qouam par allah na hawa bnd kar dee. Or kuch din
baad bessti ke logo ko besti ke bahir aik badal nazar aya ye sab jab us ke neecha ja kar beth gaya
tu waha par Shaheed zalza aya. Jis sa ye wo wohi par haka bakay reha gaya. Is ke baad aik zor
dar dhamka ki awaz aye jis sa ye wohi par janbhabhak hu gaya.

Ab jo agla nabi shoiab a.s ke baad aya or jin ka zikar quran main hai. qo hazart musa .as hai. in
ka zikar quran main sab sa zayid aaya hai. Hazart musa misar ke main paida huaya/ us waqt firon
ki udhar hakoomat thi. Or us na us waqt jitanay bhi bachaya hu rahay thay un ka qatal shru kar
diya. Kyuo us ko us ke najiymoo na bataya ke bani isaral sa aikshak aya ga. jo us ki hakoomat
khatam kar dey ga. Ye dekthay hua hazart musa a.s ko un ki walida na sandook main daal ka
driya main chor diya. Or wo sandokk tarta hua. Firon ke mahal ke pass chala gaya. Jaha firon ki
biwi na sandook khola or hazart musa ko apany pass rakh lia. Or yuh hazart musa ki parhwrish
huee. Jab hazart musa baray huay. Tu wo waha sa nikal kar kohaya tor ke pass majood basti
main chalay gay. Waha par un ko shadi HAzart shoiab a.s ki beti ke sath huee. OR phir kuch saal
waha reahany ke baad. Hazart musa khooaya tor par gaya.. or waha par un ko ALLAh sa
mukalama hua. Allah na hazart musa a.s or un ke bhai hazart haroon a.s ko bani isreal ki traf
allah ka paigam dey kar begha lakin. Faroon na mana. OR akhir main jab hazart musa a.s apni
qouam ko faroon azad karakar lay kar jaha rahay thay tu agay samnadar a aya or wo samndar
allah ke hukam sa khul gaya. Or hazart musa a.s apni qouam ke sath samandar sa guzar gaya. Or
jesay hi firoon ka laskhar smandar sa guzara tu smandar bnd hu gaya or firon o us ka laskhar
smandar main garak hu gaya.

Dhul-Kifl

AB hazart haroon or musa ke baad jo nabi aya or jin ka zikar quran main hai wo zulkfil a.s hai.
islam mian ulam ki raya in kr nabi huny ya na hunay ke baray main muthlif hai. kuch ke mutabik
ye nabi thay or kuch ke mutabik ye sirf allah ke naik insan thay. Kuch ullmah ke mutabik ye
hazart dawood a.s kr betay thay. Lakin is bary main thos rawahyat nai hai. or quran or hadess
main sirf in ke nam ka zikar hai. in ki zindgi or ye kis traf konsi qouam ki traf behjay gay. Is ka
koee zikar nai. Yaha tak anjeel ki kitab main bhi in ki zindgi ke baray main kuch nai milta.

In ke baad jin nabi ka zikar huta hai. wo dawood a.s hai. Hazart dawood par asmani kitab zaboor
bhi nazil huee. Or ye bani iseral ke badshah thay. Ye unhii logo ki baat hu rahi hai. jin ko hazart
musa a.s na firoon sa azad karaya tha. Quran main usrat al anbiya main in ka zikar ata hai. Hazart
dawood ke baad jo nabi aaya or jin ka zikar quran main hai.. wo hazart Suleiman a.s hai. Hazart
suliman a.s bhi apnay walid ki traha badshah thay. Or in ko allah nai jinno or hawa ko qaboo
karni ki bhi taqatay dee huee thi. Ye in ke sath sath jitany bhi chind prind hai. un ki zban bhi
samj letay thay. Quran main hazart sulieman sa mutaliq aik malka ka waiqa hai. jo ke surj ki
partish karti thi. Tu hazrt sulieman ko jab pata laga tu uhoo na aik cheez ko hukam diya ke us
malka ka mahal smeat us ko idhar lay aoo. Ab wo kiya cheez thi kuch ke mutabik wo jiin tha. ya
kuch ke mutabik wo kuch or cheezz thi. Bhar haal jesa hi us ko hukam hua. Wo ankh japhankay
sa pehla sara mehal ko lay aya. Or hazart Suleiman a.s na malaka ke mehal ko badal diya. Taka
ye dekh sakay. Ke malak apnay mehal ko pechan pati hai ke nai. Bhar haal jab malak aye tu wo
apna mehal ko penchant gayee . is waqia ke baad wo malka allah par iman lay aye.

Ab dusri jagha jaha hazart sulieman ka zikar hai. wo ye ke hazart suliman a.s aik mahal jinno ke
zariya sa tamer kara rahay thay. Tu ye aik lati ke sahra kahray hua thay. Ke wo usi halat main
wafat paaa gaya. Lakin jinoo ki is baray main pata nai laga or wah kahyee saal tak mahal ki
tamer kartay rehay. Or jab us larki ki lati main deemak lag gayee or wo stick tot gayee tu tab ja
kar jinno ko pata laga ke hazart sulemian a.s wafat paa chukay hai. is sa aik bat sabat huti hai ke
jinno ko bhi koee gaib ka ilam nai tha.

Hazart sulemain ki hakommat ke baad jo nabi aya or jin ka zikar quran main hai wo haszart
iilyas a.s hai. hazart illyas ko allah na aik ellaq main baja thay. Ye arab ka aik elaqa thay. Idhar
ke logo butoo ki pooja kartay thay. Or hazart ilyas a.s na un ko tuhid ka paigam diya. Lakin wo
log na manya. Tu un par khussali ka zab aya. Is sa zayida hazart ilyas a.s ke bara main koee zikar
nai mitla.

Ab hazart ilyas a.s ke baad jo nabi aya wo hazart al yasa a.s hai. ab hazart al yasa a.s . AL yasa
a,s bani isreal ke upper aya. Unhoo nab hi thueed ki dawat dee. Lakin udhaar ke logo na in ki
ataat na ki. Or un ko allah ke nabi kehanny ki bajya jaduu ghar kehana lag gaya. Kuch historian
or ulma ke mutabik ye hazart ilyas a.s ke shakird thay. Harzt al yasa a.s hazart essa a.s ke duniya
main anay sa 800 saal pehlay fout huya.

IN ke baad jo nabi aya or jinn ka zikar quran main ata hai wo hai. Hazart youin a.s. Hazat youins
a.s ko allah na aik qouam par begha jo kea j ke Iraq main rethi thi. Hazart youins a.s na jab un ko
allah ka paigam diya tu unhoo na un ka paigam mana sa rad kar diya. Hazart youin a.s na kahyee
baar khoish ki magar wo na mana. Hazart youins a.s un sa tng a kar waha allah ki ijazat ke bagir
chala gaya.Hazart youins a.s jab smandar main safr kar rahy thay. Tu waha par aik bari machli
un ko nigal liya. Ab wo kitani dair us ke pait mainreha ye koee nai janta. Hazart youins a.s na jab
allah sa maafi talab kit u allahna un ko maaf kar diya. or us ke baad us machli na un ko aik
khuski ke jazer par ugl diya. hazart youin a.s kafee kamzoor hu chukay tha. is ke baad un ke
pecha sa allah ke hukam sa aik darkhat ugg aya. Or hazart youins a.s ko us darkth ki waja sa saya
mil gaya. Or us darkhat hi ki waja sa un ko kahanna bhi mil gaya. Hazart youins a.s waha sa pni
qouam ki traf wapis chlay ga. or unhoo na allah ka paigam dubara pocnhana shuru kar diya.
Quran ke mutabik hazart youins a.s 1 lakh ya us sa kuch zaiyda bando par nabi bana kar bega
gaya thay.

In ke baad jin nabi ka zikar ata hai wo hazart zakirya a.s hai. wo hazart youin a.s ke baad duniya
main aya. Hazart zakriya a.s hzart sulimen a.s ki kahdana main sa thay. Or un ki biwi hzart
haroon ke khandan sat hi, Hazart zakirya a.s na hazart mariyam a.s ki marwarish bhi kit hi.
Hazart zaikriya a.s jab bhrua hu gaya. Tu unhoo na ulad ke lia allah sa dua ki. Or allah na firstho
ki ziraya hazart zkirya ko beta ki khukhabri dee. Or jab hazart yayia koee nashani talab ki tu
allah na unhay 3 raato tak kessi sa na bolanay ka kaha or sirf hathoo ke ishray sa baat karnay ka
kaha. Or phir kuch mahnioo baad hazart zkirya ke haan hazart yayia a.s ki paidish huee.

Hazrat yaha a.s na bani isreal ke logo ko allah ka taleemat poncheeye. Hazart yaha a.s ke baray
main mashoor hai. ke wo allah sa dartay boht thay or wo allah ke khof sa rotay rethay thay.
Hazart yaha ke bara main bible or kuch or historian sa rwwayt milit hai. ke us waqt aik badashah
plastine par hakoomt kar raha tha. tu wo apni batiji sa shadi karna cahtata tha. tu hazart yayia a.s
na is shadi ki muhalfat ki ye kehta huay ke ye torat ki taleemat ke kehilaf hai. lakin us aurat na jo
apna chacha sa malka ke shkar main shadi karna cahtai thi. Us na shadi ke lia shart rakhi ke
hazart yayia a.s ke is hukam sa un ki bari rawsyee huee tu us na badsha ke samna hazart Yahiya
a.s ko qatal karwa kar un ka sar pisah karna ka kaha tu bashah na us ki bat maan li. Or us na
hazart yaiya a.s ka qatal karwa diya or un ka sir qalam kar ke us manhoos aurt ko paish kar diya.

“VERILY, THERE CAME TO YOU MESSENGERS BEFORE ME, WITH CLEAR SIGNS AND EVEN WITH
WHAT YOU SPEAK OF; WHY THEN DID YOU KILL THEM, IF YOU ARE TRUTHFUL?” (AL QUR’AN
3:183)

Is waqia ke baad un ko ye saza mili ke bahir sa aye dusri qoum na plastine par qabaza kar lia.
And sara plastine ko un logo samth mara or sara palstine main aag laga dee.

Hazart yaiya a.s ke baad jo nabi aya wo hazart essa a.s hai. hazart essa a.s baray naibyuo main sa
aik thay. or ye bara nibayiuo main sham hutay hai. hazart essa a.s hazart mariyum a.s ke betay
thay. or ye bina baap paida huya thay. jis ki waja sa essayee in ko khuda ka beta kethay hai. lakin
muslmao ke nazdeek hazart essa a.s allah ke betay nai balkya un ke nabi hai. hazart essa jab
paida huya thay. tu allah na ussi waqt in ko bolana ka mujza diya tha. hazart essa .as murdoo ko
zinda bhi kar letay thay. hazat essa a.s isreal ke main logo ko angeel ki taleemat dey rahay thay.
or is elaqy main yahoodi bhi majood thay. ye wohi log thay jin ko hazart musa na fironn sa azad
karwaya tha. or un ko deen ki dawat dee lakin ye bat main moo phar gaya. Or na Janay un ke
baad kitanay nabi aya. Un main sa unhoo na kuch ki baat maan lee lakin jab wo fout hu jatay tu
phir sa wo unhii rastoo par gamzan hu jatay jin par un ko mana kiya tha. halaka yayyia a.s bhi
plastine ke upper hi taleemat dey rahy thay. tu jab torat sa hat kar allah na angeel ki surat main
dawt beghi tu ye logo na un taleemat ko nai mana. Hazart essa a.s ki taleemat ka asar tezzi sa hu
raha tha. ke un sa persahn hu kar kuch padriuo na yahoodi ke badsahah ke kaan bharna shru kar
diya kea gr essa hi rqaha. Tu hazart essa a.s tumarha jagha lay la gay. Tu us ko apni badshat ki
fikar par gayee. Tu us na hazart essa a.s ko phasni ki saza sunna dee. Us waqt hathoo or paqoo
main keel thok kar lakri ke tahktay ke sath tan diya jaata hai. essiyuo ke mutabik hazart essa ko
adshah ke hukam ke baad takthay oar qeel gar kar tang diya tha. Lakin Quran ke mutabik un ko
essay dikahya gaya tha. asal main hazart essa a.s ko allah na un logo sa nacha kar asman par
utha liya tha. is bat sa zahir hai ke hazart essa us corss par nai charhay tha.

Ab akhri nabi kon thay ye saroo ko pata hai. but un sa pehla un 2 sahksiyat ka zikar hu jaya. Jin
ke nabi huny ya na hunay par doubt hai.kuch ke mutabik wo nabi thay. or kuch ke mutabik wo
sirf allah ki khas sakhsiyat thay. pehlay zurliqain a.s. in ke bary main zikar hai. ke in ko allah na
boaht bari hakoomat ata farmyee thi. Ye sar par jo helmet penhatay un par 2 seng hutay thay. or
ye jab ellay fatha kartay hua agay ja rahay thay. tu ye phir udhar ponch gaya jaha surj nikalta hai.
ab wok on si jagha thi is ke bary main doubt kuch ke mutabik wo arab ki koee jagha thi. Or kuch
ke muatbik wo makrran bolchistan ka elaq tha. bahr ye jab in ki fog dusri jagha ponchi wo elaq 2
parhoo ke dairyman main tha. or waha jo qouam rethi thi. Un par koee saya nai tha. is sa ye bhi
murd hu sakta hai. ke un ko dewar bana tu ati thi. Lakkin un ko chat ban aka fan nai a aya tha
abhi. Bhar haal unhoo na zurlqqain ko kaha ke yajoohj majooj bohat fasdad kartay hai. ap un ke
or hamra dairyman kuch essa ark e hum un sab ach jaya. Badla main hum ko ata karya ga mal.
Lakin hazart zurlqain na ye kaha ke mera pas allah ka sab kuch hai. tum je tumarha mall nai
chayee. Bas tum mje dey admi. Hazart zurlqain na jo dewar thi. Un ke dairyman blohay ki dewar
bana dee. Or us ke upper pigala hua tamba daal kar wo rasta bnd kar diya.

Wo dewar aj bhi majood hai. or qyimat ki nashiyuo main ye bhi ke jab qyuimat pass hu gee tu
allah yajooj majoog ki deewar tor dey ga. or wo bahir nikal aya gay. Or duniya pa galib a jaya
gay. Yajoog majoog ke bary main ye bhi khiyal kiya jata hai ke ye hazart noah ki nasal main sa
aik hai. lakin is bara main thos sabot majood nai.

Jaha tak hazart zurlqain ka taluq hai tu khiyal kiya jata hai ke ye hazart ibrhim ked ur sa thora
prhla majood thay.

Ab hazart uzair a.s ke baray main jo bat rawayt main milti hai ke hazart uzair a.s aik basti sa
guzar rehay thay. udhar unhoo na insaoo ki hadiya dekhi tu unho na socha ke allah inhay kesay
zinda kara ga. tu ye soctha hua un ko neend a gayee. Or jab wo uthay tu jab firsthay na un sa
pocha ke kitanay saal soya thay tu unhy kaha tha ke dophar ka kuch hisa. Tu un ko batya gaya ke
nai tum 100 saal soya hu. Is par phir unhoo na allah sa maafi mangi thi.

Nabi allah saw allah ki traf sa begha gaya akhri nabi thay. un ki amad ka zikar duniya ki koee
essi mazhbi katab nai jaha par na likha hua. Ye hazart essa ke 600 saal baad duniya main aya.
Hazart Muhammad hazart ismail sa jo agay sari phutay chali thi un main sat hay. Hazart
muhaamd or bqaee nabiyuo main ye farq tha. ke baqee sara nabu chand maksoo qouam or
qabilyuo par aya thay. lakin muhmmad saw sari duniya ki umaar oar aya thay. in ka mujzaa
quran tha. jin kihafazt ka zimma allah na khud lia

Raw sullah jab 40 saal ke huya thay in par tab naboot aye. Or jab unhoo allah ka paigam dena
shru kiya tu un ko bhi baqee nabiyuo ki traha sakthiya aye. Quresh ke log raw sullah ke mhuklif
or jo log iman lay thay un par zulam karny lag gaya. Tu phir ap yasrab joke aj ka madina udhar
hijrat kar gaya. Jesa ke main na pehla kaha ke rausllah saw ke an aka zikar pehla sa asmani
kitaboo main tha. tu bohat sara yahoodi pehla hi yasrab main abad hu chukka thay. jab islam
mazeed phelana lag gaya. Tu querah ke sarddar muslamno sa maglaba karnay ke lia fog lay aya.
Jo ke 1000 fojiyuo par musthmail thi. Or muslamn mahad 314 thay. alkin allah ki maddad sa
muslman fateh qarar paaya. Ana wala saaloo main quersh or muslmano ki mazeed jangay huee.
Jin main querah ke log kamzoor hutay gaaya. And muslman mazood oe bil akhir muslmano nay.
Makkah afteh kar liya. OR us waqt nabi na sab ko maaf kar diya.

Aj islam yani ke wahdainyat ka mahab duniya main phal chukka hai. or nabi allah saw ke baad
koee nabi duniya main nai aya ga. nabi a.s ke baad un ke sahyiuo na is kaam ko agay bharaya. Or
un ko khaiya muskilat aye ye sab aglia video main,

Das könnte Ihnen auch gefallen