Sie sind auf Seite 1von 8

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 1 of 8

SEARCH BLOG FLAG BLOG Next Blog» Create Blog | Sign In

Sri Sri Thakur Anukulchandra


He is known as Fulfiller the Best in whom all knots of our lives dissolve
and we attain real bliss.

The Supreme Soul Tuesday, January 9, 2007


Chalaar Saathi
"A Companion To The Being & Becoming of Life"
--- SRI SRI THAKUR ANUKULCHANDRA

03 YASHASWITA MEIN SEVA


Tun Manushya Ke Aisa Nitya Prayojaniya Bankar Khade Ho-O-Jisme
Tumhari Seva SeTumhara PariparswikYathaasaadhya Prayojan Ki
Poorti KarkeJ eevan, Yash Aur Vridhi Ko Aalingan Kar Sake;-Aur, Aisa
Karke Hi Tum Har Ek Ke Hriday Mein Vyapt Ho Jaa-O Aur Ye Sab
Tumhare Charitra Mein Parinat Ho,-DekhogeYash Tumhe Kramagat
Jaygan Se Yashaswi Bana Dega Sandeh Nahi!
Param Premmay Sri Sri Thakur
Anukulchandra 03 SERVICE IN FAME
Try to be such an indispensable part of man so that your environment
by your active service be exalted with vigourous life, growth and
fame by fulfilling their dire necessities, and, in this way be endowed
Saadhana with unblemished character by expanding yourself amidst each and
▼ 2007 (26) every individual, thus be blessed with fame and glory!
▼ January (11)
04 PRAKRITI KA DHIKKAAR
About Sri Sri Thakur
Anukulchandra
His Messages Prakriti Unhe Hi Dhikkarati HaiJo Pratyaksh Ki AwagyaYa Aswikar
His Discourses KarParoksh Ka Aalingan Karte Hain; -Aur, Paroksh Jiske Pratyaksh
His Literature KoRanjit Aur Laanchhit Karta Hai -Wahi Dhokhe Ka Adhikaari Hota
Three Tenets Hai !
Satyanusaran
Magna Dicta 04 NATURE'S ABHORRENCE
Chalaar Saathi Nature abhors those who insult and colour the perceptible, which are
Satsang Vihar List before their senses, on the testimony of indirect knowledge !
FAQ
SATSANG
05 DUKH KI CHINTA
► February (1)
► March (1) Dukh Ki Chinta Mein Vivrat Na Raho -Dukh Ka Bhav Kisi Ko Bhi
► April (1) Aanandit Nahi Kar Sakata; -Pratyut Manushya Ko Kaise Sukhi Bana
SakogeKaisa Vyavhaar Paane Par Manushya Aanand Paata Hai -Aur Wh
► May (6) Kaise Kiya Ja Sake Ityadi Chinta Karo,Aur Karya Mein Lag Jaa-O ; -
► August (3) Swayng Bhi Sukhi Hoge Aur Doosare Ko Bhi Waisa Bana Sakoge !
► September (1)
► December (2)
06 LOVE AND WISDOM
► 2008 (5)

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 2 of 8

Pradhan Acharya Intelligence and wide-outlook cometh from mental cleanliness and
love alone, but ignorance and dejection are the outcome of conflict,
disbelief and disinterestedness!

07 JEALOUSY
Do not hesitate to give up Jealousy, if you want to be endangered in
wrong path by making yourself ugly !

08 LOVE AND ACTIVITY


Activity cometh from love, firmness and cheerfulness, and,
drowsiness, inactivity, misery and unrest are the outcome of
detachment!

09 LIBERAL OUTLOOK AND NARROW OUTLOOK


A man of wider outlook can discern a golden opportunity of prosperity
and jolliness amidst dangers, difficulties, sorrows and sufferings.
Whereas a man of narrower outlook will furnish impossibility and
Sri Sri Dada unsuccess among all good things, it is an unprecedented uncured
trouble of ill-fate!

Satsang Related 10 FINDING FAULT


To be prosperous try for ever to get rid of the habit of finding faults
Web Links with others,
Hyderabad Satsang Vihar find out the good qualities which are present in man,
Radha Soami Gurus think of it, speak of it, and discuss about it.
Satsang's official web site Try to be careful, so that one's fault may not cause injury to you.
Sri Sri Thakur Anukulchandra
Satsang, USA THE WAY OF PERFECTION
Sri Sri Thakur Yahoo Group
Thakur Anukulchandra at To think "I cannot do it", or to have doubts about being able,
wikipedia actually creates the inability; banish the "no" or the doubt
from being able, be persistent and try, and success is right in
front of you!
About Me
INSPIRATION FOR EFFICIENT WORK
Vitthal Sawant
Dombivli E, Maharashtra, The more quickly and naturallyone feels inspired, the more
India spontaneous and unstoppableis one's efficiency in work.
C/015, Shri Anupam Society, Jijai
Nagar, Gograswadi, Namdeo Path.
Tel No.: 9322657986, 0251- HAPPINESS
2424808 Email.:
sawantve@yahoo.co.in Web: What enlivens, elevates, and delights your being and makes
http://sawant.8k.com everyone elated as it spreads into the environment -if
anything is to be called happiness,it is this.
View my complete profile
POVERTY THROUGH IDLENESS

Satsang News Idleness, "I cannot", "It cannot be", "It can't be done",- be careful and
alert about all such thoughts and conduct, for they easily infect the
satsang anukulchandra thakur progeny, and the environment becomes contaminated by them; as a
result family, society and country become ignorant, stupefied and
Bollywood's spiritual bent
depressed, and thus are utterly ruined in terrible poverty.
NDTV.com, India
The stars, who indulged in deep
meditation and enjoyed the
melodious satsang sessions with

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 3 of 8

Sri Sri Ravishankar, agreed that it SPOILING WORK BY PROCRASTINATION


was a complete contrast from ... Procrastination is the friend of idleness, the guide to the spoiling of
Free artificial limb camp work; so bid farewell to procrastination by doing what is to be done
immediately; efficiency and success will be your servants.
organised at Sector-26 Satsang
Bhavan
14 CHARITRA NIRNAY
Chandigarh Newsline, India
Chandigarh, February 17 A Large
number of physically challenged Tumhara Chalan Aur Wachan Hi Kah Deta Hai-Tum Kaise Manushya Ho,
from Chandigarh and its outskirts Kya Chaahate Ho-Aur Kyaa Paa Sakate Ho!
flocked to Satsang Bhavan, Sector
26 to benefit from a ... 14 DISCERNING OF CHARACTER
Talk, thought, dealings and activities of a man declare, redeem and
Sri Sri teaches Art of Living in
indicate what he really is and, what he can get !
Mumbai
Sahara Samay, India
Mumbai, Mar 10: All and sundry
15 BOON OF SUCCESS
attended the Maha Satsang
addressed by the Spiritual Guru Doing, adhering, watching and ascertaining, these factors establish
His Holiness Sri Sri Ravi Shankar at comprehension, knowledge, competency and success!
KJ Somaiya Grounds in Sion ...
16 ROYAL INSIGNIA OF SUCCESS
Raceway Park opposes meditation
center Surrender to thy Ideal continue to move on with faithfulness,
New Brunswick Home News gratitude and efficiency by smashing and tackling the problems that
Tribune, USA come forth as obstacles; know it for certain that you will be crowned
Michael Napp, owner and
with success!
president of Raceway Park, said
he will fight to the very last
minute to stop a proposal to build 30 SANDEH ME SANKOCH
a Dayalbagh Radhaswami
Satsang ... Sandeh Jahan Sahaaj Hai, Sankoch Wahaa Swaabhaavik Hai!
powered by

३४ िनिा

चेतन रहना भगवान का आिशरवाद है

और यह चेतना ही है िजवन

तुम वयथॅ मे िनिा को साध कर न लाओ


उतना िह सोओ िजसके फलसव&प और भी उददीपत हो उठ सको

74 DAIV AUR PURUSHHKAAR

Sahaj Vaishishhtyasambhoot Sanskaar -Jisey Lekar Manushhy


Janmgrahan Karataa Hai, Aur, Jiske Phalswroop Paaripaarshwik Usey
Jis Prakaar Se Grahan Karataa Hai- Wahi Hai Daiv ;-Aur, Purushhkaar
Hai Wh Vaishishhtynihit Kshamataa -Jo Manushhy Ko Prakrit Banaakar
Prakriti Aur Paaripaarshwik MeParichaalanaa Karti Hai !

75 AADHYAATMIKTAA

Astitv Me Grathit Hokar Yaa Astitv Par Adhikaar Karke Jo Bhaav Uskey
Dwaaraa Anupraanit Aur Niyantrit Hokar Chintaa, Chalan Aur Karm Me
Pratiphalit Hotaa Hai Wahi Hai Wastutah Aadhyaatmiktaa!

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 4 of 8

78 YOG

Kisi Me Yukt Yaa Aasakt Hone Ko Hi Us Vishhay Me Yog Kahaa Jaataa


Hai ;-Isiliye, Vishhayaanukram Se Hi Yog Ki Bhi Awasthaa Aur
Parinaam Nirbhar Kartaa Hai !

79 YOG AUR SANNYAAS

Jinke Samast Sankalp Kuchh Yaa Kisi Me Nyast Huye Hain Arthaat
Samast Sankalp Karm Ko Niyantrit Karke, Kuchh Yaa Kishi Ke Bhi
Jeevan Aur Vardhan Ko Uchchhal Kar Dete Hain Wey Hi Hain San-
nyaasi !

82 BHAGWAAN VAASTWIKTAA ME

Anjaan Kalpana Se Tum Apne Bhagwaan Ko Murt Karne Ki Cheshhtaa


Nahi Karo, -Vyarth-taa Me Chira-wasann Hone Kaa Path Mat Banaao !
Jahaan Tumhaari Sabhi Yaa Adhikaansh Vritiyan Saarthak Hoti Hain
Wahaan Apne Prayojan, Preeti Bhakti Aur Prem Ko Niyojit Karo,
Tumhaare Bhagwaan Wahin Tumhaare Bodh Me Prakrit Hokar Prakat
Honge, -Jaisey, Shree Krishn Me Arjun Ke Bhagwaan!-Bh-y Nahi,-
Bhranti Tumhe Vipathgaami Nahi Banaa Sakegi !

99 SANDHYAA AUR PRARTHANAA

Sandhyaa Aur Praarthanaa Se Virat Nahi Hona, Aur, Ishey


Bhaavmadhur Kar Bodh Sahit Aakul Sumbeg Me Jitnaa Hi Kar Sakoge,
Utanaa Hi Tumhaare Man Ko Uddipt W Pavitra Kar, Swaasthya Aur
Charitra Ko Unnat Karegi;-Phalswarup Sewaa, Aishwairy – Vyavhaar
Aur Karm-patuta Se Anushhikt Ho Tumhe Abhinandit Karengi –Sandeh
Nahin!

100 JAHA DHARM WAHA ARTH, KAAM AUR MOKSH

Tum Dharm Ko Jabhi Waastwik Rup Se, Sewaa Lekar Aalingan Karoge
Jeevan, Arth, Kaam, MokshTumhaari Sewaa Karenge Hi ;-Aur, Jabhi
Inki Sewaa Me Anurakt Ho Tum Inke Prati Aanat Hoge, -Nishchay
Jaano Ye Tumhe Patak Kar Iss Prakaar Palaayan Karenge –Ki Punah
Utthaan Sakti Ko Aamantrit KaranaaTumhaare Liye Nitant Hi
Parishram-saadhy Hoga; Tum Inhe Lekar Apne Ko Paaripaarshwik Ki
Sewaa Me Niyojit Karo –Shreyolaabh Karoge !

101 PAARIPARSHWIK KI PRACHURTA ME AATMPRACHURTAA

Jeevan Kaa Pradhaan Lakshan Hi Hai Chetnaa, Aur, Yah Chetanaa


Sphurit Hoti Hai Paaripaarshwik Jeevan Ke Sanghaat Se, - Aur, Usase
Hi Hotaa Hai Vritisanhat Man Ka Utsaran ;-Punah, Yah Man Hi Anukul
Aur Pratikool Ko Vivechanaa Karke Manushya Ki Parichaalanaa Kartaa
Hai ; -Isliye, Tum Yadi Apni Unnati Ki, Mann Ki, Jeevan Ki Sachmuch
Hi Kaamanaa Karte Ho –To Uske Liye Apne Paaripaarshwik Ko Apni
Sevaa Se Aisaa Kar Do Jisase Wey Susth O Sabal Ho kar Jeevan Aur
Aanand Me Prachur Ho Uthey !
€

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 5 of 8

102 NITYAKARM ME PAARIPARSHWIK

Nityakarm Ki Bhaanti Apne Paariparshwik KoVyashhti O Samashhti


Hisaab SeChintaa, Aalaap O Aalochanaa SahitPratidin Hi Dekhoge –
Aur, Har Roj Hi Unkaa Prayojan Puran Kar SakoAisaa
Kuchh,Yathaasambhav Karna ; -Dekhoge,Lakshmi Achala Ho Rahenge !

104 SAADHU

Jo Siddhi Ke Kaushal Ko Charitragat Kar Us Bhaav Me Jeevan Ko


Niyantrit Karte Hain Unhi Ko Prakrit Rup Se Saadhu Kaha Jaataa Hai !

109 ISTAPRAANTAA ME NIRBHARTA KA ABHI-VAADAN

Tumhaaraa Jo Kuchh Hai Sabhi Jab Tumhaare Issht, Aadarsh Yaa Guru
Me Saarthak Hone Ki Unmaadanaa Se Aapraan Ho Uthenge, Tabhi
Nirbhartaa Tumhe Abhi-vaadan Karegi !

110 AADARSHPRAANTAA ME SHAANTI

Tumhaaraa Jo Kuchh Hai Jab Sabhi Abalambit Honge Tumhaare


Aadarsh Ke Upar, Tabhi Shaanti Ninad Hokar Tumhe Dhaaran Karke
Rakhegi !

111 AADARSH ROOP ME BAHU


Anny Ke Aadarsh Ki Awagyaa Kar Apne Aadarsh Ki Pratishhthaa Karne
Mat Jaao, Pratyut Swikaar Karke Sammaan Sahit Apne Aadarsh Se Mail
Pratipaadan Karo, Dekhoge, Sabhi Tumhare Apne Bante Jaa Rahe Hai !

112 YAAJAN ME RIKT-SANSHAYATAA AUR BHAKTI KA PLAAWAN

Tumhaara Prem, Bhakti Yaa PranayPremaspad Ke Bhaav MePraachury


HokarYadi Yaajan Me Mukhar Nahi Huaa,To Samjhoge, KahinKishi
Kinaare MeSanshay Sar ChhupaakarChor Ki TarahJhaanki Maar Raha
Hai ;-Saawdhaan Ho Jaao, -Anusandhaan KarkeSanshay Mitaa Lo, -
Tumhaari Bhakti Ke Plaawan SePaaripaarshwik Nishchit Plaawit Hoga
Hi !

113 PREM KI PRAKRITI

Prakrit Prem Ka Ek Aur Charitragat Lakshan Yah Hai –Priy Ka Doshh


Dushht, Dukhit Aur Virakt Karke Kabhi Anuraag Ki Khamiyaan Paida
Nahi Kar Sakta !

116 SANDEH ME SANKOCH

Sandeh Jahan Sahaasya Hai, Sankoch Wahaa Swaabhaavik Hai !

117 AADARSHPRAANTAA ME VIRY

Aadarsh Me Tumhaara Praan Jitnaa Hi Aapraan Hogaa, Viry, Saahas

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 6 of 8

Aur Viratw Utnaa Hi Tumhe Abhinandit Karenge!

130 MANUSHHY KE JEEVAN KAA SAMRAAT

Chhot Yaa Neech Tumhaare Nikat AakarJisase Kisi Tarah Samajh Na


SakenKi Wh Yaa WeyChhot Yaa Neech Hain ;-Pratyut Tumhaare
Saahchary Aur Sahayya SeJisase Wey Dekh Saken KiSaamane Hi Vistrit
Rajpath Hai –Jise Dharkar Chalane ParManushhy Anaayaash Bada Aur
PraveenHo Sakataa Hai ; Aur, Yah Tumhaara Swabhaavsiddh Ho. –
Dekhoge,Manushhy Ke Jeevan Me Tum Samraat Bankar Rahoge !

153 SHIKSHA ME VAISHISHHTY

Manushhy Ke Vaishishhty Sabhi Samvardit, Unnat Aur Paripushht Ho


Aisi Shikshaa Hi Jeevan Ke Hit Me A-pratihat Bhaav Se Prayojniya Hai ;-
Isliye Shikshaa Ki Dhaara Bhi Aisi Honi Chaahiye Jisme Manushhy
Vaishishhty Me Vardhansheel Hokar Unnatipravan Aur A-vyaahat Ho ;-
Wahi Shikshaa Hi Jeevan Aur Samaaj Ko Samvridh Karke Amrit Ka
Yaatri Banaa De Sakti Hai !

156 BODH-HEEN SHIKSHA

Shikshaa Ka Uddeshy Hi Hai Doosare Ke Jaanane Yaa Darshan Ko Apne


Bodh Me Aayat Kar Anubhav Karanaa ;- Yh Anubhav Jahaa Jitna
Prakrishht Aur Taro-taaja Hai Gyaan Bhi Wahaa Waisaa Hai ;-Yadi
Shikshaa Tumhaare Bodh Me Nahi Aayii To Tum Smriti Ke Bail Ke
Siwaa Aur Kyaa Ho ?

157 AADARSHAANUG SHIKSHA ME CHARITRAANURANJAN

Irrshhyaa, Aakrosh Yaa Heen Bhaav Se Uddipt Jo Sikshaa Hai Wah


Jeevan Aur Charitra Ko Kam Hi Sparsh Kar Sakati Hai –Yadyapi
Avinyast Aur Abaadhy Sangrihit Aishwary Me Adhirudd Ho Sakati Hai;
Kintu Ishht, Aadarsh Yaa Premaspad Me Bhakti Aur Prem Ki U-
chchhlataa Aur Prayojan Se Jo Sikshaa Aarambh Hoti Hai Wh Wastutah
Jeevan O Charitra Ko Aakraman Karke Vanshaanukramiktaa (heredity)
Ko Hi Ranjit Karti Hai !

158 VYAWAHAARIK SHIKSHA

Yadi Vastutah Shikshit Honaa Chaahate To Vyawahaarik Karm Ko Aw-


lamban Karo, Aur Us Karm Ke Bal Par Up-patti (theory) Kaa
Anudhaawan Karo , - Dekhoge Ki Gyaani Bev-kooph Bananaa Nahi
Padega !

159 GYAANAARJAN ME BHAKTI

Aur, Gyaan Kaa Arjan Desh, Kaal, Paatr Aur Dhaatu Bhed Se Naanaa
Awasthaa Me Naanaa Tarah Se Ho Sakataa Hai, -Kintu Bhakti Sab
Awasthaa Me, Sabake Andar, Rahani Hi Chaahiye !

161 UD-BHAAWAN

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 7 of 8

Tum Jis Sthaan Par Khade Ho Usake Chaturdik Theek Se Dekh Lo –Aur,
Cheshhtaa Karo Soch Kar Yah Baat Jaanane Ki Wahan Ki Kaun Kaun Si
Cheej Kis Prakaar Manushhy Ke Prayojan Ki Poorti Kar Sakti Hai, -
Dekhoge Ki Thode Dino Me Hi Tumhaare Man Ki Udbhaawani Arthaat
Aawishhkaarinii Shakti Ud-buddh Ho Uthegi !

162 SMRITI KI UJJWALTAA

Do Samaan Aagrah Ya Prayojan Jabhi Tumhaare Man Par Ek-saath


Aakraman Karataa Hai, Tabhi Dono Yaa Dono Me Koyee Ek Bhraanti-jal
Me Doob Jaataa Hai, Tab Wh Dhundh Kar Bhi Paayaa Nahi Jaa
Sakataa ;-Is-liye Yadi Smriti Ko Ujjwal Rakhanaa Chaahate,To Aagrah
Yaa Prayojan Ko Apne Man Me Ek Ke Baad Doosare Ko Pravesh Karane
Do ; -Smriti – Swaasthy Yadi Sundar Rahe - To Dipt Rahegi !

163 PAARIWARIK SHIKSHAA ME NITYA PRAYOJNIYA

Mujhe Prateet Hotaa HaiSamaaj Yaa Jaati KoUnnati Ke Path


ParParichaalit Karne HetuAisee Shikshaa Kaa Prayojan HaiJisase
Pratyek Pariwaar MeEk Gaveshhnaagaar, Ek Shilp Kutir,Nitya
Prayojniy Tar-tarkaariUtpaadanopayogi KrishiAnaayaas, Awyaahat
Roop Se Chal Sake ;- Aur Aisee ShikshaaIstree-Purushh Nir-visheshh
SePratyek Pariwaar Me Ho !

167 PREM KI SAADHANAA

Yadi Kisii Vastu Yaa Kisii Ko Bhi Prem Karanaa Chaahate Ho To Usako
Prem Karo Wahi Socho Aur Usii Ke Anurup Karm Me Niyojit Ho-O – Aur
Iski Baadhaaon Ko Kisi Tarah Prashray Nahi Do ; Aaisi Chintaa O
Chalan Se Dekh Sakoge –Tumhaara Prem Kaisaa Taro-taaja Hokar
Karm Me Uchchhal Ho Plaavan Ki Tarah Bahataa Chal Rahaa Hai, Tript
Hoge Sandeh Nahi !

169 ICHCHHASHAKTI KA JAAGRAN

Tumhare Antar Me Jabhi Kuchh Bhalaa Kaary Karne Kaa Aaweg Aa


Rahaa Ho To Usey Aw-ruddh Karne Ke Bajaay Tat-kshan Karm Ke
Jariye Usako Murt Karane Me Lag JaaO—Dekhoge Ki Usame Thode Dino
Me Hi Tumhaari Ichchhashakti Kitni Jeevant Ho Uthegi !

172 SAAHITIYA

Jisake Adhigaman Se, Sang Se Yaa Aalochanaa Se Manushhy Hit Me


Adhishhthit Yaa Uneet Ho Sakata Hai Usey Hi Waastvik Me Saahitya
Kahaa Jaa Sakata Hai !

249 SAFALTA ME GURU AUR GAN

GURU AUR GAN KI POOJA ME YADI TUM AAPLUT NAHI HO SAKE TO


TUMHARI POOJA, VRAT, AUR PRAAYSCHIT TUMHE KAHAN TAK USKE
PHAL SWAROOP SAFALTA LA SAKTE HAIN WAH VIVECHANA KARO;-

ISHLIYE SAB POOJA ME SAB VRAT ME SAB PRAYSCHIT ME BHI,

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi Page 8 of 8

PAHALE GURU AUR GANESH KI ARTHAT JAN-HIT-RAT DEVTA KI PUJA HI


HAI SHASTRA KI NEETI!

306 NEETI KISHI KO BADHYA NAHI KARTI

Suneeti Ya Suniyam Kishi Ko Bhi Jabardasti Karke Swayng Ko


Anusharan Karaana Nahi Chaahata; Kintu Jo Mangal Chaahata Hai-Yadi
Wah Anusharan Karata Hai, To Mangal Ushe Nandit Karega Hi-Sandeh
Nahi!

(Source: Posted in yahoo groups by: Vagabondindia, Rajeev Ranjan,


beconcentric)

Posted by Vitthal Sawant at 10:22 AM

0 comments:

Post a Comment

Links to this post

Create a Link
Newer Post Home Older Post
Subscribe to: Post Comments (Atom)

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html 3/15/2008

Das könnte Ihnen auch gefallen